Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen
    Dear Forex Members Forex Business Ki Trading Main Lot Size Bhot Ihmiyata Rakhta Hai Isi Lot Size Ki Bina Par Hamara Loss our Profit Hota Hai Agar Ham Loss Size Apne Blance Ke muta iq Lagaian Ko Hamain Profit Achi Ho Sakti Hai Our Loss Bhi Hoga To Hamara Account Wash Nhi Hoga Aksar Main Ne Dekha Hai Ke Traders Jitna Lot Lagta Hai Laga Dete Hai is Ki Wajha se Jab Bhi Markit Trend Change Hota Hai Woh Acckunt Wash Ho Jata Hai Hamesha Apki Koshish Ye Honi Chahye Ke Is Tarhan Ka Lot Size Use Kia Jai Jab Markit Jitna Bhi oposit Move Kar Jai Account Wash Nhi Hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

    han ji hmain bhi chahiay kh hum apny balence ky hisab sy lot size use kerna chahiay or hmain chahiay kh hum money managment ky hisab sy lot size use kerna chahiay q kh ziyada lot size sy hmain loss ho sakta hy.
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

      g han belkul forex online busnes men hamne chaia keh hum forex trdaing account ko dekh he lot size ko use karna chaia jab hum forex trading men lot size ko apny account ky mutabik he set karna chaia .forex online busnes men jab hum apny account sy bari lot size use karty hen to hum loss he karty hen .hamne chaia keh hum lot size ko kam sy kam estaml karen apny hony wally loss sy sy bachen.or apna account bhe save rakhen .
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

        Ji han aapki baat theek hai Hamen Apne balance ki capacity ke mutabik hi lot size use karna chahie bahut Sare traders Aise Bhi Hain Jo start Mein Hi bagair sikhen lot size maximum use karte hain Jiski vajah se unhen bahut sari naKami ka Samna karna padta hai isliye Agar Achcha trader Banna Chahte Hain To fir koshish Karenge Hamesha lot size Apne balance ke mutabik hi istemal Karen.
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

          helo everyone! aap ny bilkul sahi farmaya hy ky apnay balance ki capacity ky lihaaz sy hi lot size rakhain kam balance par baara lot size rakhna be waqoofi sy kam nai hy iss liye ahtiat karain aur tawajuh sy kaam karain taakeh aap ko faida hasil ho saky.
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

            Ji bilkul bhai jaan aap ny thk kaha hai ki hamen Forex meinApne bonus ke mutabik hi lot size rakhna chahie agar hamare pass bonus jyada hai To hamen lot size Bhi zyada rakhna chahie aur agar hamare paas bonus Kam hai To hamen lot size bhi kam rakhna chahie kyunki agar hamare pass bonus kam ho aur ham lot size jyada laga de To isase hamara account wash ho sakta hai isliye risk lene ki jarurat Nahin hai balke management ke sath hi trading Karen
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

              G han ap ki bt bilkul thik hai apko apny account k hisab sy lot size lgana chahye apko pehly dekhna chahye k apka account kitna hai phr apko 100 dollar k account pe 0.01 k hisab sy lot size lgana chahye lot size sahe estimal karny sy apko kabhi big los nai hoga aur apka account kabhi wash nai hoga jo member km bonus account pe big lot size lga lety hen unka account secure nai rehta aur ek din unka account wash ho jata hai aur unki sari mehnat zaya ho jati hai.
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

                G han brother ye aik sai bat ki apne hmesha lot size apne balance ko dekh k rkhna chahye q k aksar lot size hamen bht ziada nuksan de deta hy jiski waja se hmen bhtbziada nuksan huta hy aur ye nuksan aasani se recover bhi nahi hu pata
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

                  Lot size ek major ghalyi ho sakyi hai kisi bhi trade main is kiye oehly lot size k baray main proper knowledge le len aur phir trdae lgaye kiu k agar loy size main ghalti hohai to apka account wash ho saktaa hai yaa apko barra loss ho saktaa hai lot size apny balance k mutabiq rkhy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamesha Blance Ki Capacity Ke Mutabiq Lot Size Use Karen

                    jihaan dsot han ji aap ki bat bilkul thek hai main aap ki bat say mukmal toor par agreee karta hoon hameen hameshaa balnce ki capicity kay mutabiq he apni trade open karnaa chaiey kay hameen kitni lot size ye trade lagani hai ye hameen account ka balnce dekhty hwy use karna hota hai arna loss kay chances hojieen gay aap kay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X