Forex mein loss kyun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss kyun hota hai
    Forex mein loss ki aik main aur barri waja ye hai k aap k paas proper knowledge nhi hota aur na he aap ka demo account py experience achha hota hai is k ilawa aap market ko analyse kar k trade open nhi karty support aur resistance ka khyaal nhi rakhtay barray lot size use karty hein equity ka khyaal nhi rakhtay stop loss aur take profit proper set nhi karty ya lalach karty hein aur gambling kar k Ameer hona chahty hein ye sari batein aisi hein jis ki waja se humein forex trading k andar loss hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss kyun hota hai

    dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha forex trading mn meray khial mn traders ko apni mistakes ki waja sa hota ha jo log profit hasil krnay k lalach mn trade lganay mn jald bazi krtay hn aur soch smjh kr trade naen krtay unhen ziada tr loss he hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss kyun hota hai

      dear friend knowledge na hony se hi loss hota hai practis Karen Apna trading skill banaen market Ki Har situation ko understand karna sikhen..
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss kyun hota hai

        G han bhai forex trading main loss ki bahut sari reasons hoti hain aur woh sari hamari apni waja say hoti hain esleay forex market main apnay loss k zimadar ham khud hotay hain aur sab say zayada loss lack knowledge ki waja say hota hay ya phr knowledge k hotay hway bi kuch traders ko lalach ki waja say loss hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss kyun hota hai

          Dear friend hamei forex mein loss es leye hota hai k hamary pass acha knowledge nahi hota hai phr hamari mistakes zayada hoti hain ya phr hm laalch krty ya forex k rules ko follow nahi krty en sb batoan ki waja sy hamein loss ho skta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein loss kyun hota hai

            jald baazi lalch or reapedted mistakes ki wajha swy loss hota hy tohamin insab cheezon sey door rehna hoga ager ham loss sey bachna chaty hein to to hamin jald bazi sey bhi door rehna ha qk forex ik online bussniss hy ismein hamri choti c mistakes hi hamri loss ka sabaB bnati hy to hamin isk liuy bhut carefull rehna hga forex bhut hi acha bussniss hy hamin carefull rehna chaiy tab hamri kamyabi yakeeni hy ,,,,,,
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss kyun hota hai

              yeh aik global market hae is main pore duniya se log kam karte hain is main hamen loss is liye hota hae ke aik khas pai par agar hum ne sell kiya hae to kisi ne buy kiya hota hae agar trade kisi ke haq main chale jate hae to jo dosra hota hae usko loss ho jata hae or yeh countru ke fundamental analysis yani economical conditions par bhe depend karta hae
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss kyun hota hai

                Bohat simple c bat hai forex me loss ki sub se bari wajah knowledge ka na hona hai.Phr next step agy or problem hoti hain jin se loss hota hai trade me jaldbazi krna trade ko sahi se analyze na krna zyada lalach krna yahi surtien hain nuqsan honay ki
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss kyun hota hai

                  Forex mein bahut Sare members ko loss hota hai so sirf Forex Mein hi nahin bol ke kisi bhi Business mein agar aap kaam Karoge To aapko usmein profit ke sath last Bhi Hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss kyun hota hai

                    forex aik bohat bara business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss kyun hota hai

                      forex main los honay ki bht reasons hoty hain jin main se ek yeh hotaa hai k hm seekhtay nehi aur forex ko easy le kr kaam krty hain halanky forex trading itnaa saaan kaam nehi hai isy smjhnaa bht mushkil hotaa hai bhjt time de kr isy seekhnaa parrtaa hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein loss kyun hota hai

                        Forex main loss hony ki main wja learning na krna ar knowledge ki kmi hai q k aksr member chahty hain hmn forex ko time na dena pry ar na he mehnat krna pry hm ase he profit gain kr ln jiski wja sy wo trade main loss uthaty hain islia phly learn krn us k bad he trade krn loss nhi ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein loss kyun hota hai

                          Pakistan Forex Forum mn humy loss keun hota hai bji dear loss ki waja hum khud hain jitna besabri se jaldbazi se Kam karny ki waja se humko loss hota hai forex forum mn humy chahye k hosh mn Kam Karen jish ko avoid karen chahy posting Karen ta trading dimagh ko ful jgha pr rakhn focused k sath Kam Karen yh humare liye best way hai loss se bachny ka or profit earning ka forex best mn kamyabi ka short way buht mehnat hai or kuch bhi nahi hai forex buht acha business hai issy faida uthaen ta k acha profit ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein loss kyun hota hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Tahir پيغام ديکھيے
                            Forex mein loss ki aik main aur barri waja ye hai k aap k paas proper knowledge nhi hota aur na he aap ka demo account py experience achha hota hai is k ilawa aap market ko analyse kar k trade open nhi karty support aur resistance ka khyaal nhi rakhtay barray lot size use karty hein equity ka khyaal nhi rakhtay stop loss aur take profit proper set nhi karty ya lalach karty hein aur gambling kar k Ameer hona chahty hein ye sari batein aisi hein jis ki waja se humein forex trading k andar loss hota hai
                            Los hone ki bahut sari vajah hai lekin Mere Khyal Mein Sabse Badi vajah Hamara Jankari Aur tajerby Ka kam hona hai Kyunki Humne pahle is karobaar Mein Kam Nahin kiya hai aur Hamen Iske bare mein acche tarike se pata nahin hai hi Ek to yah badi vajah hai aur jab Ham thoda sa is business ko Sikh Jaate Hain To Ham Jyada Se Jyada kamai karne ke bare mein sochne lag Jaate Hain Jiski vajah se Hamen nuksan hota hai aur ham nakam ho Jaate Hain
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X