Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.
    Ji han doston agar hamare Dil Mein Forex ki ahmiyat hogi To hamen Forex ko time dena bhi aasan Hoga isliye hamare Dil ke andar Forex ki ahmiyat Ka Hona bahut jaroori hai Jin logon ke Dil Mein Forex ki ahmiyat hoti hai aur jo isko important samajhti hai to vah isko jyada se jyada time dete Hain aur acchi yaar Nahin Karke apni life ko enjoyment banate hain isiliye vah Forex Mein jald hi kamyab ho jaate Hain aur apne maksad Mein kamyabi Hasil kar lete hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kam karnay pe dil nah ho tu zabardasti trading ka maza nhi aata kiun k iss tarah ghalt trade lag jati hey jiss ki waja loss ho jata hey iss liay pahlay apnay dil ko mazboot aur fresh karen aur phir trading karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

      mere bhai nay theek kaha kay agar ham forex ko apny dil lagi say apna lain oar rs say mehnat kay zariye ishk karain to ham zaroor kamyaab hun gay hamain ziyaada time forex ko dena hay oar es ki ehmiyat ko apnana hay
      • #4 Collapse

        Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

        G han dear ap ki bat theak hai kay ager forex ki ahmiyat hunarye dil mai tu es mai hum time zaroor dain gaye kiyu kay es mai humain pata hota hai kay es mai humain faida hona wala hai aur ye hunain hamesha say he faida daita hai tu oher hum es mai zayda say zayda time dainye ki kosesh kartye hain na es waja say
        • #5 Collapse

          Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

          Forex bht hi acha aur bahtren buisines hy jitny bhe hamry pakistan men ya kisi bhe jaga online buisines chal rahy han is waqt forex sb say top list men ja raha hy kiun k forex nay bht sary berozgar logoun ko rozgar diya hy log is say bht ziyada khoush han aur bahtren triqY say forex par kam kr k bht acja khasa khama rahy han. Fofex men agr ful dil lag jaye to time khoud bakhoud nikal ata hy aur sath sath hamara kam bhe axha hota hy.
          • #6 Collapse

            Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

            g han forex main wese to bahut se member stae hain har mahene magar in members main se jin ko pata hota hae ke forex main power hae wo forex main kam bhe karte hain or usko acha time bhe dete hain lakin jin logon ko forex par wese he kam karte hain wo to mere khayala min kuch din ke liye posting karte hain phir wo bhe chore dete hain
            • #7 Collapse

              Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

              Jitna zyada ham forex market main interest lety huey learning kerty hain tou ham forex ko bilkul time bhi zyada hi dety hain jab interest hi na ho tou koi bhi time nehi deta tou na hi forex ki ham achi learning ker sakty hain aur na hi phir forex market main trade kerny sy hamain achi earning hasil hoti hai just ham forex market main money investment ker ky money aur time hi waste kerty hain
              • #8 Collapse

                Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

                Yes I think to jub new hote Hain to importance hoti hai ya phir jub profit ho Raha hota hai to bhi but jub Jin ko loss hota hai kuch nahi milta woh na umeed se how jate Hain aur time km dete Hain but na umeed na hon try jari rkhen
                • #9 Collapse

                  Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

                  G dear member ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k humein forex pakistan mein dil se kaam karna chahaye tab hi hum es forum mein sahi sahi kaam kar sakein gey aur es business mein kamiyab ho sakein gey dostu humein es business mein apna full interest lena chahaye aur esey porey shouq k sath karna chahaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

                    g han ager hamaray dilll mein forex ke ehmyaat hy to ham ess mein zyada time day kar zyada say zyada mehnaat kar kay or bohut ache earning kar saktay hein jes ko forex ke ehmyaat ka pata ni hota woh kabhi dill laga kar kam ni karta or achi earning bhe ni kar pata
                    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                    • #11 Collapse

                      Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

                      Forex profit provide karta hai agar ham log is Per Dil lagakar kam Karen aur Jyada Se Jyada madad karen to ham log is per kamyabi Hasil kar sakte hain ek baat to yah ki Banaye kya Aapke Dil Mein Forex ki bhi ho agar aap Forex ko bologe tabhi aap use per kam karte hue agri Ho Gaya Aur Dil Laga kar kaam Karoge
                      • #12 Collapse

                        Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

                        forex mimbars ko salaam.insan ke dil me jis chees ki ahmiyat hoti hay wo usee ko ziada time deta hay.pakistan forex ko apnay dil me jaga de .aor pora time work kare ache mehnat ke sath ta kh hamara bonus acha aay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

                          Brother agar dil mein ap forex ko like karatay hain tu ap isk sath hamasha jurr kar rahain or ap agar isay acha manain gay tu ap isko time dain gay or jab ap isko time dain gay tu hi ap is se faida le saktay hain or isi tarah hum isko apni life ka eham hissa bana saktay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

                            G bilkul bhai jan ap ny sahi kha h k agr dil ma forex ke ahmeiat ho to is ko time dena b asan ho jata h agr ham is ko ahmeat dayn gay to he kuch kr skyn gay
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dil mein forex ki ahmiyat ho to time dena bhi asan ho jata hy.

                              Assalamu Alaikum dear friend ap ny ak bhot he acha sawal kia ha hamy chaihy k ham forex ko ahmeyat den to phr time dena asan ho jay ga
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X