forex main loss honay ki waja kia hay .
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main loss honay ki waja kia hay .
    dear jis time ham forex main tradeing kartay hein to ham ko loss kabhi kabhi ho jata hay is main ham ko kia karna chye k jis say ham khud k balance ko maintain ker k good earning ko gain ker sakein easily is main ap ki kia opinion hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

    assalam o alikum dear member! aap ny pucha hy ky forex main loss hony ki wajha kia hy to main btaao aap ko as per my knowledge loss ki sb sy bari wajha awareness ki kami hy aap ko basic knowledge hi nai ho ga trading ka aur aap market ko read karny ky salahiat bhi nai rakhty hon gy to phr aap ko nuqsan hi ho ga faida thori na hu ga.
    • #3 Collapse

      Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

      dear friend jub hum trade lagaty hoay mony management k rule ko ignore kerty han tu humain us trade se loss hota ha loss ki aur main waja lalch ha jub hum in dono pe control pa lain gy tu humain forex se acha profit earn ho sakta ha.
      • #4 Collapse

        Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

        forex me loss hony ki sab sy bari wjha hamri apni he ghalti hoti wo ye k ham baghair sochy smjgy or analysis ky trade laga dety hain
        Achy Threads py thanks tu banta hai na
        • #5 Collapse

          Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

          Forex trading main loss ki main wjaah yehi hoti hai k jab ap forex trading ko binaa learn kiye easy le lety hain aur investment kr dety hain abhi apky pas itnaa experience nehi hotaa phir bhi investment krty hain aur binaa seekhay trading krty hain to loss ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

            trading practice na hona ya phir kamm hona ye trading k liye nakafi hay is liye members ko chahiye wo maximum trading practice kertay rehain is terha beneficial trding ki ja skay gi or loss say bho bacha ja skay ga
            • #7 Collapse

              Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

              Forex main loss ki bri wja market k knowledge ki kmi hai traders market ki movement ka ilm nai rakhty jis ki wja sy market analysis main ghalti kr jaty hain dosri baat k bohat sy traders jald baazi sy kaam lyty hain or phir unhen bry nuqsan ka samna krna prta hai
              • #8 Collapse

                Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                Forex mein karny ki main waja yehi hai k humaray paas proper knowledge nhi hota aur na he demo account ka experience hota hai aur hum lalach b karty hein ya money management ka khyaal nhi karty aur barray barray lot size use karty hein gambling karty hein short cut se Ameer hony ki koshish karty hein aur stop loss set nhi karty aur market ko analyse kiye bina he trade lga dety hein
                • #9 Collapse

                  Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                  forex ma loss hony ki sab sa bari waja ya bha ky apky pas less experience or lesss knowledge hoga or dosri bat agr ap kam sae nahi krty i meant ky ap according to market trend kam nahi krty to is waja sa bhi apko loss hota ha humy chaiya ky hum hmsha forex sa related kam kry or market movement ky sath trade kryn
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                    Forex man loss ho ny ki waja yah hai kh hum chahey kh hum pahly demo par pachrtiec kar ni chahey pahr trading kar ni chahey aksr log pacrtiec kar ny ky bager trading katy hai is liy loss bhi ho ta hai or lalach bhi karty hai yah lalach bhot bari bala haiis liy lalach nhi kar ni chahey yah bhi loss ki waja hai
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                      Forex me loss hona ki sb sa bari wajha over confidance hai jb insan khud ko kuch samjhna lag jata hai phr loss hota hai. Insan ko chahya sb bhai sa mill ka trading kra unka ideas ka pata kra phr un pa socha or koi acha fasla kra
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                        mere khayal mai sab se baari waja humra kum exprence hota hai jaisy jaisy hum aisy hasil kerty jaaty hai assani hoti jaati hai main tu her member ko yaahi kaaho ga k phly pakistan forex forum se kaafi achi knowledge hasil hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                          Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main los hony ki wja kia hy os kly bhot sy masly ho sakty hain ek to ap ka knowledge km hota hy or dosra ye k hamry pas experience nain hota hy or thred ye k hm lalch krty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                            Forex man hamay loss hamari galtiyu ki waja say hi hota hay ager forex k rules ko follow nahi kartay ya thread post kartay howay mistakes kartay han ya hamary pas knowledge or experience ki kamai hoti hay ya phir ham demo account pay practice nahi kartay or asy hi trading start kar daty han jab ham market ko analyse nahi kartay or bina sochy samjhy lalach man a kaer trading kartay han to hamay loss hota hay ye sari hamari hi galtiyan hoti han jin ki waja say hamay loss hota hay is liya forex man kam kartay howay hamy insab chezu ko avoid karna chaiye ta Kay hamay loss na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                              Dear members Forex main loss ki different reasons hOti hn hamain apna money management krna prti ha apni trading psychology kO behtr banna cahhye hamin cahhye k hm risk factors kO door kren apna experience gain kren jitna HM inexperienced hO k trading kren Gy tOu utna hi hamin ismain loss Hoga aur lot size Ka hmesha khayal rkhna cahhye agr hm lot size apna thek rkhty hn aur trading krty hn tOu HM kafi HUD tak loss se Bach skty hn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X