200 to 400% per day

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    agar hum 200 say 400 percent tab he earn kar sakty hay jab hum knowledge ko enhance kar kay trading karen tab he humari tradng achi ho sakti hy ye busines humary seekhnay say he acha hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      g g han is main hum boht hi acha bonus hasil karein gay aur market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur markt main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur greed ko avoid karna ho ga ta k earn ho
      • #1443 Collapse

        g han kar skay gay aur hamain hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky gi aur hamain rules ko follow kar k hi hum is forex main sucess hon gay aur market main earning ho saky gi
        • #1444 Collapse

          trader ko 200% to 400% per day profit earn krnay ki strategies bnana boht hard he aisi koi planing aor hikmat e amli mujhy pta nha he jo trader use karay aor is ko 200% to 400% daily profit earn ho jaye to trader ko trading main careful trading krna ha aor trading main low profit ka daily target 10% to 20% ka use krna safe he
          • #1445 Collapse

            is forex main rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur market main hum boht hi acha earn karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay it is best
            • #1446 Collapse

              agar hum 200 say 400 percent profit earn karna chahty hay to humay chahiey keh esmain theak say focsu karen kyun keh etna hum tab he earn kar sakty hay jab hum es businenss ko theak say learn karen gay aur ye aik bohat acha business hay es business main theak say focus karna chahiey
              • #1447 Collapse

                mery khial mai aisa koi way nhi hai jis sy aap itna earn ker skain yeh totally fraud hai.aap es field mai sirf apni mehnt sy earn ker skty hain baqi koi aap ko agr kahy to yeh fraud ho ga.short cuts sy ap kbhi bhi aagy nhi brh skty ...
                • #1448 Collapse

                  agar hum forex trading main 200 say 400 percent earn kar sakty hay ye aik bohat acha business hay es business main theak say time dai kar he humari trading achi ho sakti hay jab hum esmain money management karnay main he faida hota hay esmain humay chahiey keh esmain theak say focsu karna chahiey
                  • #1449 Collapse

                    Main is tarah ki imaginative baton par yaqeen nahi rakhta kiunke aik hi din main 200 se 400 feesad profit koi nahi kama sakta. Agar koi asa kar sakta hota tu is ka matlab yeh hota ke agar aik banday nay $100 invest kia hai tu us ke pas aglay hi roz $300 hotay aur phir teesray roz $900 hotay aur phir chothay roz $3000 hotay aur phir 5th roz $12000 hotay aur phir 6th roz $48000 hotay aur phir 7th roz $150,000 hotayaur phir 8th roz $500,000 hotay yani wo siraf 10 dinon main karor pati ban jata.
                    • #1450 Collapse

                      is main daily earning hasil ho sakti hay magr tb daily eraning hoti hay jab is main learning kar kay kam karty hain kun kay learning ki base say hi market ko use kar sakty hain magr daily ziada profit ho aysa nai ho sakta hay magr kabhi loss b ho sakta hay is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay kam karna bes ho sakay
                      • #1451 Collapse

                        Muje tu is ki bat par zaida yaqeen nai aye ga koun ke is main itna risk hai ke baro mushkil se thora bahat profit ata hai kekin itna zaida bahat purany aur manjay howay trader kar skte heinaur aisa ban'ny ke ley kafi time aur kafi investment ki zarorat hoti hai jis ke pas km investment ho wo itna profit nai kma skta
                        • #1452 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: love4all پيغام ديکھيے
                          aagr koi aap ko ye kahy k mery pas pass aesa way h ya aesy tips hain ya aesi strategy h jis ki madad sy aap daily k 200 sy 400 % asani sy kama skty hain to kia aap us ka yaqeen kr lain gay ? us sy seekhny ki koshish krain gay ?
                          bhai jahan tak main janta hon aisi koi trick nahi hai jo hamain hamaisha aik he triky sy har bar profit dai q k forex tradaing market daily move krti rehti hai or hamain aik he strategy sy fiada nahi hota
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #1453 Collapse

                            is main hum boht hi acha bonus hasl kar sakty hain so hamain market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur experience ho ga tab hi hum sucess hon gay aur market main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi it is best
                            • #1454 Collapse

                              is forex main hard work kar k hi hum real main bi achi trade karny k kabil hon gay aur is main hum boht hi acha earn kar skaty hain is ko use kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur markt main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                is main hum boht hi achi money hasil kar skaty hain is ko use kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar sakty hain so hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur hamain market main profit hasil ho skay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X