mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

    bilkul sahe kaha hae ap ne forex main mehnat he kisi member ke pehchan hote hae agar koi bhe is main kamayb hota hae ya us main wo jitne bhe earning karta hae is sab ke pehchan uske mhnat se he hote hae to is liye hamen cahiye ke hum ko bhe cahiye ke hum is business main mehnat karen take hum bhe dosre kamayb members ke tarah jo forex main ache earning kar rahe hain hum us main earning kar sakte hain to is liye hamen cahiye ke hum is main ache earning kar saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

      Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex business mai jo hard work hai tou wo market mai professional trader bantey hai aur wo market mai success hasil krtey hai. Es business mai hard working krney sey ap success full trader ban sakty ho.
      • #33 Collapse

        Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

        Han g apki bat bilkul theak ha ky mehnat sa hi trader ki pehnchan hoti ha agr tradet mehnati hota ha to uska mtlb ha ky usko bonus bhi acha milta ha yhi waja ha ky hum hmsha apny juniors ko yahi guide krty han ky mehnat kro or jitni zyda mehnat hogi utna hi behtreen result hoga
        • #34 Collapse

          Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

          Assalam o Aloikum my daer friends bhai jan ap ki baat bikul thik hy k g ha bro hamy ziyda sa ziyda mahnat krni chahiya jisa hm bi aik acha trehnds kahl saka bro
          Malik Fiaz khokhar
          • #35 Collapse

            Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

            Dear senior mjhy ap se ye puchna hy k trade hum kis time kr sakty hain agr humare account bonus profit kam hy tu kya kr saty hain ???
             
            • #36 Collapse

              Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

              g han is mai koi shak nhi k kamyab trader ki pehchan mehnat hi hai mehnat hi wo cheaz hai jo eik trader ko kamyabi ki bullandiyon tak pohncha deti hai and uski kamyabi ka shor micha deti hai to dear members mehnat kerny se kabhi bhi na ghabraen
              • #37 Collapse

                Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                Assalam o alekum my dear forex members good evening g ap n bilkul thek kha h mhenat sy he trader ki phechan hoti h mhenti log he forex m kamyabi hasil kr skti hain agar ap acha trader banna chahty ho to ap to ko mhenat sy kam lena ho ga jenti ap mhenat kri gy utna he acha trader ban sktty hain ap.
                • #38 Collapse

                  Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                  jo insan bhot hi ziada mhant karta hain our achy thread karta hain wo insan kaiyb hota hain our os say hi achy trader k phachan hoti hain ham jitna bh achy thread kary gay hamy otna hi acha bonus mily ga our hamri knowledge main bh otna hi acha izafa ho ga asal thread k phachan hamri mhant say hi hoti hain ham jitna bh forex main mhant kary gay hamy otna hi acha bonus milta hain
                  • #39 Collapse

                    Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                    Ji han aapane bilkul theek Kaha mehnat Sahi Ek Kamyab ki pahchan hote hain Kamyab Rider Apne kam ko mehnat aur Lagan se Karta Hai Achcha Achcha experience share karta hai mehnat karne se hi Hamen kamyabi Hasil ho sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham apni learning ka vistar Karen aur apni post per quality ko Behtar Karen
                    • #40 Collapse

                      Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                      G haaan bilkul shi farmaaya ap nai mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai k baat mai wazan hai ya nhi post ki quality kesi hi trade kes hai
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                        Ji bilkul forex market Mein mehnat Se Hi trader ki pahchan Hoti Hai go ke Hamesha vo trader hi Achcha profit kamata hai joki bahut mehnati hota hai aur usko pata hai ki usne kis tarike se is market se knowledge Hasil karna hai aur kis tarike Se Usko utilise karna hai to forex market Mein kamyabi Ka Raj aapki mehnat Ke Andar hai jitni Jyada mehnat Karenge Itna Jyada knowledge Hasil karne ki koshish Karenge utna hi Behtar aapko profit milega
                        • #42 Collapse

                          Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                          hard work hi trader ki pehchan hoti hy wo trader ko kamyabi ki tarf le jati hy ager ap mehant krian ge to ap ko acha bonsu hasil ho ga aur achi trading ho gi ur acha profit earn ho ga so ap mehant krain apna kam maukam krain.
                          • #43 Collapse

                            Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                            Assalamu Alaikum dear friend ap ny bhot he acha sawal.kia ha k mehnat sy he trader ke pehchan hoti ha.agr ham mehnat kry gay to hmari b pehchan bny ge.
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                              Umeed kya ho k ap khairiat sy hon gy bhai jan ap ny bhot acha sawal kia ha k mehnat sy he ak trader ke pehchan hoti ha.agr trader mehnat na kry to us ko kbhi b kamyabi ni mily ge.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                                Zabardast bhai jan ap ny to kamal ka sawal kia h aur asay he sawal krny chaihy k mehnat sy ak achay trader ke pehchan hoti ha is lia kha jata ha k jo mehnat kry ga wohe kamyab ho ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X