Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..
    Assalamualaikum me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge mery bhi hamesha acha trader wahi hota hai Jo apni ghaltion se seekhta hai aur unhain ignore nhi krta Jo apni ghaltian ignore krta hai wo kbhi acha trader nhi bn sakta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

    walcome to pakistan forex , aap ne thek kaha hay pak forex pe jitne bhe seniors he sabhee aesay seniors nahee ban gay bare mehnat aor kai maheno ke bad banda senior banta he aor pak forex ka tjurba hasil hota ha aor aap traqee ki manzlo tak jaa phunchte hay
    • #3 Collapse

      Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

      Dear ap nay bht achii bat ki hay k forex buisines men acha trading mean achii trading karnay wala insan jo bhe kam kaeta hy forex men jb kam karty huay wo apnay kam men koe mistakes chorta hy to bar bar mistakes honay say apnay kam ko bachata hy aur sath hi khoud ko loss say bachata hy.
      • #4 Collapse

        Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

        Ji bilkul biometric ka hi Achcha status Hamesha apni galti ho sakta hai Kyunki is market mein bahut hi trader Se galtiyan Hoti Hai Lekin Jab UN Galiyon se Sikh jata hai to uski wajah se usko bahut jyada knowledge Hasil ho jata hai vah bahut acchi trailer gane Ke Kabil ho jata hai to Achcha trader banane ke liye aapko apni galtiyon Ko sikhana Hoga
        • #5 Collapse

          Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

          Life me jo bhe sabaq insaan ghalti se seekhta hay wo hamesha yaad rehta hay or forex trading me bhe jab ap ghalti kartay or jab us ghalti ke waja se ap ko loss hota hay to wo ghalti ap ko kafi kuch sikha deti hay or wo bhe hamesha yaad rehta hay.agar ap se ghalti ho bhe jati hay to ap pareshan na hon or agay future me koshish karain k dobara aisa na ho.
          PAKISTAN ZINDABAAD
          • #6 Collapse

            Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

            g han sir g aap nay belkul sahi bat ke hy acha trader wohi bantay hn jo apni misstake ko dobara ni dohrata balkeh ess ko sahi kar ky agay jata hy or apni galtion say sabaq sekhta hy
            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
            • #7 Collapse

              Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

              Dears member ap ki bat theek hy ache trader apni galtun se seekhte hain ager hum apni ghaltaun se nehn seekh sekte to humare pass trading ka koi haq nehn hy . jo insan apni ghalti se nehn seekhta wo kamyab nehn hota.
              • #8 Collapse

                Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

                Hn g sai kaha ap nay Jo acha trader hota ha wo apni galtiyu say seekhata ha or unhay dobara apnay kam man nahi dohrata acha trader surf wohi ban sakta ha Jo apni ki hoi galtiyu say sabaq hasil karta ha or Mehnat say bas kam karta rehta ha is liya ager ham bhi kamyab trader banna Caty han to hmy chaiye galtiyu sy sabaq hasil karay
                • #9 Collapse

                  Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

                  G han sir hum iss main jab be kam karta hain toh humeri iss main mistakes hoti hain humain apni mistakes sy gabrana nahi chaiye humain chaiye k hum iss main dil laga kar mehnaat kariye thky hum iss main agye bar sakiye or iss main risk laa kar apna knowledge or experince ko increase kar sakiye acha knowledge or experince humain iss main risk lana sy he milta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

                    G bilkul aik acha trader hamesha ghaltio sy sekhta h forex m agar ap kamyabi hasil krna chahty hain to ap ko chaye k ap apni ki gai ghaltio sh faidah hasil krin r again wo ghaltian repeat na krin or ye aik kamyab business man ki nishani h wo apni ghlati ko apni taqat bana k acha trader banta h r acha profit hasil krta h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

                      g han friends forex k ilwa koi bhi kam he hmen is men sb se pehley khob mehnat kr na ho gi aur koi bhi kam ho ga to sb se pehley ghaltiyan krte hn aur bad mn seekhte hn isi trah forex bussiness bhi aisa hi sb se phle hmen is k rules ko follow krna ho ga aur trading ko bhi soch samj kr lgani chahye jb hm first time trade lgate hn to is se hmen loss bhi ho sakta he aur is se hmara experience bhi barhta he aur hm apni ghaltiyoun se seekhte hn .
                      • #12 Collapse

                        Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

                        Ji bilkul Jaisa kya aap Jante Hain Ki is market Mein traders daily basis per bahut jyada galtiyan karte hain lekin Agar trader apni galti se sikhana shuru kar dega to vahi is market Mein Chhatra Ban sakta hai Iske alava aur koi Rasta Nahin Achcha tracter banne ka to apni galtiyon se sikhna shuru kar de
                        • #13 Collapse

                          Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

                          g ha g acha trader apni ghaltio say hi seekhta hain agar acha trader apni ghaltio ko theek kar ka apna work mhant say krta hain to os main os ka apna hi faida hota hain agr apni marzi say koch bh nh kary ga to ham apni ghaltio say kasy koch seekh sakty hain our kamiyb ho gay agr ham apni ghaltio say seekhy gay to ham kamiyb ho gay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Acha trader hamesha apni ghaltion se seekhta hai..

                            jee han forex frnds app nay sahi farmaya hay kay acha trader hmesha apni ghaltiyoon say seekhta hay q k hamesha ghaltiyo say learning karni chaiy na k preshan hona chaiy aur na hi mayoos hona chaiy. lehaza mehnt aur sabar kay sath kam per tawajoh deni chaiy...

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X