Small capital Vs planing in trading!!!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small capital Vs planing in trading!!!!
    Dear members Forex main hmain kis chez ki zeada zrOrt hOti ha small capital agr ho tOu us k liy hamry Pas Achi planing BHI hOni cahhye agr hamri planing achi ha aur HM Achi Money management krty hn tOu hm Achi earning krskty hn isliy ye donu vise versa hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

    Baat small capital ki nahi baat experience ki hai aisy boht se traders hein jo small capital se boht acha profit hasil kr lety hein kionkeh unki money management achi hoti hai woh market ko anlyze kr entery dety hein.
    • #3 Collapse

      Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

      G han hmean chye ke hm small profit hasil kerin ager hm zayada profit ke lalch kerin gy to hmean loss hi sakta hy hmean chye ke hm small capital ka istamal kerin or is business mein hmean planning ke sath kam kerina chye
      • #4 Collapse

        Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

        Small capital ki bt he nae bat experience ki h bht se log samll capital se bht acha profit hasal krte hn ur hm is bussness mae planing bhe sath sath krne chahe
        • #5 Collapse

          Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

          dear aapke pass a small capital ho ja big capital forex business mein kamyabi tab Hi milati hai Jab aapke pass se acchi aur proper planning hogi jab tak aap proper planning ke sath Kam nahin karenge tab tak aap is business mein kamyab nahin Ho sakenge aur na hi acchi trading ka sakenge isliye acchi planning ka Hona bahut jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

            hum forex mai capital invest kar ky acha munfa kama sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full tme be kam akr sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agra greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
            • #7 Collapse

              Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

              hamy market ko achy sy learn kar ky is ky up or down ko dekh kar sahi waqt ka wait kar ky is main captial invest karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain is main ham apny boss kud hi hoty hain yai aik real job hain
              • #8 Collapse

                Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

                Agar aap is market Mein theek tarike se kam karna chahte hain to yah aap per depend karta hai na ki aap ke capital per Kyunki Agar aapke pass market ka knowledge or experience Nahin hoga to aapke pass Itni Jyada big investment Kyon Na Ho aap is market Mein Na to survive kar Payenge bolke apni vasari investment bhi Los Karva Lenge agar aap Chahte Hain Ki behtarin tarike se kam Kare To Hamesha acchi planning Karen Kyunki is market Mein Vahi Kamyab Hota Hai Jis Ke Paas bahut Achcha plan hota hai aur vah market se bahut Achcha profit sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

                  hamy mahnet karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy larning eb deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy market ke movment ko samj kar kam karna ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Small capital Vs planing in trading!!!!

                    Forex ek online business hai is main kmyaab hone k lia apk pass ache trading plan hona chahia. jisko apne demo per ache se test kia ho demo account per ap ne kuch months regular is strategy ko use kar k profit kia ho pher hi ap isko real per apply karain. Apne trading plan main ap apni investment k hisaab se apne lot size money management aur stop loss take profit jahn tak k ap apna monthly target set karty hain. pher usi hisaab se work karty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X