Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn
    Dear all members Asslam o Alikum. Me kafi time sy 1 chez note kr rha hn k zaiada tar log trade shuru krny sy pehly hi har man lety hn uski wajah amm tor py profit and loss ki debaits hn. Positive attitude sy kam krn aur kamyabi hasil krn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

    g han boss apke bat belkul thk hy ,.kamya b hony key ley kuch wakt darkar hita hy .hum jko chayen keh hum aj he amerr ho jayen to naysa kabhe naiho sakta hamne chaia keh hum forex par step by step kamyab hn gy ,sab sy ahm bat yehb hy keh hum jab bhe kam karen to loss ko apny sar pe sawar na karen aysa samjhen keh loss hamry pass hy nai
    • #3 Collapse

      Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

      bekhof ho ker work kerna aik best strategy hay or jo members is ko apna letay hain wo maximum kaam ker patay hain or kaam ki achi quality ko bhi maintain rakhtay hain khad tor par trading main wo loss say nahin ghabratay or isi liye un ko profit gain hota hay sab e members ko isi terha kaam kerna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

        Walaikum Asalam. Gee han forrx chorny ki logo ki sub say bari waja loss hain. Loss dehk kar himat haar jana jaldi say or give up kar dyna asa nahi karna chaia i think forex mai trading start karny sy ohly he mind bana layna chaia k is mai loss bhi hain profit k sath sath
        • #5 Collapse

          Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

          Aapane Sahi kaha hai ki kam karte waqt Hamen loss ko Sar per Sawal nahin karna chahie loss hota hai yah Jahan Mein Rakhna chahie per Itni tension Nahin leni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

            Forex trading k real account pe trading krtey hovay loss ko sar pe sawar nah karain but profit ka hi sochain aor profit ko hi sar pe sawar karain aor ager aap loss ko sar pe sawar karain gay toh aap ko loss ho sakta ha...
            • #7 Collapse

              Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

              ASSALAM o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy Pakistan forex min kaammkrty hoy hamin is min loss bhi hota hy aur us min profit bhi hota hy hamin loos hony ki soorat hum is min ziyada sy ziyada mehnat krin Ur ko apny zahin min na rakhin is ko agr zahin min rakgin to kabhi acha kaam nahin kr pain gy hamin chaiye k hum apny minds ko frsh krin baad min kaam rkin jis sy hum los sy bach sakty hin
              • #8 Collapse

                Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

                Dear apny thk bt ki hy k forex buisines men kam karty wqt hamen los ko to mind men bhe nai lana chahiay kiun k agr ham forex buisines men kam karty huay yeh soch kar k ham nay ziyada kam kiya to kahen hamen los nah ho ham nay ziyada trading ki to hamen loss nah ho jaye dear hamen chahiay k ham kam larty huay loss ko mind men bilkul nah sochay bilkul daray bghair ham kam karen achay say acha kam kren jb kam acha hota hy forex men to profit achy miltay han jb profit achy miltay han to us wqt kamyabiyan bhe achii hoti han.
                • #9 Collapse

                  Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

                  aslam alikum all pakistan forex forum members g han apny ak achi bt ki hy g han forex k business mn humn apny upr ksi bhi lose ko saer n krna chy blky hamn.chy k hum.acha km.kren or mhnt sy kren hmn.apny km py bhrosa hna chy or mhnt krny wly kbhi bhi nhi hrty or ap zyda km.krenn or apko.knowledge achi hgi apka business bhi acha hga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

                    Loss agar hota bhi hay tooo ap ko sar par sawar nai karna chaiya ap mujhay batay kon sa asa kam hay jis may loss nai hotaaa har kam may hota hay aur is say hi to bandha sikhata hay kay agay kasay barha jata hay lakin agar ap loss ko had say ziyadha mahsooo karna lag jahay gay tooo ap ko aur takliff hooo giii aur ap agay bhi nai barha pahay gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

                      Hn g janab bilkul thek kaha ap nay jab ham forex pay kaam kartay han to loss KO sar pay sawaar nahi Karna chaiye bas mehnat say kaam kartay rehna chaiye ager ham kaam Kay start man hi Ye sochnay lag jatay han Kay hamy loss hoga to ham kamyab trader kbhi bhi nahi ban paty is liya hamy chaiye Kay ham loss k bary m sochna chor day or phir kaam kary
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

                        g han kaam karty waqat loss ko sar per sawar na karen agar loss ko sar per sawar karen gay tou ap agay wala kaam bhi sahi nahi kar saken gay aur loss may ezafa hoga loss ko dil may na raken loss business ka hisa ha aur kabhi kabar ho jata ha jo log loss se nahi darty wo kamyab hotay han loss ko positive lena chahiye agar kamyab hona ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam krty waqat loss ko sar py sawar na krn

                          Brother bohat hi acha or informative question hai keh kaam kartay huay loss ko bilkul bhi sar par sawar na krain kyun keh agar hum loss ko sar pe sawar kar lain gay tu hum kabhi trade nahin kar sakain gay or hamaein loss hoga tu trade kartay waqat kabhi loss ko sawar na krain soch smjh k khud pe bharosa krain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X