Emotional control kyun zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Emotional control kyun zaroori hai

    Forex mai emotions per control is liye zarori hai k is mai aker him loss mai chaly jaty hain choty dil waly members jald emotional ho jaty hain r ager trade loss mai jati hoi nazer ay to preshan ho jaty hain so emotional per kaboo paya jay r apny ander hosla peda kiya jay r full confidience k sath yahan work kiya jay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Emotional control kyun zaroori hai

      Lalach traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab lalach Karte Hain To traders ka profit Bhi Na last Mein change ho jata hai isliye traders ko chahie ki trading karte hue Hamesha reasonable profit banaen aur Jyada profit banane ki grid na Karen is loss ke chances badh Jaate Hain Agar traders feel kar rahe ho to unko trading Nahin Karni chahie Kyunki Jab aap 17 Steel Karke trading Karte Hain To proper planning nahin kar sakte aur loss ke chances increase Ho Jaate Hain Kyunki aapko market ke trend ki samajh nahin aati
      • #18 Collapse

        Re: Emotional control kyun zaroori hai

        Ji han aapane bilkul sahi kaha hamen forex business Mein kam karte hue apne emotions per control rakhna chahie aur apne kam per focus karna chahie agar Ham jis baten hokar trading karenge to hamen loss ke chances honge aur ham profit hasil nahin kar sakenge
        • #19 Collapse

          Re: Emotional control kyun zaroori hai

          Emotional agar control nai karhay gay too ap kabhiii bhiii achay trader nai ban saktay is liya ap koo chahiya kay apnay ap par kaboo rakhay is say ap koo fidha ya hoo ga kay ap achay tarder bhii ban jahay gay and achay tarding hasal karhay is liya achiii and bahatar tarding karhay and control rakhay apnay emotional par
          • #20 Collapse

            Re: Emotional control kyun zaroori hai

            Forex pe emotions or fear ko control kerna boht zaroori hai q k jab ap apne emotions or fear ko control nai kare ge to ap jaldbazi main or bina soche smjhe trade kare ge or forex se related ache decisions nai le sake ge. Is liye apne emotions or fear ko control kare or sai time pe sai trade kare.
            • #21 Collapse

              Re: Emotional control kyun zaroori hai

              walcome to pak forex . forex k forum pay treding kartay hoy apnay emotions ko control men rkhna both zarore hay agar aik bar ap ko loss ho Jain to ya nahe smjhna chahiay k sub khtam ho gya ya phir ma to nuqsan pora kar kay he dum Lon ga nahe balky ap ko saber say kam lena prey ga aor saber both zarore hay .
              • #22 Collapse

                Re: Emotional control kyun zaroori hai

                Welcome to forex jee ha hame har jaga hamay apnay emotions ko lazme control kare.ta kh hum dunya Kay har maidan me kamyab ho saky.aor hum sub forex members aik din ki limits zaror pore kare ta kh hame acha bonus mal sakay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Emotional control kyun zaroori hai

                  G bhht achi bat ki hy apne emotional ko control kr k tareqy se achy apne businees ka kaam kren usko samj k r to profit ho hoga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X