Emotional control kyun zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional control kyun zaroori hai
    Forex trading k andar apny emotions pr control karna boht zaroori hota hai kyun k aur 1 order loss mein chla jaye to ghabrana nhi chahiye aur na he ye sochna chahiye k ye loss Abhi k Abhi poora karna hai bal'k achhi hint ka intizaar karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional control kyun zaroori hai

    dear friends forex main hamesha apny emotion par control krna chaye boht zarori hai qk forex main mehnati log kabi bhi nakam nai hoty qk is main ap jitna ziyada mehnat krin ge apk liye utna hi easy ho ga.
    Jazak ALLAH ツ
    • #3 Collapse

      Re: Emotional control kyun zaroori hai

      dear friend apny ap par control karna hi sab say bary kameyabi hy gab ap khud par control karna sekh gaty hain to ap kameyab ho gaty hain ak lot size soch samgh kar karen dosra khud par control karen
      • #4 Collapse

        Re: Emotional control kyun zaroori hai

        hamy market ko achy sy samaj kar apny emotional or lalach ko qaboo main rakh kar kam karna chahey agr ham emotional ho kar kam kary gy to hamy loss ho jaye ga or is main makret ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham gar beth kar be is main kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Emotional control kyun zaroori hai

          YeS APki Bat RIghT HAin AGaR KamYab HoNa HaIN To HameN ChahYe Ke Ham Is Main ApNe EmoTion Par ContRol RaKhen AuR InsAn Ko Hosh O HaWas MaIn RehnA ChaHai EvEn AgAr LoSs Bhi Ho jaYe Aap ApNa ConTrol KhUd Par BarkaRar RakhAin Q K Aik GaltI Ap K lyI SarY TradIng KharAb Kar sAkta HaIn
          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
          :1f4af:
          • #6 Collapse

            Re: Emotional control kyun zaroori hai

            hamain apny jazbat ko kabo main rakh k hi hum kam kar skaty hain aur acha gain kar skaty ahin so hamain is k bary main pahy learning karni ho gi ta k earning karein gay tab hamain is forex main kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain marekt main bi ansley akrein gay tab hamain faida ho saky ga
            • #7 Collapse

              Re: Emotional control kyun zaroori hai

              emotioal control hone chahye ya bohat zarore hota hai agar ap expert aur apne kam may kamyab hona chahty hain tu apko apne emotional per control karna hoga sirf emotaionl wo he log control karty hain jo sabar sy kam karty hain aur apne life may kamyab hoty hain forex ke kam may emotioal per zarore control hona chahye
              • #8 Collapse

                Re: Emotional control kyun zaroori hai

                hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe eb band na hony wala busness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be ka makr sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional control kyun zaroori hai

                  hamy acha experience gain kar ky kam karna ho ga hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional control kyun zaroori hai

                    Hamen Hamesha Apne emotions ko control Karke kam karna chahie Hamen Kabhi Bhi Apne motions ke sath Kam Nahin Karna chahie Agar ham emotions ke sath kam Karenge To Ham mistakes Karenge aur FIR Hamen loss hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional control kyun zaroori hai

                      Forex my Jin ka bonus account Hy .un ko posting karty waqat apny emotions ko controll karna chiay agar who apny emotions ko controll ni karayn gy to post ka koai bi faida ni hota .forex my bonus post ke quality ko dakh Kar Kia jata Hy .is liay sub ko chiay ka emotional ko controll karayn jab posting Kar rahay hon to
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional control kyun zaroori hai

                        Forex k kam men ap apne emotions ko aik taraf rakh den forex men in ka koi kam nae hay,forex men keep calm r learning and trading ka kam hay r ap use se kam lem r life men kamyab ho jaen,emotions ko apne control kren forex men r kamaen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional control kyun zaroori hai

                          emotions ko control Karne Ki Baat use Waqt Aati Hai Jab hamare pass Achcha bonus hota hai agar hamare pass bonus Hi Kam Hai To Ham isko Motion Control Nahin Kahate balke apni equity Ko Badhana Kahate Hain Jab tak ka hamare pass se Aisa bonus Nahin Hai yah Hamari apni investment Nahin Hai ismein tab tak Hamen is chij ka idea kabhi bhi nahin ho sakta ki Ham Apne emotions ko control kaise kar sakte hain main to Kahta hun jitne bhi trader Hain vah apni investment Karke Dekhen Aur Ek Do dafa real mein invest Karke Dekhen FIR unhen idea ho jaega ki mosam ko kaise control Kiya jata hai
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotional control kyun zaroori hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Tahir پيغام ديکھيے
                            Forex trading k andar apny emotions pr control karna boht zaroori hota hai kyun k aur 1 order loss mein chla jaye to ghabrana nhi chahiye aur na he ye sochna chahiye k ye loss Abhi k Abhi poora karna hai bal'k achhi hint ka intizaar karna chahiye
                            Agar Ham Apne emotional ko control karne ka sochte hain to iske liye Hamen knowledge or experience ki bhi bahut jarurat Hoti Hai Kyunki bagair knowledge or experience ke motional per Kabu karna bahut Mushkil ho jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotional control kyun zaroori hai

                              dosto ap sab log janty han ka trading karty hovy ap logo ki chotic galti ki waja sa bahut bhari nuksaan uthana parta ha islye zarori ha ka ap log apny emotions par cantroll rakhen or ahtiyat sa trading karen. dosto akasar log trading karty hovy loss main chaly jaty han pher jab loss recover nhe hota to un logo ko gusaa ata ha pher zid pa arr jaty han han ka loss ko lazmi recover karna ha pher hota kaya ha ka gussy main to hamessha insan sa ga;tiyan e hoti han is tarah acount wash ho jata ha. is lye zarori ha dosto apny emotions par cantrol rakhen or active ho kar trading karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X