Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain
    Shayad ap ko maloom nahi k logo ny apny haath sy aisy indicators buy kiye huye hain jin sy unhy 95% sahi prediction milti hy markete k hawaly sy aur phir wo inhein sell bhi kar dety hain wo buhat easy hoty hain use karny main
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

    Achy indicators tou trading platform jesy mt4 ya mt5 main bhi available hai just apko indicator ko read kerna aana chahiay ky kisi bhi indicator sy kis terha help ly ker forex market main trade open kerni hai jesy RSI well known forex indicator hai jis ko near about her koi use ker raha hai tou is sy bhi bahot sary log achi earning ker rehy hain
    • #3 Collapse

      Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

      Dear aj kal her chez inter net mar majod hy aur forex k coursese bhi as main majood hain ap kisis bhi strsrtgy ko as say sekh sakty hain as leye ap ko chahye k forex ko sekhny keleye as main hardworking karen
      • #4 Collapse

        Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

        Shayed aisa ho but kuch indicators mt4 mein pehle se bhi hote Hain Baki kese add krte Hain pta nahi kyon keh mobile PR use krta Hoon aur mobile PR I think add more nahi KR skte Hain
        • #5 Collapse

          Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

          Forex trading plate form pe buhut sarai indicaters available hai ham uss indicaters ko use kar kai ache trading kar saktay hai hamai bas ghaye ke iss ko sahe say seekai aur un indicaters ke baray mai acha knowledge hasil.karai tab he ham.iss mai kamyab ho sakaingay.
          • #6 Collapse

            Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

            indicators par ham 100% etbar nahi kar sakty hain kuch real hoty hain ot kuch fake hoty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky forex paltform par achy real indicator ko use kar ky kam karna chahey pher hi ham successful ho skaty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain is main hamara koi boss nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

              yes hamen ache indicators ka use karna chhaye jab ham is main ache indicators ka use kate hai to faid a hota hain aor agar ap is mein tarde lagate hain to apko is main market ko achi tarah analysis karn chaiye is mein ham ko tarde agane mien jald bazi nahi karna chaiye indicators ke mutabiq trades open karen
              • #8 Collapse

                Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

                Aslam o Alikum bhai jaan Forex trading market me buhut sarai indicaters available hai ham uss indicaters ko use kar kai ache trading kar saktay hai hamai bas ghaye ke iss ko sahe say seekai aur un indicaters ke baray mai acha knowledge hasil.karai tab he ham.iss mai kamyab ho sakaingay.
                • #9 Collapse

                  Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

                  hamy indicator ko samaj kar achy or real indicator ko use kar ky kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain is main hamara koi boss nahi hota
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Achy Indicators Kaha Sy Liye Jaaty Hain

                    hamy indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain forex aik wasee busienss hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy lossho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X