MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?
    Assalam o Alikum all members umeed hai ap sab kheriyat se hongy meras aj ap sab ye swal hai k Mt4 and Mt5 trading mai kia difference hai? senior members kindly claer this point thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

    hamy mt4 ko or mt5 ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex ak wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kra sakty haian hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik legal busines hain
    • #3 Collapse

      Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

      jee dear mt4 jo hum aj tak use kar rhy hain wo old hai or mt5 jo aik new hai us mian bohat se new feturs add kiyie gai hain jo knew membr ko bohat zyada puzle karta hai new member ko chahiye k pehlay mt4 ko achi tarah use karna seekh len us k bab ap mt5 use karen at5 sinor member baa asani use kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

        Aoa dear forex trading main jo hm trade krty hain us platform ko mt4 ar mt5 kaha jata hai mt4 ar mt5 main frk ye hai k mt4 porana version hai jb k mt5 new to is main features different hain isko smjhna thora mushkil ho jata hai jb k mt4 phly sy he bht use hony wala platform hai to hmn wohi use krna chahiay ta k hm achi trade kr skn
        • #5 Collapse

          Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

          hamy mt4 or mt5 ko achy samaj kar use karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty han or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hanyai aik asa business hain jis hamy kam kakarny ky liya hany kisi be office jany ki zaorort nahi hoto ham gar beth kar is main kam kar ky achi earning hasil kar sakty in
          • #6 Collapse

            Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

            hamy mt 4 or mt 5 ko achy sy watch kar ky use karna chahey hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ahm kamybai hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar ky achi earning hasil kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
            • #7 Collapse

              Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

              hamy mt4 ko or mt5 ko use karna ho ga hamy mahnet per foruce karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam k ary gy to hamy loss ho jy ga is mai markiet ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

                agar hum new hain o hamy mt 4 ko use kar ky kam karna chahey agar hum expert hain to hamy mt 5 ko use kar ky kam karna chahey hum is main jitna kam karty hain yai hamy is ky hesab sy bonus dyta hain hamy is main investment be karne chahey per he hum profit hasil kar sakty hain yai ko gake business nahe hain yai aik real or acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

                  Mt4 aur mt5 2 apps software Hain Jin ki madad se trading krte Hain kuch tools etc ka frq ho skta hai in mein but trading ka method I think aik sa he ho skta hai Baki phir tools mein frq ho to difference to hota he hai kuch
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: MT4 and MT5 trading mai kiya difference hai?

                    Forex MT4 aur mt5 platform itne Jyada difference Nahin Hai bilkul thoda hi difference Hai Mt4 mein indicators Thode hote hain aur mt5 ke platform per indicators bahut jyada hote hain aur UN indicators ki vajah se acche khase se market ko analyse Kiya Ja sakta hai Jab ine Tamam indicators ko Ham milenge tab Hamen Pata chalega ke Kis Mein Kitne Jyada indicators Hain Bus Itna hi Fark Hota Hai Mt4 mein aur mt5 mein use main feature jyada hai Aur Ek main features kam hai
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X