Menhat main azmat hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Menhat main azmat hai?
    Menhat main azmat hai menhat krny wala log kis trah kamyab hoty hn hamy forex main kisy menhat krni chahye menhat sy hum forex main kisy kamyab honga forex kisa bussiness hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Menhat main azmat hai?

    Assalamu alaikum janab aapane bilkul theek kaha hai Pakistan forex mein mehnat jaruri hai aur all business mein bhi mehnat aur himmat jaruri Hain isliye ye mehnat mein Hi ijjat aur azmat hai hi hai isliye mehnat se trading Karen,
    • #3 Collapse

      Re: Menhat main azmat hai?

      Han mahnat main he azmat hey. Ham ko ager Pakistan forex main kamyabi hasil karni hey to ham ko bhi chahiye k ham is main mahnat karin kio k mahnat k bager kamyabi mumkin nahi hey is leay ham ko Pakistan forex main Kamyabi k leay mahnat karni hoge.
      • #4 Collapse

        Re: Menhat main azmat hai?

        g bhai jaan jo log mhnat karty hain unki mhenat zayaa nahi jatai wo log zaroor kamyaab joty hain or aik acha reward milta hai chahye wo jis halat me bhi ho
        Achy Threads py thanks tu banta hai na
        • #5 Collapse

          Re: Menhat main azmat hai?

          G han dear apny sahi kaha mehnat mein he azmat hai mehnat sy kam krny waly log Allah pak ko bht pasend hai mehnat sy he humy kmyabi hasil ho sakti hai mehnat k bina hum kmyab ni ho sakty forex mein mehnat sy kam kr k acha profit hasil kr sakty hai
          • #6 Collapse

            Re: Menhat main azmat hai?

            bohat he acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum learning ka sath sath lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge es leya hum ko chaheya ka hum learning ma be hard work karaa to best hoga..................
            • #7 Collapse

              Re: Menhat main azmat hai?

              bilkul mehnat main azmat hai or mehnat hi kamyabi ka raaz hai mehnati traders hamesha forex main successful hote hain or acha earn karte hain mehnat na karne wale traders ko nuksaan ka samna hota hai or forex se un ko kuch hasil nahi hota .
              • #8 Collapse

                Re: Menhat main azmat hai?

                G haan apne bilkl sahe kaha Hy mehnt main azmaat Hy forex ho ya koi r business ho in SB mein mehnt k zaida SE ziada zaroort Hy bagair mehnt k to hm kamyaab NH ho skty islie mehnt ko jaari rkhen jitna ho sky forex pe acha Kam krn takh acha bonus ban jay r mehnt r time dono zaya na jaen
                • #9 Collapse

                  Re: Menhat main azmat hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Malikmehboob پيغام ديکھيے
                  Menhat main azmat hai menhat krny wala log kis trah kamyab hoty hn hamy forex main kisy menhat krni chahye menhat sy hum forex main kisy kamyab honga forex kisa bussiness hai
                  Ji han bhai aapane bahut pyari Baat Ye Hai Ki Nahin main Azmat hai agar Ham mehnat Karenge tab hi Ham Kamyab Ho Sakenge Itni Jyada mehnat Karenge Hamen Milega Aur fayda Hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Menhat main azmat hai?

                    hanji bilkul mehnat me azamt hy mehnat krny me koi aar nh forex pe bh mehnat kr k kamyab ho sakty hy isliye hm sbko chahiye k forex pe ziyada se zyada mehnat kren or kamyab ho saken trade ko samjhen trade k bary me knowledge or experience gain kren jitna ho saky.
                    • #11 Collapse

                      Re: Menhat main azmat hai?

                      yes mehnat main zamat hain isi liye mehnat karna chhaye aor agar ham is main hard working karte hain aur is business main ache se kam karte hain to ham kamyab hgo sakte hain mehnat to har buisness ka hissa hoti hai jiss kaam men bhi mehnat na ki jay usmen kabhi bhi koi kamyab nhi ho pata hai so hamen mehnat krna bahot hi zaruri hota hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Menhat main azmat hai?

                        ham log is par jitni zada mehnat karya gaya ham log is sa uni hi zada profit wagra be eaarn kar paya gaya uar ham logo ko chayia ka ham lopg forex ka barea ma learn karna ka liya be pehla zada s azada mehant wgara karya aur ham logo ko chayia ka ham log is par mehant wagra karta howa bhi chayia ka ham log trade wagra karya aur is tyra sa hi ham khamybi hasal kar sakhta ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X