forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?
    Assalam o Allikum Beautiful People, hope all of you are doing well...
    forex mein trade karte huwe humein kis baat per focus karna chaiye.... jis ki waja se humara loss kam aur profit zayda ho... aur trade karte huwe kis baat ko ignore karna chaiye... aur loss ka kis trhan pata chalta hai ?? loss ko kse control kiya ja sakta hai ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

    Dear my friend jab bhi hum treading stsrt karya to sub say pahlya hum ko apny analysis per focus karya kay ap nya jo analysis kiya hya ya sahi bhi hya or iss kya bad ap ko lot size kam use karya takya ap iss mya achi earning kar sakya.
    • #3 Collapse

      Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

      Dear friend may ye samajhtha hoon k hamay trade open karnay say pehlay he chart par focus karna chahiay our achay analysis karnay chahiay thake asay side par trade open na karay jis say hamay loss ho oskay baadh jab hum trade open kar lathay hay tho hamay bas apnay acamulated bonus par nazar rakna chahiay thake ziada nuqsaan ek he trade may na Karan paray.
      • #4 Collapse

        Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

        forex main trade karte hue maire khayal say iss baat per zaida focus krna chaiye ke traders apny trading kay baray mai decision laite time per emotion ke base per trading kay decision na kar rahy hon balky traders apni trading mai jo b faisla karin iss mai emotion ko side per rakh kar he trading karin.
        • #5 Collapse

          Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

          dear friends forex main kam krty time humin apny knowledge ko increase krny ki bharpor koshesh krna chaye qk hamra knowledge hi hamry liye boht helpful sabt hota hai.humin kamiyabi ke liye apni mehnat ko yaqeeni bana chayee isi main hamri kamiyabi.
          Jazak ALLAH ツ
          • #6 Collapse

            Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

            han g b ahot achi bat ke hy jab hum apni tared ky order ko opan kar rahy hoty hen to hameen ek chez ka kahs khyal karna chaia keh hum apny account balinc ky mutabik he apni tarde ko opan karen jab hum apni trade kom opan karen gy tab hum loss nai karen gy ,.jab hamara account kam ho ga or hum lot size zeada lagayen gy to hum loss he karen gy
            • #7 Collapse

              Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

              Friends agar hamay forex may trade krni ha to hamara focus sb say pehlay learning pr hona chahiyay kyn k jb tk hamaray pass forex or forex trading ka knowledge nahi hota hum trading may successful nahi ho saktay or trade ko successful bnanay k liyay hamay chahiyay k hum apnay decision making skills ko improve karein or confidence ko b enhance karein.
              • #8 Collapse

                Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: HiraAli پيغام ديکھيے
                Assalam o Allikum Beautiful People, hope all of you are doing well...
                forex mein trade karte huwe humein kis baat per focus karna chaiye.... jis ki waja se humara loss kam aur profit zayda ho... aur trade karte huwe kis baat ko ignore karna chaiye... aur loss ka kis trhan pata chalta hai ?? loss ko kse control kiya ja sakta hai ???
                Ham Jis vacancy Pyar quality mein driving karna chahte hain Hamen Uske related sorry na likhate rakhni chahie Jab Hamen propanal is Hogi tabhi Ham acche battery ka Sakenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

                  hamy market ki movement ko dekh kar is main trade lagani chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jnay ki zarorto nahi hoti ham gar beth kar is main kam kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mn trade karte hue kis baat pr zada focus krna chaiye ?

                    Assalam o aalikum
                    G han bhai ap ki baat thik hy min ap ki baat ko mnata hon ka pkiatan pk forex ik acha aur kamyaab busbess hy hamin is mhenat sy kaam akrna chaye forex treding karny waly ko osi baat ka kiyaal karna bahut zaroori jis sy os ko loss hoa hy os ko chaye os yhan kahin bhi mistke hoi hy who os ko darust karny ki kosish kary aur hamin chaye hum markeet ki movement ko achi takraha samjhin aur is ky baat treading kary agr phir bhi movement ka sahi pata nahin chalta to os ko chaye who makeet ko aynalize kary jis sy is ko achi movement mill saky aur treading karty hoy forex k arules ko follow karna bahut zaroori hy..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X