achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!
    mery pyary bhai man aapko batana chata keh agr ap chaty hen keh hamrai trade achi lagy to hamen chaia keh hum markeet ko zeaad sy zeaad toch karen jitna zeada markeet ky sath toch rahen gy to hamen acha bonus mily ga q keh jab hum markeet ky sath toch rahen gy to hamen trade lagany men koy masla nai ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

    G dear ap bilkul thek khe rhe ho ke hme pakistan forex me trading karne keliye market ka analysis zaroro kar lene chahye takr hme malom ho ke market kos taraf move kar rhe he or pher hm asani se trading kar sakte he or bhot achw trader bhi bn sakte he
    • #3 Collapse

      Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

      Gee haan bilkul theek kaha forex main hum jab bi trade kray hum ko market ko toch karna chaiy agar hum market ko toch kray gay tu hum achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai agar market toch nahi kray gay tu hum ko nakami ho gi iss Lia kamyabi ka Lia market ko toch karna zaroori hai
      • #4 Collapse

        Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

        Assalamu Alaikum Mere Pyare bhaiyon aapki baat sahi hai ki market ke sath touch Rahana bahut battery hai Kyunki Ham jo bhi trades Karte Hain Hamen pata nahin chalta hai market ka bhav is time kya hai meri vajah se Ham Mein loss Ho Jaati Hai market ke sath Raja Rani Main Bhi hamari ek kamyabi Hai Kyunki Ham mehnat Karte Hain aur Aakhir Mein load Ho Jaaye to bahut Mushkil Ho Jaati Hai aur Hamen chahie ki market Kishor Chaudhari Na Me Hamari battery hi.
        • #5 Collapse

          Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

          g bahi jan apki baat theak ha ka hmm ko forex mn work krny ka sath sath markeet ka sath b touch rehnaa chahiya ta ka hmm jb trade open krian to koe b mistakes na hon to markeet ko or nwes ko lazmo touch kia krain jitna ho sky mahnt krain or achi quality ki posting krain or markeet ko analysis kr ka phr trade open krain
          • #6 Collapse

            Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

            G han achi tradr kay liye apko chiye kay ap market kay sat tuch main lazmi rehyn kyun kay bahot bar aysa hota hai kay ap market ko nahi dekhty or trade laga daty hain or jis ki waja say apko kaafi loss bhi ho jata hi so apko chiye kay achibtrade kay liye pehly thora bot analyses zarori karyn or us kay bad trade lagyn
            • #7 Collapse

              Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

              Aslamolaikum dosto.... Hm agr acha bonus hasil krna chaty han to hmy chaiye k hm market sy touch m rhy....achi trde k liya market KO touch krna boht zaroori ha....hmy chaiye k hm acha bonus hasil krny j liya market KO analysis krty rhy
              • #8 Collapse

                Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

                forex aik unique business hain hamy market ke movment ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasail nahi ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

                  hamy market ko achy sy watch kar ky is ky up or down ko dekh kar is ky rules ko follow kar ky mehant sy kam karna chahey pher hi ham success earn kar sakty hain ham is main apni mariz sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain hamy achi learning hasil kar ky kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: achi trade ky ley markeet ko toch karna lazmi hy!!

                    hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath karis mai kam akr sakty hain hum si mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch eb ahsail nahi ho ga hamy market ke movement ko samj kar kam kara ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X