Greed In Forex Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dosto ap sub ne ye suna he k lalach buri bala he is ley dosto hmay frox me trading k doran ksii b kism ka lalch nh krna chahye bus ap ko ye umeed rkhni chahye k Allah hmari mhnt ko kbi waste nh kre ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      aap ne achee baat ki hay ek achaa trader itna he earn karta hay ya karnee ki koshish karta hay ju uss kay account kay mutabiq hoo apnee account ki wortg kay mutabiq trade kareen
      • #123 Collapse

        yes....forex trading bukhat hi riski business hai ....so hum ko chahiye k forex trading may zayada greed na kry ....kyo k zayada greed buri bla hai ......so forex may na kry ....es say ap ko loss b ho skta hai.....aur jo apnay ap pr control nai kr skta to phir wo trading nai kr skta....and good luck .....
        • #124 Collapse

          pa g greed kisi b kaam kare to ap ko nakami hi milay gi aur is se ap hamesha loss hi utahye gay lihaza forex b aik aisi hi jaga hai k ap is me zra b greed nahi kar sakte agr kare gay to apka injam bura hi hoga
          • #125 Collapse

            g han mein bhi ap k sath agree karta hun ismein jo log greed karty hen to un ko is mein kuch earn nahi hota hy aur un ko is mein loss hi hota hy to is mein ye bemari ko nahi lena chahye aur greeding sy paak tarding karni chahye.
            • #126 Collapse

              ek achy or successfull trader ko chahye ke wo kbhi bhi is me greed na kre ku ke agar is me zyda earning ki greed kre ga to is ko bht loss ho skta hai ku ke lalach ek buri bala hai wo trustia tor per is me loss hasil krta hai isi llye sirf kamyab trader hi ko nhi blke sab ko hi is per kbhi bhi greed nhi krne chahye .ku ke is se ap sirf waqti tor par to ap profit earn kr skty hain,.
              • #127 Collapse

                greed just in forax market mai hi nahi hai ye hum sab k andar hai jb hum aisay paiso ko double hota daikhtay hai tou ye or b berh jata hai or jaha lalach aa jai waha successs zayada time k liy nahi rahti .
                • #128 Collapse

                  well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, kisi bhi trader kay leay forex mein uss ki sub say buri enemy greed hoti hai jo kay kisi bhi trader kay profit ko loss mein convert kar deti hai, humein apni trade ka daily ya weekly target set kar lena chaheay aur uss target ko achieve karnay kay baad trading close kar deni chaheay...
                  • #129 Collapse

                    is mai jub hum greed karty hain na jnab,,tub hi is mai kaam kahrabn hota hay janb,,is k ilawa is mai kaam nahi kahrab hota hay jnab..so loss nahi karna cahey janb
                     
                    • #130 Collapse

                      experince ko dakhna chiye another way hum jo b niuqsan say bachay ta k agay koi masla na banay or humay is main theks ay kam karna buy ya sell lagay humhe take profit use karna......
                      • #131 Collapse

                        forex aik aisa business hai k jis main greed ki koi jagga nai hai agar aap is main greed karian gay to aap ko ism ain loss ho ga or aap ko is main earning nai ho gi or aap is main loss mnain jain gay
                        • #132 Collapse

                          yes brother your right forex market agr ap kamyabi hasil krana chahty toh apko greed se bohat ziada bachna hoga taky ap apne busniess me kamyabiyan hasil kar skyen.
                          • #133 Collapse

                            forex market main greed bht hi buri bala hai lalch sirf forex main hi nahi kisi main b acha nahi hai lakin forex main jo greed krta hai wo is ko bahir nikal daiti hai
                            • #134 Collapse

                              There is simple rule in Forex i.e How much you want to earn is all depends on how much you take risk. So only take risk in that amount which you can afford to loose. But with high risk you can earn high profits.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                greed of profit dangerous for every kind of traders,every trader must avoid from greed as much as possible,and earn bit profit but by secure way,if you do trading with greed of profit then this is very risky for you,and you must lose your own money.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X