Kea lalch buri bala hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kea lalch buri bala hy
    Lalach buri bala hy Jo members trade lagan mein lalch kerty hain un ko loss zaror hota hy q ke wo trade mein zayada se zayada profit kamana chaty thy is ly hmean chye ke hm trade lagan mein lalch na kerin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kea lalch buri bala hy

    G han forex trading men lalach ka anjaam bahut bura hota hey aur lalach ki waja se nakami hoti hey kiun k jo log ziyada profit ka lalach kartay hen unn ko hi bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay lalach se perhez karen lalach nuksan ki jarh hey
    • #3 Collapse

      Re: Kea lalch buri bala hy

      g han bilkul lalich sy hm forex mn kabi kamyab nhi ho skty lalich krain gy to hmasha nakam hngy is lia sbar k sath kam krin aur lot size kabi zeada na rakhin wrna ap kamyab nhi ho skty money mangement ko kabi na bholin kamyabi sirf sbar mn hy thora profit kma lain lekan lalich ap ko nae krni chahea.
      • #4 Collapse

        Re: Kea lalch buri bala hy

        Yes lalch forex ma bhot bari bala hai, forex ma member etny by sabry hoty hai k rat ma he rich hona chahty hai, forex sy lamby arsy k lae small profit hasil karna behtar he esk k bari lot sy ik he bar loss ley k account wash karwa bethyn, forex ma kam profit margin set karna best hai,
        • #5 Collapse

          Re: Kea lalch buri bala hy

          G han dear lalach aik buri bala hai Business mein lalach krny sy humy bht loss ho sakta hai forex b aik business hai agar hum is mein Lalach kry to hum kbi kmyab ni ho gay Aur loss he ho ga busniess mein humy Lalach sy door he rena chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Kea lalch buri bala hy

            Bilkul lalach buri bala hai lalach karne wale traders kabhi forex main successful nahi ho sakte lalach traders ko nuksaan ki tarf le jati hai or aksar lalachi traders bohat bare nuksaan se guzarte hain so hame lalach se dur rehna chaye kyun lalach se hame nuksan hi hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Kea lalch buri bala hy

              hamy lalch ko katem karna ho ga hamy aik time table bana kar forex mi mahnet sy kam karna ho ga pehr he hum earning gan kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai all world mai bhohat taze sy famous hony wala busienss hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
              • #8 Collapse

                Re: Kea lalch buri bala hy

                g haan lalch bhut hi buri bala hy lalch krne se hmra apna hi nuksaan hota hy jb hm kisi se lalch krty to unka kuch nai hota blkh hmra apna time waaste hota hy bajay lalch k hm mehnt se kam kr len takh hm bhi unk trah acha bonus bna len
                • #9 Collapse

                  Re: Kea lalch buri bala hy

                  Yeh tou bhai confirm hai k lalach buro bla hai ap forex kya koi b buisness main lalch karty ho toy nuksan e hota hai forex tou bht patience k liye bnai gai hai agerap main patient hai tou ap lalch se bach skty ho yeh haqeeqat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kea lalch buri bala hy

                    hamy lalach ko katem karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bagr pasiao ky account bana kar be kaam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kea lalch buri bala hy

                      Forex trading main aksar logon ka account wash greed ki wajah se hota hai is liye forex main hamein greed se bachna chahiye our sabar k sath forex man work karna chahiye our trading main jald bazi nahi karni chahiye jis se forex main hum achi trading kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain is liye forex main kamyabi hasil karne k liye greed se hamein bachna chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X