Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.
    Dear All Jese Ke Hum Sab Ko Loss Hota Hy Nakam Hote Hain Mgar Meri Advice Hy Ke Mehnat Or Sabar Or Yaqeen Na Chaorein Yei Nakamyian 1 Din Kamyabioon Tak Pohencyi Humey.
    Han Wo Alaga Bad Hy Result Expectation Se Kam Ya Kabhi Bhat Zada Milta Hy Magar Us Waqt Ka Wait Karna Chaiye Hum Sab Ko Mehnat, Sabar Or Achi Umeed Or Yaqeen Ke Sath.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

    g bhan belkul agr koy bhe memebr kamyabi hasil karta hy to os ky pechy os ke nakami ka hath hota hy jab ek meembr kise b he kam men nakam nai hota tab tak osy kamyabi nai mill sakti hamen agr kabhe loss ho jata hy to hamen dill chota nia jarna chaia or na ghabrana chaia q keh loss sy hamen acha sabak miltya hy
    • #3 Collapse

      Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

      G dear apne bhot hi ache bt ki he ke hmare nakami he hme age le jate he kioke jb ap ko loss ho to preshan hone ki koi bhi zarorat ni he balke hme or zoyada mhenat karne chagye take hm ak ache trader bn sake or bhot sare earning bhi kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

        gee han bhai is main hum apni nakami se faida hasil kr sakte hein is main jab hume lose hota ha tu tension nai leni chaiey apni mistake ko fallow krna chaiye ur next mind k liye un mistake ko mind main rakh lena hota ha tab hi kameyab be ho sakte hein ap
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

          jab hum nakam ho jaty hain to hamy learning gain kar ky apne mistaks ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique busines hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik bohat bara business hain
          • #6 Collapse

            Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

            forex aik unique busines hain hum is mai live kam karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kam kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala busienss hain is mai studnets be kam kar sakty hain hamy is mai market ke movment ko samj kar kam karna ho ga forex aik wasee busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

              pheli nakami sy gabrana nahi chahey yai kamyabi ki pheli seeri hain hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar apni galtio ko improve kar ky mahant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

                Assalam o Alikum my daer bhai jan ap ki baat bikul thik hy k hamy forex agr hamy forex nakami hasli nhi krni hy to hamy acha kam krna hota hy bro
                Malik Fiaz khokhar
                • #9 Collapse

                  Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

                  forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is ma full time be kam kar sakty hauin hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hoite hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gyh forex aik leghal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

                    G sahi kaha forex main boht baar log start main nakaamyab hote hai jis ki vaja se boht log choor date hai is business ko keyon ka is main nakmyaabi ka matlb hota hai k apne loss kia hai. tu is main kmyaab whoi hota hai jinka hosla pakka hota hai aur wo kuch seakhna chahte hai kuch banan chahte hai aur wo log jante hai k start main boht mushklaat ka samna karna parta hai aur wo karty hai. pher hi wo kmyaab hote hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

                      Good said brother bus umeed achi rakhni chahye r ye bat hamesha yad rakhen k umeed oer dunya qayam hai inshaAllah eik na eik din kamyabi zaror mily gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

                        G zaror zaror ni hy k jb ap koi busines krogy to us mai loss profit zaror hoga is lye ghabrana ni cahye apni mehnat koshish krty rehna chaye kamiabi zaror milygi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Meri Nakami Mujhe Zarrorr Kamyabi Tak Pohencygi.

                          G haan billkul forex trading ma agr ham niakam hota ha. Hmain loss ho jata ha tu fikr nhi krni chahia agr ham forex ma niakam ho jata Han tu or zada mehnat kran or knowledge or experience hasil kran ak time ay ga ham kamyab trader ban jyan ga is Lia agr loss bi ho jy us sa learning krni chahia

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X