ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    mere nazdik to jo future hum forex main bana saktey hain woh hum kabhi bhi kisi aur business main nahin bana saktey hain aur forex business sab se bara online business hey aur is main hum bohot hi acha futrue create kar saktey hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      jo log forex men apni learing ko pora nahi kerty hain or apni practice ko bhi chor dety hain un ko is market men loss hi hota hai or wo failure hi hoty hain jo profit kamany men fail ho jaty hain is ley proper working hi hamain kamyabi deti hai.
       
      • #378 Collapse

        jee janab mey ye zarur share karna chahuu gaa key merey nazdeeq forex trading mey sub sey zyada failure insaan or koi nahi ho sakta siwaye us aadmi key jo greed karte hey or yaa jin ki knowledge nahi hoti
        • #379 Collapse

          I think forex pe asal failer wo hy jo loss ko ahmiyat nai dytey or zada profit ke chker me zada loss uthaty hy wo asal failer hy
          • #380 Collapse

            maray nazeek forex mai wo failur hai jo forex ko na seeky aur trading ky waqat lalach karay aur wo luck per barosa karay.yahey sub sy bara failure trader hai
            • #381 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: style 2 پيغام ديکھيے
              maray nazeek forex mai wo failur hai jo forex ko na seeky aur trading ky waqat lalach karay aur wo luck per barosa karay.yahey sub sy bara failure trader hai
              haan sahi kaha hai aap ne fail wahi hota hai is emjo isko learn kiye bina he is me trading shuru kar de or forex business ko learn nkar ke is me enter honey wala kabhi kisi shakhs ka dunya me mohtaj nahi reh sakta or apna har dream poora kar sakta hai iski badolat .
                 
              • #382 Collapse

                the main and real failure in forex trading business there are some reason we can not point out only reason some make loss because of over trading some come without knowledge and some want to earn with luck and some want to trade with greed and with emotions so we can not say that only for one reason is the bas of real loss in forex trading so there are more reason more than one
                 
                • #383 Collapse

                  agar ap apni raqeem ko dobo doo to yehi failure hi agar ap iss main kamyabi chete ho to ap ko cheye ke ap sub se pehle achi learning kero then ap ko real account open kerwana ho ga then hi ap forex tardign main kamyab ho sakte ho iss ke bagar ap earn nahi ker sakte
                   
                  • #384 Collapse

                    Sir jee Forex trading business ka future bhot acha hai jaha tak mujhe lagta hai q k Forex trading business ko bhot zayada log join ker rahe hai.Forex trading business aik international online business hai.
                    • #385 Collapse

                      forex mai aksar wahi log he fail hotay hain jo ais mai dil nahe lagatay hain aur aiska knowledge aur experience hasil nahe kartay hain aur greed rakhtay hain forex business mai knowledge aur experience hasil karna boht important hay
                      • #386 Collapse

                        forex mein jo sab se buri baat wo hai ap ke aqal agar ap es se experience aur knowledge se work nahi karte tu du din mein ap sab kuch kooh dae gay es ley ap es mein laach nahi balkay experience ke zarrort hai aur es k elwa wait karnay ke be silaahiat honi chahye
                        • #387 Collapse

                          mere khiyal main Forex trading business main logon ke fail hone ki sab se bari wajah experience aor knowledge ka na hona hai ya is main kami sab se bara masla hai to loss se bachne keiy hum ko ziyada se ziyada mehnat ki zrurt hoti hai
                          • #388 Collapse

                            bro Forex trading wo log nakm hoty hn jo lalach krty hn .q kh lalch buri bala hn yr pir jin ky pass koi strategy ni hoti or hi koi knowledge .ya is waja bi failure hoty hn .in ka mind set koi or hota hn .ya pir apny risk ko kam ni krty
                               
                            • #389 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                              asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
                              forex business mein asal failure wo peopels hain jinky pas trading ka experience anhi hota or wo exoperience k abgehr trading karty hain isliye unhen forex mein hamehsa loss hota hy isliye unko chahye k wo pehly forex ko learn karen then earn karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                In my point of view the main failure of forex trading business is that person who are so much lazy and avoid to follow the rules and regulations, and also the reason of failure of forex lake of knowledge and experience.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X