Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.
    Dear friends maray khyal may trading k liay sab say ziada zaroori ye hay k aap is may tools ka istimaal seekay our aap ko patha ho TP ka SL ka our pending orders ka kionka yahe cheezay aap ko kamyaabi dila the hay our aap is business may profit be ise tools k istimaal say he kar sakthay hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

    Yes real account ki trading ma janay sy pehle demo ma he sb tools sekhny chahe, tb he real account ki trading zayda confidence sy kar sakyn gy, real ma sb tools sekhy gy to bhot nuksan ho ga kiu k real account trading k lae hota hai or demo account sekhny k lae hota hai,
    • #3 Collapse

      Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

      G Han thek kaha apny k sabko trading.Karne sy pehly usk tmam tools or trading orders ka malum hona chaye taa k ziada behtar andaz main earning Ki jasky or jab k ager koi demo account main in sab tools ko seekhta hai to wo ziada behtar andaz main kamyab hoskta hai.jabhi koshsih karen k demo account ko properly seekhne ki koshsi karen or kamyabi hasil.Karen q k is main apka he faida hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

        G bilkul achi baat kahi ap na. Forex trading ma tools ka shi istemal hi ap ko kamyab bna sakta ha aur behtar ye hi ha k ap pehlay demo par achi tarah practice kar k tamam tools ko understand kar lain aur is k baad real ma apply karain js sa ap unhain confident ho k use kar saktay hain aur benefits gain kar saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

          Dear friend tools ko understand karna Aana chahie technical analysis Hote Hue tols ke about Hai tools ke bare mein knowledge Hasil Karen..
          • #6 Collapse

            Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

            G belkul forex Mai buhut saray indicaters hai agar ham in indicaters ko ache tarah seek Lai aur seeknai ke bad in ko apnai trading Mai istimal karay to ham ISS say acha profit Kama saakingay hamaimin ko seekna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

              forex aik online business hain knowledge experience or mahent kamyabe ky achy tools hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey per he hum is main ache capital gain kar sakty hain or apne zarorto ko pora kar sakty hain hamy demo account main practice ky bad trading karne chahey demo hamara ustad hain hamy meyare trading karne chahey
              • #8 Collapse

                Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

                hamy kamyabe eny waly tools ko use kar ky kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kkar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex buisness east wast mai bohat taze sy famous hony wala acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

                  ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy is main achi learning hasil kar ky kam karna chahey hamy market ko achy sy samaj kar is ky tools ko samaj kar use karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading may tools ka istimaal seekna be kamyaabi ke zamanath hay.

                    bilkul g jab ek kam karny k liay apko us me istimaal hony waly uzaron ka he nahi pata to ap us kam me kabi b kamyab nahi ho sakty hen kiu k aisa he kuch forex market k business me hota hey k agar is me ap ko tools ka he nahi pata k kaha say kiya ho sakta hey to ap is me expert nahi ho sakty hen kiu k tools forex market ka ek shurwat hota hey isko sab say pehly learning me lana chaheay phir dusri chezon ko b

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X