Thread key title ki ehmeyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread key title ki ehmeyat
    Thread key title ki bahot zeyda ehmeyat hoti hay app key thread key title se hi thread ki quality ka andaza ho sakta hay, agar app key thread ka title large ho ga to es ko importance nahi di jaye gi, forum rule key mutabeq app key thread ka title jetna zeyda small ho ga es thread ki quality ko behtar samja jaye ga, aur agar title hi large ho ga to ye be ho sakta hay key es ka bonus kam mil jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread key title ki ehmeyat

    G dear aap ny bilkul thk kha hai hmy apni thread ka title soch smjh kr choose krna chaiye qn k hmati thread ka title jitna easy or informative hoga log utna ziada us per comments or thanx den gy ici liye koshish krni chaiye k apni thread ka title achy sy acha bnaen or achy thanx hasil kren
    • #3 Collapse

      Re: Thread key title ki ehmeyat

      Forex mein thread ka title hi bohat ehmeyat hai aap acha title ka thread kray gay tu aap ko uss pr thanks bi zayida Mila gay or aap ko uss pr acha bonas bi Mila ga aap acha title ka thread nahi kray gay tu log Kam post us pr kray gay tu Aap ko thanks Kam Mila gy tu aap ko us ka acha bonas nahi Mila ga
      • #4 Collapse

        Re: Thread key title ki ehmeyat

        bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum thread ko create kartaa ha to per hum ko chaheya ka hum us ka title attractive banayaa to best hoga or hum ko achi earning hoge.................
        • #5 Collapse

          Re: Thread key title ki ehmeyat

          g bhai jan apki baat theak haka jitna acha apky thread ka title ho ga utna hi acha apky threaka waja sa log apko like karain ga to jb ap thraek krty hn to apko chahiya ka ziyada lamba threak likhny ki bjay small likain but achi quality ka ho to forex apky thread ko ahmiyat da ga
          • #6 Collapse

            Re: Thread key title ki ehmeyat

            Friend ap ka thread title apki post ka main header aur part hota aur kafi important ha is sa pata chalta ha k apki post ma kis cheez ki detail ha lihaza hmain thread ko title daitay wakt bht khyal rakhna chaiay jis ki wording aur meaning simple ho ta k parhnay walay ko asani sa samajh aa jae aur rules ko violate na karay. koshish karain k spelling mistake b km hon
            • #7 Collapse

              Re: Thread key title ki ehmeyat

              Title kese bhe chez ka ho bohat importance rakhta he is leye hum ko thread key tiltle ki bohat zeyda ehmeyat dene cahye take humare thread ko ache likes bhe mil saken or hum mare cahye ke hum apne thread ko to the point title den take log us ko samj saken or yaha pe us ka material bhe acha hona cahye take same wala jo is ko read kar raha he us ko tread ko parhne me asane ho thread ko samjne me bhe asani ho or title ko jitna short rakhen ge otna he is ke qualit me nekhar ae ga ku ke aj kal ke fast dor me logo ko reading karne ka time nehe milta is leye hum ko cahye ke hum short short kam karrn take fiada bhe le saken .
              • #8 Collapse

                Re: Thread key title ki ehmeyat

                Friends no doubt thread ka tititle kisi b thread k.loye bohat he ahmiyat rakhta hy kiun k thread ritle sy he ap ka thread pehchana jata hy and ap thread ka jo title select karen to wo ap ke thread ka bary ma ho and us sy pata chaly ka ap thread ma kia kehna chahty hen
                • #9 Collapse

                  Re: Thread key title ki ehmeyat

                  G han bhai jan ap ny bilkul he thk kaha hy mn ap ki is bat ki respect krti hon k thread ka unwan he sb kuch hota hy ye wo fikra hota hy jo sedha point ki bat krta hy hm ko chahiy k hm aisa thread tyar kia kry jo k logon k li mufeed ho us py bat ho r jiss wja sy hmara forex ka koi member preshan ho ho skta hy us ko hmary is thread sy koi hal mil jae is liy thread ki quality bht achi honi chahiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread key title ki ehmeyat

                    Ji hain dear sara threat hota he us kay title pay hai yani kY jaisa us ka title ho ga waisye he threat hona zaroori hai kiyu kay subject kay mutabiq threat nhi ho ga tu es mai kamyabi ap ko kabhi nhi mil saktye hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread key title ki ehmeyat

                      forex main aap jo thread great krtay hai aap ko asa title pr thread kray ka forex ka realat ho ho jiss say sab ko achi information ho ta ka wo bi aap ka thread say faida hasal kar la agar aap ka thread ka title forex ka realet nahi hota tu aap ko uss pr acha post bi kam log kray gay or aap ka threay delete ho jay ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread key title ki ehmeyat

                        Thread Karn title simple Hona chahie aur description Mein detail se likhen members ko easily samajh a jaiyy ky kis topic per aap ne theead create ki hai..
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread key title ki ehmeyat

                          Thread k title ki bahoot ehmiyat has kyu k hamesha thread k title parh k he sub threads ko open karty hain to is liye Hume chahye k hum threads k title us ki main jo information hai us k mutabiq daain aur asa title create krain jo k parhny main b interested lagy aur informative ho tab he zada log humari thread pay aian gay aur Hume acha bonus mily gaa.
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread key title ki ehmeyat

                            Gee han log title daikh kar hi thread ko open karte hai jo tile acha and information hoty hai members wohi thread hi open karte hai jab k zaida tar members bonus k liay aay hai wo hard information wala title open nai karte q k wo hard comments nai kar sakte un ko chayie hard post aap ko bonus de na de acha knowledge to aap ko mile ga forum par apna knowledge gain karo yehi aap ka seb kuch hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thread key title ki ehmeyat

                              Third ke title ki MBA bahut hai agar Ham Chahte Hain Ki Hamara friend informative aur Hamesha bonus Mile To Hamen chahie ki uske liye Apna knowledge increase Karen Jitna Achcha Hamara thread ka title Hoga utani hi acchi Ham apni. Trading ke liye Achcha banaa Sarkar Sakenge isliye Jab Bhi tread create karen to uska title strong Rakhe usko Khubsurat banane ki koshish karen Taki Ham Achcha bonus Hasil kar le.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X