market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae read
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae read
    forex trading ke market g han kisi ke bhe control main nhe hote hae is main broker ka bhe koi hath nhe hota hae yeh market is duniya ke halat se chalte hae ab ap ne dekh ho ga thore din pehle sone ka rate bahut zayada barh gya tha to is waja se trading market main bhe gold bahut up ho gya or kuch din pehle saudia main oil factory par attack ke waja se crude oil par bahut asar para tha or ab brexit deal ka asar bhe GBP/USD par para hae aik to yeh condition hae or dosre condition yeh hae ke market ke movement traders ke hath main hote hae agar duniya ke sare trades kisi aik currency ya metal ko buy kar den to marktet up jae ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

    markete ki movement kis sy bhi control nh ho saktui hai kun k ye markete dunya k 250 counry ki mashiat per depend kertu hai aor ye her waqt maove ker rhe hai to mery kayl men is ko movment nh rukti hai lkuch big tarder hain to tori bhot dair kaily wo is ko chageker sakty hain laikin phir wo bhi is sy bhot jald he bhahir a jaty hain.aerna unko loss ho ta hai.loss sy bacny kaily zroori hai k wo is men zzroor kamayb hoon.
    • #3 Collapse

      Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

      Market ki movement ko system control ker raha hota hai ky agar kisi pair main zyads investment hoti hai tou automatically same pair main market up chali jati hai isi terha jab zyada log same pair sy out ho jaty hain tou market down aa jati hai forex market ko koi aik individual control nehi ker raha hota ky apki merzi sy move kerwa saky
      • #4 Collapse

        Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

        Dear friend market ka kya pata kab kis Taraf Munh kar Jaaye mukmmal Taur per market ko koi nahin samajh sakta isliye proper plan Banakar kam Karen iska ko manage Karen. .
        • #5 Collapse

          Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

          Market ki condition aur movement kO analyse krny k hamin cahhye k iskO smjhen k market kis trah se chl rhi ha overall mulki halat Kia hn economic issues Kia hn aur ye tmaam issue aur prOblems market ki movement pa impact creat krti hn in the same way market kI currency pairs pa BHI inka bht zeada rOle ha.
          • #6 Collapse

            Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

            market ke movement broker banker ke waja sy control hote hain hamy market ky up or down ko dakt kar kam karna chahey jab yai down move kary to hamy is main ahteyat sy kam karna chahey agar hum market ko samjy bagar is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai broker ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain
            • #7 Collapse

              Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

              g han asa he hain hamy market ke movement ko samj kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirat nahi hote hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

                forex aik internatioanl business hain hamy is mai market ke movement ko rozana dahkna chahey hamy is ko samj kar forex mai pasia invest karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be trading kar sakty hain hum is mai din mai be trading kar sakty hain forex aik unique buisness hain
                • #9 Collapse

                  Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

                  Market ki movement traders pe depend krti ha aik pair mein jis currancy ko logoon ne ziada buy kiya ho ga wo currancy up ho jati ha. Esi trha news se bhi market pe bht aser perhta ha es liye technical analysis k sath sath traders ko fundamental analysis ko bhi daikhna chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

                    ap ne boht hi ache thread ki hai bilkul ya sb ap ne fundamental analysis batayin jo k kise be countries k halaat k matbik hoty hai news per depend karta hai aur market be 80% fundamental per depend karti hai aur 20% hi technical k hisaab se move hoti hai jab koi news wagra na ho to market bar bar support aur resistence se wapisi lati hai breakout news per hi hota hai akser.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: market ke movement kisi ke control main nhe hote hae?to kis ke control main hae r

                      Forex market mai jis tarah fpour session hotey hai. Es tarah forex market mai foru he controler hotey hai. Ap market ko Europe session mai analysis krey tou European currency ki move fast hoti hai. Es lye hum forex market mai four controler hotey hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X