Loss ko bardasht karna chaye
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko bardasht karna chaye
    Aziz dosto forex mai profit aur loss hota rehta hai iss mai kise din appka trade profit mai jayega to kise din loss mai hamai in cheezo say ghabrana nahe chaye jab hamai loss hojaye to hamai emotions mai nahe ana chaye aur ghalat trade start nahe karni chaye balkai iss ko samajna chaye aur ham.jo ghaltya kar rahai hai un ko.khatam.karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko bardasht karna chaye

    G dear aap ny bilkul thk kha hai forex trading me loss or profit hota rehta hai lakin agr hmy loss hony per afsurda nhi hona chaiye or himmat nhi harni chaiye bul k sbr k 7 kam krna chaiye or jis ghalti ki wjah sy hmara loss hua hai us ko thk krna chaiye taa k aenda loss k chances buht km hn or hm profit earn kr sken
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko bardasht karna chaye

      dear members ager ham khen k hamen loss na ho to aisa mumkin nh hai k foreex ka bussiness ho aor hamen losss na ho is liiye hamen chye k ham loss sy bache zroor or ye kbhi na sochen k hamen koss nh hona chye to hamri galt soch hai.aor is k illawa ager ham loss ko kamer sakty hain.aor bussiness koi bhi ho to ham apny loss ko kam ker sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko bardasht karna chaye

        G haan ager hum sub forex trading k real Account pe trading krtey han toh ager hum sub ko ho jata ha toh hum sub ko preshan nhi hona chahye aor hamain loss ko bardasht KR laina chahye bcoz yeh bhi hamaray knowledge aor experience main aor izafa krta ha aor next time loss krney se parhaiz Kia ja sakta ha...
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko bardasht karna chaye

          G belkul app sahe keh rahai Hain ISS market Mai loss hota rehta hai har trade hamara profit Mai nahe jata ISS leye hamai in cheezo ko samajna chaye aur aisay cheezo ko samaj Kar inko trade karna chaye hamai chaye agar hamai loss ho to ussko bardasht karai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko bardasht karna chaye

            G brother ap na thk kaha forex mi sabr krny vala insan zaror kamyab hta ha q k is business mi profit k sath sath loss bi ata ha r loss ko brdasht krny k lia sabar ki zarorat hoti ha agar sabar ni ha to vo forex sa mayos ho jay ga is k ilava kuch trades asi bi hti hain jo kafi arsa tk chalti rhti yani long term hti hain so loss ko daikh daikh k sabar na krny insan to bht pareshan ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko bardasht karna chaye

              Dear friend main aapki baat se ittefaq karta hun lock ko bardasht karna chahie aur yah trading ka important part hai ki loss ho jana aur isko accept karke recover karne ki koshish karna Hai iske liye intezar karna hoga aur long term ki trading open karke achcha profit on karke Los cover ho sakta hai.....
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko bardasht karna chaye

                Forex market Mela Sabko hota hai loss Se Hone Wali mistake ko Dekhen use per learning Karen aur FIR plan Banakar Apne loss ko recover karne ki koshish karen..
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko bardasht karna chaye

                  G bilkul aisa nhi hai kay ye kose hota he nhi hai es mai lose zzaroor hota hai kiyu kay losse tu es business ka hisa hai tu kamyab qo he hota hai jo lose mai sabar kay sath bardashat karta hai aur is kay bad he trading kar kay lose ko recover karta hai aur kamyabi hasil kar laita hai beter tarder wo he hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko bardasht karna chaye

                    Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends ap ki bat se agree krta hun hmn forex forum p kam krty hoy loss se bi wasta prta hai hmn us ko brdasht krna chay ta k wo es kam min agy brh sky es p kam krny k ly bry dil ki zrort hoti hai knowledge r experience ka hona bi zrori hai ta k hum apny loss ko recover kr sky
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko bardasht karna chaye

                      Jaya bhajan aapki baat bilkul thik hai kya Mila score 50 karna chahie Agar Mil loss ko bardasht kar lenge to pata kar lenge To Ham ham months mehnat Karke Achcha prapt hassil kar sakte hain isliye main check kara Mila so Jaaye To Ham agale months bahut jyada mehnat Karke Achcha banaa sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko bardasht karna chaye

                        G han my dear friends nery khiyal main forex main kam krny kaliye bhot ziyada sabar ki zroorat hoti ha forex bhot hi taugh aor technical business ha es main hm hardworking kr k hi knowledge aor experience hasil kr sakty hain aor forex main trading k douraan profit k sath sath loss bhe ho sakta ha hm ko chahye k hm sabar krain loss ko bardasht krain aor next learning k sath trading krain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko bardasht karna chaye

                          G friend hame loss ko bardasht karna chahiye aur is se sekhne ki kushish karny chahiye agar ap loss ko bardasht nahi karo ge aur is ki wajah se mehnat karna chor do ge to apko forex me kamiyabi kabhi nahi mile gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko bardasht karna chaye

                            Loss ko bardasht karna chahyey gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay ager aap ko loss bhi ho jata hay too aap zaroor kamyab hoty hain jab aap loss ko bardasht karna chahyey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko bardasht karna chaye

                              han ji loss ko bardash krna chey . agr apko loss ho jata hai to apko chahey ap apni loss ko cover krny ky liye market se fight nhi kryn . aram aram se trading kryn . jitna asani se thora thora milta hai us par shukar ada kryn. loss par bardash krna chaye . na ky sad.
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X