greedy and emotional
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    greedy to bht buri chiz hai aur ya hamesha capital loss ka bais banti hai aur forex main to bhool kr b greed na krain aur emotional ho kr b nai bl k soch smjh kr faisla krain otherwise loss ki surat main pichtain gn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mehedibd پيغام ديکھيے
      Global forex trading is not very dangerous business. In this business traders are get those mistake one con find greedy and emotional while trading. So you can hard learn about forex can earn money in not there are loss all amount.
      Mere khayal se forex trading main greed or emotions dono cheezen hi ap lye bht khatanaak sabit ho skti hain,,is lye in se bachna chahiye trading hamesha thande dimagh se krni chahiye trading krte waqt emotional nae hona chahiye,,or greed se avoid krna chahiye beshak km profit ho jae koi baat nae lekin greed ap ko loss ki taraf leja skti hai...
      • #93 Collapse

        g haan bhai sahab ye bhot esy way ha jis pe ham work kr ke bhot acha profit hasil kr skte hain forex ko ham ghar bethe achi learning kr ke kr skte hain jis se hamen bhot kuch learn krne ka bhi mqa milta ha forex me trade krna bhot easy way ha jis me ham profit bhi hasil kr skte hain
        • #94 Collapse

          trading mein greed aur emotion ka koi kam ni agar ye 2 cheezain ap during trading karo gay tow trading naa he kare iss se trading mein loss hi hoga is ka ilawa kuch hasil ni hoga jo k hamesha nuqsan ka hi sabab bane ga lihaza jub b trading karo tow in 2 cheezo ko alwida keh do
          • #95 Collapse

            Greed or Emoetions dono e trading me khatarnak hain hum ko chahiye k is bala say door rahy
            • #96 Collapse

              overtrade I think are nice too, as long as it is not greedy and we are good at and react to wear super good money management. could be the overtrade we will get maximum results moreover supported by a capable system trading strategy
               
              • #97 Collapse

                Greedy and emotional is the bad effect in the Forex market. We are adopt the emotional and greedy then we are losses the money and we can not success full trader in this market. We are work in this market with out emotional and greedy.
                • #98 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha is business me hmen kabhi bhi greed or emotional se kam nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss tb hi hotah haa jb hm is business me greed or emotional k sath kam karty hain is business me
                  • #99 Collapse

                    aslam o alikum jihan forex mein jab ham trade karte waqt ham apane jazat ko kabo main rakhna chaey qk is kaam mein hame nufa nuksan hota is mein ager nuksan ho bhi jaei tu parshan honi ki ko bhi rzaroat nahi hein q k is kaam mein nuksan recover hojata hein
                    • #100 Collapse

                      Greedy or emotional dono hi ek trader mey nahi honi chaye q k is se kafi khasa nuqsan ho sakta hey . Likn agar emotion or lalch pan ho tou wo bare khasare mey parh sakta hey or us se bohat sari nuksan ka samna karna parh sakta hey usey isiliye usey ek mazbut trader banna parta hey.
                      • #101 Collapse

                        Assalam O Alaikum, g han forex trading tabhi tak aap ke liay dangerous ahi jab tak aap apnay bad emotions ko control main nahi ker letya hain. Iss business main greedy log kabhi bhi kamyab nahi hotay hain. Iss main sabar se kam kerna parrta hai.
                        • #102 Collapse

                          forex trading world ka bht hi acha or risky business hai isy ap apni proper knowledge or demo practice sy kr k acha earn kr skty hain or sb sy zaruri bt forex trading business krty waqat hamy greed or emotions py control krna chahiye ho skta hai is sy hum loss bhi face kr skty hain.
                          • #103 Collapse

                            g han greedy or jazbati hona khatr nak hey trading k liey profit earning k liey target hona chahiey greed achi baat nhi hey or loss ki surat main emotional nhi hona chhiey balkey sabar sey kam lena chahiey.
                            • #104 Collapse

                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Forex tarding aik aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko is main kam karta rahna chahia

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X