Har Waqt Profit B NH Hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Har Waqt Profit B NH Hota

    bilkul jesy her waqat loss nahi hota hai isi tara hume her waqat profit b nahi hota hai hume tab he profit hota hai jab hum achi tara analysis karty hain aur jab humary pass acha knowledge aur experience hota hai tab he hum acha kam kar skaty hain agr hum bar bar ik he mistake ko repeat karty rahain gay to hum kabhi b kmayab nahi hun gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Har Waqt Profit B NH Hota

      Pakistan forex trading business men hamen hr waqt bhe profit nahi hota kun keh business men loss profit ata rehta hy iss lye dil chota nahi karna chahye dil laga kar pehly sy zyda hard working sy forex men work karna chahye jab lagan sy work karen gy tu loss finish automatically ho ga aor phr bonus bhe acha mily ga iss lye loss ko bhol kar dil laga kar struggle karen kamyabi hamare qadam choomy gi
      • #18 Collapse

        Re: Har Waqt Profit B NH Hota

        Y bt sai hy ky hmy her wakt profit ni hota hy hmri trade loss mn ja skti hy jb loss jay to hmy preshan ni balky sabar krna chahy r trade ko profit mn hi ckose krna chahy hmesha
        • #19 Collapse

          Re: Har Waqt Profit B NH Hota

          Friends aik business may do he cheezein han un may say aik ha profit jiss k liyay hum hardwork krtay han or doosra ha loss. To friends hamay agar profit hota ha to hum khush hotay han lekin agar loss ho jaye to disheart ho jatay han jb k hamay chahiyay k hum apni mistakes say seekhein or next time koshish karein k wo misktakes na hon.
          • #20 Collapse

            Re: Har Waqt Profit B NH Hota

            Dosto forex per her waqt profit be nahi hota kabe kabe loss be hota hai loss aur profit sath sath hain forex may itne koshish karne chahye ke her waqt profit he ho profit hasil karne ke liye ap ko expert ke technique ko istamal karna hoga ap ko her waqt learning karna chahye dil laga kar kam karna chahye take acha profit hasil ho
            • #21 Collapse

              Re: Har Waqt Profit B NH Hota

              Is me koi shak nahi k harr waqt or harr dafa insan faidy me nahi jata ye to ek alehda baat insan ki sehat b harr waqt aik jaisi nahi rehti isi traah insan ka kabi b kii b karobaar harr dafa profit me nahi jata balky nafa or buksan sath sath chalty rehty hen isi traa forex market me b hmaisha profit he nahi hota balky kabi kabi nuksan b uthana parr jata hey or isy qabool.b karna par jata hey
              • #22 Collapse

                Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                bhai jan Mere kahana Chahta Har Bar aapko ismein profit bhi nahin Hota Kabhi kabar aapko ismein loss bhi ho sakta hai jaruri Nahin Hai Kya ismein Har Bar profit ka mauka bhi khabar aapko nuksan bhi hota hai to aapko Dil chhota nahin karna chahie jab aapko loss hota hai
                :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                • #23 Collapse

                  Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                  ji han dost sahi kaha hy ky har wkat prfit bhi nhi hota kabhi hmari mistake ho jati hai jald bzi se ya fir lalach bn kr . to us mistake ki wja se hum ko loss ho jata hai profit nahi hota . proft hasil krna hara traders ka plan hota hai lekin jo traders profit ko emandari aur sabar ky sath hasil krna chhayt hain to log kamiyab ho jaty ahin.
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #24 Collapse

                    Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                    Ji han Sar aapane bilkul Hi Sahi kaha hai ki Johnson Pakistani Fox Business mein kaam karta hai Har Waqt use profit Nahin Hota Kyunki Achcha kam karne se aur acche quality se kam karne se vah profit Hasil Karta Hai Kyunki Agar Ham acche quality se aur acche vah use Karenge To Ham ismein bhi achcha profit Kama sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                      G han my dear forex friend humy her rozz forex s profit bhi nhi milta is liy humy agr kisi din loss ho jaiy to humy pershan nhi hona chahiy balkih apni mehnat ko jari rakhty or next day nai omang k sath or achy plan k sath trade open karen to inshallah acha resut aiy ga
                      • #26 Collapse

                        Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sherali پيغام ديکھيے
                        bhajan Mere kahana Chahta Har Bar aapko ismein profit bhi nahin Hota Kabhi kabar aapko ismein loss bhi ho sakta hai jaruri Nahin Hai Kya ismein Har Bar profit ka mauka bhi khabar aapko nuksan bhi hota hai to aapko Dil chhota nahin karna chahie jab aapko loss hota hai
                        Yah Baat Har trader ko Apne mind Mein Bhi Tha leni chahie ki training Karke Har time profit Nahin Hota trading Karke sometimes loss bhi ho sakta hai aur Agar Loha Se Bachana Chahte Hain To mehnat Karke kam Karen cost of loss Jarur use Karen
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #27 Collapse

                          Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                          Jiya Sar aapane bilkul sahi kaha hai Hamen aur Waqt Achcha profit bhi nahin Hota Hamen Kabhi loss hota hai aur Kabhi profit isliye main chahie kya Marvel profit and share karne ke liye Jyada mehnat Karen Aur Dil Laga kar Apne kam Ko Mukammal Karen tabhi Humko harvest profit hone ke Kuchh chance Hain thanks
                          • #28 Collapse

                            Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                            hanji business me do chezen bhtt ahm hoti hy aik profit or dosra loss agr ap business kr rahy hy tu apko pta hona chahiye k kbh kbh business me loss bh ho jata hy hr bar profit nh hota isliye agar kbh loss hojae tu apko dill chota nh krna chahiye himmat nh harni chahiye bal k or ziyada mehnat krna shuru kr den or un ghaltiyon ko na dohraen jinki waja se apko loss hova.
                            • #29 Collapse

                              Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: sherali پيغام ديکھيے
                              bhajan Mere kahana Chahta Har Bar aapko ismein profit bhi nahin Hota Kabhi kabar aapko ismein loss bhi ho sakta hai jaruri Nahin Hai Kya ismein Har Bar profit ka mauka bhi khabar aapko nuksan bhi hota hai to aapko Dil chhota nahin karna chahie jab aapko loss hota hai
                              Dear friend forex trading aik international online business ha is main loss or profit donu han kabi loss or kabi profit par jo mehnat karty han uny loss kam sy kam or profit ziada sy ziada hota ha is ley forex trading main loss ho jayto parshan ni hona chae ha balky proper money management or risk management sy trading karty raheny loss recover ho jay ga or ap ko maximum profit bi ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Har Waqt Profit B NH Hota

                                Sar aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Har Waqt posting bhi nahin karna hota hai Hamen Kabhi Apne Aur kamon Ko Bhi Anjam Dena hota hai agar Ham aur koi bhi Kam Nahin Karte To Hamen chahie kya Ham apni posting ke liye plan banaa len tabhi Ham acche post kar Sakenge thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X