why Stope Loss Is So Important

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Stop loss is liye bohat ziada zroori hai q k is ko lganay sy traders ka sara balance khatam nahi hota aj mere sath aisa hoa hai k stop loss na lganay ki wja sy mera sara balance khatam ho gya hau
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai mein stop loss ko bahut important dati hun q k aik tarde lagi mein na or us ka stop loss ni lgya us ko asa chor di market na ik dam necha ke movement ke or mara account shoot ho gya tabhe sa mein to lazmi use karti hun stop loss.
      • #63 Collapse

        Forex main stop loss aik ahem part hai jis k bgair trading main bht risk ka samna hota hai acha trader kabhi b stop loss ko miss nai krta wo aik trend kay sath trades krta hai or stop loss use karta hai is se ap zyada loss hony say bach sakty hain
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Samkhan007 پيغام ديکھيے
          Forex main stop loss aik ahem part hai jis k bgair trading main bht risk ka samna hota hai acha trader kabhi b stop loss ko miss nai krta wo aik trend kay sath trades krta hai or stop loss use karta hai is se ap zyada loss hony say bach sakty hain
          ge han bhai hmein apne trading mein risk kam krna he aur hemin apne trading mein stop loss ka istemal krna he aur hmein apne trading mein market ke trend ko smjhna he aur apne trading mein market ke trend ko ache trah se smjh kr apne order lagana hien aur apne trading mein stop loss ka istemal krna he
          • #65 Collapse

            sto loss ki bohat important hay stop loss ka use karna trading mei behad zaroori hay har trader esko lazman use karta hay es sey ap ka big los nahe hta hay loss ap ka fix select hoajata hay ess tarah
            • #66 Collapse

              Forex trading mai traders ko apny loss ke limit pehlay say he calculate kar laine chaiye. aur phir try kari chaiye ke iss limit say ziada loss na ho iss kam kay liye trading mai stop loss ka istaimal kiya jata hai jis mai traders phelay he apni loss ke limit define kar daite hain .
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #67 Collapse

                Hello forex friends yes stop loss is very very important term in forex trading business because through stop loss ap apne live account ko save rekh sakte ho or apna minimum loss kar sakte ho otherwise agar ap nee stop loss nee laga tu ap ka sara account hi wash ho jae ga ok

                اب آن لائن

                Working...
                X