Gold Ki Trade Adhori Na Choden

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold Ki Trade Adhori Na Choden
    assalamu Alaikum Pyare bhaiyon main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ki gold ki trading ko adhura bilkul bhi nahin chhodana chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

    Gold ki trade bhot risky hoti hai, gold ma achy experience or acht bonus k bad he jana chahe, gold ki movement bhot uncertain hoti hai, big bonus k sath he ham loss ko profit ma convert hony ka intazar kar sakty hai, small account to gold 2 min ma wash kar deta hai,
    • #3 Collapse

      Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

      gee han dear hume gold main trade open krni hi nai nchaiye agr krte hein tu phr hume is ko time be dena hota ha koi pta nai hota ha market main sab se fast pair hi gold hai is main zada loguo ko lose hota ha lose se bachne k liye hume menat krni hoti ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

        Ji Assalamu Alaikum Mere Pyare dost aapane kaha hai ke gold mein doori na chhode aapane bilkul theek kaha hai koi bhi galti kar ke nuksan hi khaega isliye trade ko Adhura Na chhoden aur pet ko samajhne ke bad open Karen
        • #5 Collapse

          Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

          dear friend hamesha gold par market ko achay say chek kar k as main trade opon karen aur as main achi trade hi karen aur kabhi as ki trade ko adhora mat choren agar ap ki trade profet main ga rahy hy to as say acha profet hasel klaren
          • #6 Collapse

            Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

            G bhai ap ny thik kaha hum ap ki baat sy agree karty hain kah humain gold ki trade ko adhori ni chorni chahiye kioun kah gold main kabhi bhi faida ho sakta hy aur acha profit mil sakta hy.
            • #7 Collapse

              Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

              Dear agar apki equity zaadah hy to apki long term trading krny chye big profit k leay is leay hamesha serf capital big ohny py gold ki trading kren wrna apko Itna loss ho skta hy Jo apko bardash Na ho
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

                Forex trading business mein sab se ziada risky trading gold ki trading hoti hy kiok gold ki movement buht fast hoti hy js ko samjhna k liye knewledge aur information ki zaroorat hoti hy aur gold ki trading k liye knewledge aur experience ka hona zaroori hy aur gold par trading Kam capital se nhi Karni cahaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

                  Ji han ji bilkul theek hai ki Hamen chahie ki Hamen gold ki trade kabhi bhi Adhuri Nahin chhodana chahie Agar vah profit Mein Ho To Hamen Jarur closed kar leni chahie Agar loss Mein Ho To Hamen use Chhod Dena chahie Taki vah market ki ki close hone ke bad Dobara job market open ho to vah last Hatkar profit Mein a Jaaye aur usse Ham profit Kajal Karke use close kar den
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

                    Gold ak fast moving metal hy r is pr news ka bhi buht impact hota is liy hmy gold ki trade py sl lazmi rakhna chahy wrna y metal hmra account wash bhi kr skta hy r gold ki trade hmy zeada dar profit mn hold bhi ni krni chahy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold Ki Trade Adhori Na Choden

                      ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai main aapse Milana chahie ki Ham ismein bahut acche tarike se kam Karen aur ismein trade co adhuri na chhode kyunki Agar hamari adhuri chhod dete Hain To Ham ismein apna nuksan karte hain to loss Mein Hamen kabhi bhi nahin Karni chahie Taki Ham ismein hamara account ko recover bhi kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X