Why newbie ignore Demo trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    start main kai newbie isay ignore kartay hain aur forex ko thora sa learn karnay kay bad real main a jatay hain aur loss karwa baithtay hain phir unhain samjh ata hay kay pahlay learn kar laitay aur thori practice kar laitay to acha hota is liay pahlay practice karni chahiay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      demo trading ko jo newbies ignore karte hain un ko loss he siwa kuch hasil nhi hota hai mene bohat se newbie aese dekhe hain jin ko is business me bar bar loss hgota rehta hai or woh kuch bhi earn nhi kar paty hain mere khayal se newbies ko learning karni chahiye pehly or demo ki practice karni chahiye warna un ko loss he hota rahe ga .
      • #18 Collapse

        new trader demo account ko use nhi krte kyon ke unko demo account ki vale ka ehsaas nhi hota aur is ki importance ko wo nhi jante aur demo account bht zuroori ha aap ko is main bht sa kmane ke liye
         
        • #19 Collapse

          new traders is ko is liye ignore karty hain kyu k wo mehnat nai kar sakty hain and yeh samjhty hain k demo se un ka time waste ho ga and wo real main better trade kar k profit earn kar sakty hain wo is ko easy samjhty hain and final main loss hota hai.
          • #20 Collapse

            New trader ke lye chahye ke wo demo account ignore na kar aur jald bazi na kar aur new trader ko chahye ke wo demo account par practice kar ke experience gain kar aur phere real account use kar tub wo ak ache trader ban salte hai
            • #21 Collapse

              میں یہاں نیا ہوں اور میں سب سے پہلے کی مشق اور ایک ڈیمو اکاؤنٹ بنانے کا حوالہ دیتے ہوئے خطوط کے اس پار آتے رہتے. مجھے لگتا ہے ہم ایک ڈیمو اکاؤنٹ تشکیل دے سکتے ہیں اور کیا جاننے کے لئے کہ کس طرح خوش جان سکتا ہوں؟ مجھے تو اس ڈیمو اکاؤنٹ چیز پر میری مدد کریں فورم کی ضروریات کو سمجھنے میں کوئی مشکل نہیں ہے پوسٹ کرنے کے لئے اور تو کیا پوسٹ کرنے کے لئے کس طرح کی ہدایت کی تھی
              • #22 Collapse

                kun ke bhai newbie earning se attract ho kar frex trading main kamkarte hain or demo ki taraf dhyan hi nahi dete hai jis se un ko kai loss ho sakta hai
                 
                • #23 Collapse

                  kun ke janab wo log real account main earning ko dekhte hain or is lie wo log forex main apne practice ko ignore kar dete hain
                  • #24 Collapse

                    main ap ki bth sy mutfiq hn both achi bth ki ha ap ny log lalach main a kr domo trading ko chorty hain jis sy unhain fyda ni hota qn kye isi sy he fyda zyda hota ha
                    • #25 Collapse

                      brother wo log overconfident hoty hn k unhain trading ati hai ye asaan hai but jub wo renal accoun me trading karty hn to unko pata lagjata hai
                       
                      • #26 Collapse

                        ji bilkul mai agree karta ho ap ki bat se ke forex mai aj kal jo new member forex mai work karne ke liye arahe hai wo demo account ko importance nahi de rahe demo account par jab tak ap kam nahi kare ge ap ko experience or knowledge nahi mile ga or na kabi ap real account par profit le sako ge demo account most important hai new member ke liye ..........
                        • #27 Collapse

                          well , jnab ap ne jo pocha hein k q newbies demo account ko ignore karaty hein tu may b unkio tradng aty ho k jb hee wo ignore kartay hoon yah yeh b ho sakta hein k unko lalach a jaty ho k direct real account mein ja kar profit dugna kia jahay
                          • #28 Collapse

                            Han bhaei badqismati se eisa hota he k newbie demo account ko nazarandaz kar deite hin aur phir huge loss bhi leite hin. Es ki bunyadi wajah ye he k wo chahte hin k foran hi bari earning kar lin aur es lei wo loss bhi uthate hin aur es karobar ko bura bhala kehte hin.Es karobar min agar hum ignor karda demo account ko theek tarha use karin to hum kamyab ho sakte hin yahan aur buhat hi ziyada earn bhi kar sakte hin yahan se.
                            • #29 Collapse

                              main samjta hun k tamam newbies k leye demo account per practice karna bohat he zyada zarori ha aur demo account per practice karna hamare liye bohat he zyada faida mand hota hai aur ham achi learning kar sakte hen is k zariye se
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji haan dear aapnay bilkul thek kahaa hai new members mai lalach hojati hai wo demo per learening karnay kay bajai jald bazi kartay hain and direct real account per trading ko start kar daytay hain and yai bilkul bhi thek nahi hotaa hai baad mai onko loss hi hotaa hai bhut,...................................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X