Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?
    Dear friends mera aj yeh swal hy k forex busines say pakistan men log taizi say aur asani say mutmain ho rahy kaya isko asani say accept kar rahy han? Kaya isko acha buisines samjh is par tawajah day rahy han?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

    G han dear kiyu jay apk forex best hai kiyu kay es mai hum jo bui kam kartye hain us ka humain faida ho jata hai aur asaji kay sath ho jata hai tu es mai jitnye log bhi kam kartye hain wo kushi kay sath kartye hain kiyu kay es mai kam karnye ka aona he maza hai na
    • #3 Collapse

      Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

      g dear q nahi pakistan me har koi ab forex ki tarf aa raha hai q ky aap is ky bary me learn kar ky bhaot kuch kama skty hain or phr is me aap ko kisi bari investment ki bhi zarorat nahi hoti
      Achy Threads py thanks tu banta hai na
      • #4 Collapse

        Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

        Jalal bahi ap nay boht acha sawal kiya hy. G bilkul pakistan main log forex say mutmain ho rahy hain kyon k forex aik acha buisness hy jo log is main dil lga kr work karty hain yani apny target ko achieve karny k liye planing karty hain aur phir pura mahina apni planing k mutabiq work karty hain woh acha bonus hasil karty hain aur sab say ziada zarari ap ko forex k bary main acha knowledge hona chahiye tab he ap achi posts kar sakty hain aur achi earning kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

          Kaya pakistan main log forex say teezi say mutmain ho rahy hain aap ka ya sawal acha hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko kamyabi hasail hoti hay too forex main members mutmain hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

            G han bilkul kion k aj kal logo men bari tezi say forex k bary men awareness arhi hy aj say kuch din phly tak logo ko forex k bary men pta b ni tha but aj kal logo ko iaki achi awareness hy or log is platform say bari achi earning kar rahy hyn is wja say log is business say mutmain hyn
            • #7 Collapse

              Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

              Ji Bhai Jaan aapane bilkul sahi kaha hai Pakistan mein har roj takriban ek lakh se new member join kar raha hai aur hamen bhi chahie ki Ham Baksar perform ko Hamesha Pakistan mein sabse Jyada share Kiya Karen tatha ke sab log isase Ghar Baithe professor Karte Rahe aur Pakistan perform ka Ijjat Bhi Kya Karen Kyunki vah Hamare Izzat kar raha hai aur Hamen Ghar Baithe hi profile cancel karne Deta Hai Sarfarosh form Ek sabse Achcha aur behtarin business hai
              • #8 Collapse

                Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

                Gee main forex main 4 years se kamyabi k liay apny mehnat kar raha ho balke haar nai maan raha meri koshash jari hai k forex main apnay aap ko aisa bonao or mujhay loss hi na ho or main apny puri koshash kar raha ho kamyabi to Allah k hath main hai kab wo de de or pakistan b log taizy se forex join kar rahay hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

                  HY EVERY BODY
                  jesa khe apka sawal hy khe pakistan countres mein bhut sy log forex k bussniss sy mutamin ho rahy hein mery khyal mein to kaafi zeada log forex mein kaam kerty hein or bhut hi aoni life st satisfied hein or apni life bhi achi guzarr rahy hein forex bussniss hi esa hy kge sabko bhut acha lagta hy qk es mein kaam kerny su acha bouns mil jaya hy or ham apni life ko bhetreen traeeqy sy jeeee sakty jein ///
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

                    forex aik online business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kaer sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaya pakistan men log forex say taizi say mutmain ho rahy han?

                      Forex ko jitni tezi se berhti hui tadad mai log join ker rahy hain usi raftar se log is se mutmain bhi ho rahy hain and clear bat hai k ye acha business hai r log is se mutmain bhi hain tbi to isy join kerty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X