Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye
    Forex business ki learning karna trader key ley easy task nahi hota hay ye bahot hi difficult kam hay esy traders jo key new hoty hey esy traders agar Forex business me earning ko easy task samjy to mery khayal me ye mistake hoti hay, Forex business difficult hay aur es ki learning karny me time be bahot zeyda lagta hay aur mehnat be traders ko bahot zeyda karna zarori hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

    G ha ap ko orr huma cahia ka hum forex ki learning ko easy na pain is lia huma cahia ka hum manaat Karin orr manaat Karin ga tho he leraing ho ghi is lia agr ap kamyab hona cahta han tho forex main manaat krta rahy ORT kamyabi ka sochta rahy
    • #3 Collapse

      Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

      g han ap sahi kah rhy ha ham logo ko chayia ka ham log forex ki learning ko kabhi be easy nai laiya bilka ham logo ko chayia ka ham log is par zada sa zada mehnat karta how ais ko proper learning wagra karna ki koshish karni chayia aur ham logo ko koshish karni chayia ka ham log is ki learning par be mehnat karya aur ham log learning be step by step hi karya
      • #4 Collapse

        Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

        Bilkul dost forex ak bahot e risky business hay is k kisi b task ko easy na len chahey trading ho ya posting ya learning ho is lye is men sirf mehnat karen koi b task ko easy na lein kion k esa karnay say hum fully interested ni hoty or hum achi earning ni kar paty
        • #5 Collapse

          Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

          Forex complicated market hy is mn mehnt ki zarot hy r learning mn mehnt buht zarori hy q ky baghar learning ky kamybi ni mil skti hmy mehnt sy learning krni chahy isi sy hm kamyab ho skty hn
          • #6 Collapse

            Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

            ji han bilkul dost forex trading mein posting karna Koi itna easy kam Bhi nahin hai jitna Ham kah dete Hain dost Gaye to tab pata chalta hai jab Ham kis kaam mein aate Hain aur posting karna shuru karte hain tab hi hamen experience hota hai ki posting karna Bhi Koi aasan Kam nahin hai yah Bhi Koi Koi hi kar pata hai har kisi ke liye yah karna is hi nahin hai to yah badi mehnat aur lagan ka kam hai dost yah real hai hamen ismein bonus bhi milta hai aur earning bhi acchi hai magar jo karta hai uske liye
            • #7 Collapse

              Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

              Ji aapane bilkul theek Kaha Forex Mein learning easy task Nahin Hai agar new traders Forex mein learning ko easy task samajhty Hain to yah galat hai Hamen Forex Mein kam Karke zyada knowledge experience Hasil Karke Apne learning ko easy task banaa sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

                ji han bhajan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham Forex main acchi tarah Se lagne Karen jitna jyada Ham ismein let Nahin karte hain utna hi jyada Ham ismein achha profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie kis Mein sabse jyada let Nahin Karen FIR jakar Ham ismein acchi tarah Se profit Hasil kar sakte hain aur ismein, update abhi
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

                  ta k aun ka account safe rahy agar hum ne ais mai acha profit banana hai aor hum ye chaty hai k account koi fariq ni parta end off year ka hm kul ka trading karen as month ma mje b ak dost ne kaha hai as month ma jitni zida trading ho gi fida hme kud ho ga zida se zida
                  :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

                    G hsn bilkul forex ke learning koe easy ksm nahe hay is ky liyay hmaien bahout zyada mehnat karne hote hay aur zyada time forum par spend karna hota hay kyun ky jitna zyada time hum forum par spend karain gay utna he zyada hmara knowledge increase ho ga aur hum cheezoun ko smajh sakien gay is liyay learning bahout important hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

                      Gee han forex main zaida new anay wale trader samjhte hai forex ki earning boht easy hai sirf kuch tools sikh kar button daba kar earning ki ja sakty hai un ki yeh soch boht mehngi party hai jab real main trading karte hai loss karte hai account wash karte hai phir aqal aaty hai yeh kuch tools and button daba kar paisa kamanay k khail nai hai balke boht hi big market main shatrang ka khail hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

                        Gee Han brother forex ki proper learning Krna koie easy task nahe hai, forex jitna dekhney mein easy business lagta hai utna he difficult hai, forex mein choti se bhe mistake ap ko bara loss de sakti hai Aur Jo new trader hoten hain starting mein un hain itna knowledge nahe hota is wajah se Newbie fail hoten hain forex ko pehly samjhna Chahye Aur is business k bare jitna knowledge ho sakey Hasil Krna Chahye tbhi kamiyabi mumkin ho gye
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Forex business ki learning karna trader key ley easy task nahi hota hay ye bahot hi difficult kam hay esy traders jo key new hoty hey esy traders agar Forex business me earning ko easy task samjy to mery khayal me ye mistake hoti hay, Forex business difficult hay aur es ki learning karny me time be bahot zeyda lagta hay aur mehnat be traders ko bahot zeyda karna zarori hoti hay.
                          Learning Agar Ham karte hain to learning Hamare liye hi hoti hai Kyunki Jitna Jyada Ham sikhenge Hua To Nahin Hamare liye Achcha hoga Agar Ham posting Karte Hain To Hamen senior ki post ko dekh kar uski posting ke bare mein sikhana chahie aur acchi posting Karni chahie aur trading mein bhi Ham senior keytrade ko copy Karke trading karte rahenge To Kabhi Ham bhi senior Ki Tarah trading kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

                            bilkul sahi Kaha aapane dear but bahut jyada tough bhi nahin samajhna chahie Ham Apne Aasan kam ko bhi usko tough tough tough kahkar bahut tough banaa Dete Hain Hamen chahie ki Ham Aasan kam ko Aasan Rahane De aur top kam ko bhi Aasan samajhkar Karen Taki tough kam bhi aasani se ho jaaye Hamen chahie ki Ham bahut jyada focus hokar mehnat se kam Karen Taki Hamen bahut jyada kamyabi ho aur uske liye Hamen bahut jyada hardworking Karni Hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ki learning ko easy task nahi samjna chaye

                              hello Aziz umeed hai ke aap sab kheriyat say hain aur maza aAa rahaaAa hai mujhe lagtaAa hai ke is se unhein nai cheezian seekhnay achi mulaazmaten talaash karnay aur muashray mein qabil ehtram zindagi guzaarne mein madad millti hai. jitna ziyadAaAa taleem YaftAAaa fard is ke ya is ki zindagi mein kamyabi ka imkaan hota hai. taleem deegar wajohaat ki binaa par bhi ahem hai. taleem hamein aik achi aur sahet mand zindagi guzaarne mein madad deti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X