Dear friend AGR ap chata hain ka app forex main kamyab treader bna tho ap ko cahia ka app forex main ziada sa ziada manaat karin orr acha profit hasil karin
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Manaat main azmat ha -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
G dear brother aap ny buht achi bat khi k mehnat me azmat hai... Jo mehnat krta hai Allah us ko zror kamyabi ata krty hen agr hm forex me profit gain krna chahty hen to hmt chaiye hum laluch ko side me rkh kr ziada sy ziada mehnat kren forex ko time den or ic k bary me information or knowledge gain kren ta k kamyab trader bn sken -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Manaat main azmat ha
Ji han zabardast bat ki hai ap ne forex mein jab tak ap mehnat nahi Karen gay kamyab nahi ho saktay es liye pehle se bhi ziada mehnat Karen or mehnat se apna aik Nam paida Karen kiun k mehnat kamyabi ki kunji he or mehnat mein hi azmat he mehnat k beghair kch bhi mumkin ni jo insan mehnat karta he usay uska phal zrur milta he es liye mehnat Karen or profit hasil Karen -
#4 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
dear ap ny sahe khay hy really hum ko chye agar hum kuch target ko set kar rahein hein y pher bana make ker lye heimn is main abhi say he struggle ko continue kr dena chye is main kisi bhi kism ki late nahi karna chye q k allah kisi bhi insan ki mehnat ko waste nahi karta h. -
#5 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
Aap nay theek kaha forex mein Aap ko acha business Karna hai tu iss main mehnat say kaam kray Jo log mehnat say kaam krtay hai un ko business main kamyabi hasil hoti hai Jo log mehnat nahi krtay un ko business mein loss hi hota ha or wo business ko loss ki waja say chor data hai Jo ko mehnat krtay hai un ko jab acha bonus milta hai tu un main or zada confidence ata hai kaam karna ka wo or zada mehnat krtay hai iss Lia mehnat krna walon ko mehnat ka phaal milta hai mehnat hi azmat hai -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Manaat main azmat ha
forex trading salos al say chalti aa rahi hain and haar ek trader ne forex trading main ziyda profit hasil kiya hian and usne din raat mehnat ki hian merket k candel ko smajhne k liye din rat mehnat karne k bad usne profit liya hain mehnat karna haar trader ka kaam hota hain bina mehnat koi merekt ki move ko nhe samjh skta hain mehnat k bad jaab pak froum say bouns milta hain us py lot of trading kar k kafi acha profit b cashout kar skte hain par sab kaam mehnat say hote hain .............. -
#7 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
mehnat ma azmat ha forex ma mehnat kerne wale hi kamyabi hasil kerte hen kyun ke mehnat ke bagair kisi bi business ma kamyab hona boht mushkil ha jo log mehnat nhi kerte sari zindagi nakam rehte hen forex ma ap jitni zyuadsa mehnat keren ge utni zyada earning ho gi is liye mehnat ko apni zindagi ka maqsad bana len mehnat hi kamyabi ka rasta ha mehnat ma azmat ha -
#8 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forxe forum main ap jitni mehnat karen gy ap ko os k badly otna he sela mily ga q k mehnat main azmat hy jo jitni mehnat karta hy osy os k badly otna he ager milta hy is liye din rat mehnat karo ager acha sila chaty ho tu -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Manaat main azmat ha
hello dear friends aapane bilkul theek hai main aapki baat se ek pase karta hun kyunki mehnat mein azmat hai aur mehnat karne se hi kamyabi milati hai aur every member mehnat Kar bhi raha hai aur karni bhi chahie lekin mehnat ka matlab yah hai ki Pakistan Forex mein achcha time dekar knowledge wali post share kijiye aur experience bolata bhi bonus achcha milta hai..... -
#10 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
G han sir jasa k hum jantye hain k mehnaat main azmaat hain or humain mehnaat ko kabi be or kisy soraat main stop nhi akrna chaiye tbahi hum iss business main aik kamiyaab or successful trader ban sagta hain or iss main aik acha or kamiyaab trader be tabhi ban sagta hain humain iss business main himaat nahi harni chiaye tbahi hum iss main kamiyaabi hain -
#11 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
ji han bilkul sahi baat hai bilkul theek hai aur main aapki is baat se bilkul agree karti hun ki agar Ham per Express business mein kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye bahut hi jaruri hai ki Ham khoob mehnat Karen kyunki Jab Ham khoob mehnat karenge to Ham kabhi bhi is business mein nakam nahin ho sakte isliye aap to apni mehnat ko jari rakhte rahana chahie tha ki aap ek acche trader Ban sake -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Manaat main azmat ha
dear friend agar ap forex min achey treader banna chatay hin to is ki sab say lazmi bat mahnat h agar koi admi bahot ziada mahnat karta h to kamyabi is kay paoun chomay gi treading min iasa hi hota h kh jo admi mahnat karta h wo kamyab ho gata h aur jo mahnat nahi karta wo kamyab nahi ho sakta aur is ko loss ka samna karna parta h is liay kahtay hin kh treading min mahnat zarori hoti h -
#13 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
dear sir mehnat karne mein koi harj nahin hai jo bhi per minute karte hain vah kamyabi ka hisab hote hain kyunki Jo member mehnat nahin karte ho aur main tumhen aur khauff aur are mahsus karte hain vah is business mein kamyab nahin ho sakte kyunki ismein mehnat ka matlab forex ko time Dena hota hai -
InstaForex -
#14 Collapse
Re: Manaat main azmat ha
aslam o alikam g han bhai ap na thek keha ke ke mehnat ma azmat ha ap kabi bi kamyab nhi hu sakte jeb tek ap mehnat nhi kerte ha ap ki mehant se ap trading ma kamayab hu sakte ha jitni zaida mehant krte han ap ko hi us ka FAIDA ha ap ko mehnat karne ma sharem feel nhi karni cahye kion ke mehnat ma hi azmat ha mehnat karne wale log azeem hute han
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 12:41 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим