Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea
    Humain kia hedge trading kerni chahy ya nahe ager haan to us ka kai faida hai our ager naeh to us ka nuksaan kia hai main us mamlay main app logun k sath apna experience share kerta hoon ager app full account hedge karein gy to pher to koi fiada nahe ho ga 1 ki buy ki lot ho ge our 1 ki lot sell ki ho ge to koe profit loss nahe ho ga our ager app 50% hedge kerty hain to pher ap k leay ye best strategy ho gee mean half lot ager account loss main ja rha ho to hedge ker laen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

    G Han apne theek kaha hamain apbpne sare bonus ka ek hi trade nhi lagana chahye kyun ke is ka ye nuqsan ho sakta hai kyun ke agar ap ko loss shuro ho ga to ap bebas ho jain ge our agar 50% bonus ka use karen ge to ap ko jab loss hone lage ga to ap handge trade se ap apko loss se bacha sakian ge.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

      Dear demo account ek asa option hay jis may aap har kisam ke trading ka practice kar sakthay hay our hamay chahiay ke jo be planing hamaray zihen may future k liay aaye tho osko demo account par pehlay test karay yahe sab say asaan tareeka hay apnay aap ko trading may expert karnay ka.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

        Ji han bhai jaan Agar Ham is Forex trading Mein kam karte hain aur ham ismein hatching Karte Hain To yah Hamare liye bahut hi galat hai Kyunki having karna Pakistan Forex trading ke rules ke khilaf hai jo Forex trading Mein rules todta Hai vah Hamesha Kamyab Nahin Hota aur uske a account ko bahan Kiya jata hai ya FIR disable isliye Hamen chahie hai ki Ham ismein acche se kaam Karte Rahe aur ismein rules Ko Na Tode
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

          brother form map karna rules ke khilaf hai isiliye Hamen chahie camphor Mein Hi Jeene Na Karen Agar Ham ismein hedging Karenge To Ham room ko follow Nahin Karte aur jordar charging karte hain unko rok Den Ki vah Forex trading Mein Hai jiang bilkul na Karen Kyunki Forex trading Mein Hai hedging allowed nahin hai isiliye Hamen ismein hatching nahin karna chahie Tu Hi phone setting Mein acchi kamyabi milegi
          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
          :1f4af:
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

            Dear friend Mujhe Iske bare mein information Nahin Hai Main new Hoon Koi senior member seat hatching ke bare mein Bata sakta hai mujhe having ke bare mein information Nahin Hai..
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

              Bilkul start mein trading mein hedging practice demo account mein Karni chahie aur iske bad jab aapke pass iske bare mein complete information knowledge aur experience a jaaye to aap investment Karke we hedging practis kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

                forex aik acha business hain hum is mai agar heding karna chatey hain to hamy pahly practice karne ho ge hamy best exprience gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha buisness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

                  yes sir hum ko as mien aa ker hedging ker sakty hien magar yeh hu demo mie acha ker sakty hien as lye hamain as mien her bar demo account per try karna hota hai or hamain as mien aa ker earning per earning karna hota haior hamain as mien khud k lye ka kar k life ko asan bana ker kam karna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Humain kia hedge trading kerni chahy ya nahe ager haan to us ka kai faida hai our ager naeh to us ka nuksaan kia hai main us mamlay main app logun k sath apna experience share kerta hoon ager app full account hedge karein gy to pher to koi fiada nahe ho ga 1 ki buy ki lot ho ge our 1 ki lot sell ki ho ge to koe profit loss nahe ho ga our ager app 50% hedge kerty hain to pher ap k leay ye best strategy ho gee mean half lot ager account loss main ja rha ho to hedge ker laen
                    Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Hai Forex trading business Ki Kisi bhi strategy ko Ham demo account per use kar sakte hain ismein koi problem nahin hai aur na hi Kisi kism Ki Koi restrictions hai aap having strategic ki vah bhi use kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

                      Market ko hedge krny ka matlb market ko aisy point pe phansa a k jb wo us point se bahir niklny tu ap ko profit de ab us point ko talash krna hamary liye thora mushkil bhi hota ha q k market kbhi bhi move kr sakti ha. Us k liye small time frame acha qirdar ada krny haen. Ap ne us point ko daikhna hota ha jahan market kafi ziada ruki hoi hoti ha jb us point ka breakout ho jaye tu ap next point se market ko hedge krna shuru kr daity haen jis se market ap k kuch orders hits krny k bad kisi aik side pe nikl perhti ha aur ap profit kama laity ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

                        AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han bhai jub bhi hum trading start krin us sy pehly demo account main practice kerna zarori hy zahir hy ager hum practice demo main ker rhy hn to hedging bhi lazmi demo main sethni chahiay q kh demo hmain achi tarah teech kerta hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

                          Gee haan aap nay trading mein jo bhi kaam kerna ho uss ko agar aap pahele demo mein practice ker lain tou bahut acha ho ga kyun kay aap ko uss kaam kay theek honay ya na honay ki confirmation ho jati hai aur iss sae aap kay forex teading kay experiance mein bhi izafa hota hai aur aap ki income mein bhi
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

                            dear sir bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai main aapki baat se Fark nahin karta hun trading mein demo account per aisi strategy banakar plan karne se bahut accha profit ho sakta hai aur success hi milati hai aur uski achievement bhi karni chahie hatching ka method demo account per pahle check karna chahie ki market ko kaise kaise kiya jata hai aur kaise having Toda jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein hedging practice kya demo mein kerni chahyea

                              Gee brother sirf hedging practice hi nai har qisam ki forex practice ko pehlay demo par hi karna chayie jab practice ho jay phir real account main trading karny chayie mere khiyal se hum ko bonus par sirf simple trading karny chayie fast earning trading nai karny chayie bilkul normal trading chayie phir humara account b safe rahay ga is liay hum ko cahyie k apny practice demo par hi karo is main loss zaida nai hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X