forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????
    Asalam o Ailkum bhai jan mera ap sub sy ye sawal hy k forx main knowledge q zaroore hy ager ak bandy k pass acha knowledge ni hy tu keya wo forx main kam kar sakta hy ya kisi sy knowledge hasil kar liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

    Assalam walekum Pyare Sathi aapane Sahi kaha hai Pakistan Forex Mein knowledge experience bahut jaruri hai Kyunki knowledge experience ke bagair Koi fayda Nahin Hai kam karne ka isase saree mein Natya Ho Jaati Hai To aapko chahie kya aap ismein Dil lagakar aur mehnat se kam Karen Apne senior ko follow Karen Itna Jyada mehnat experience knowledge Jaisa Karoge utna aapko fayda Hoga is bar Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

      Assalamu Alaikum Mere Pyare doston aapka Sawal bahut Hi Pyara Hai Ke form Mein knowledge Ka Hona Kyon jaruri hai to main aapse yah Kahana chahta hun ki agar aapane knowledge Ke Bina aap Kamyab Nahin ho sakte
      • #4 Collapse

        Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

        AOA! dear friends kaisy han ap log g brother ap na pocha ha k forex forum main knowledge q zarori ha is main knowledge k bagair ham kam nahi ker sakty knowledge k bagair kamiyabi sy humkinar hona namumkin ha.
        • #5 Collapse

          Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

          Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se sehmat hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main knowledge bahut zarori hae or aik kamyab trader ko wse he bahut knowledge hota hae to is liye agar kisi bhe kamyab hona hae to knowledge hasil kare q ke yeh important hae is ke bagair ap experience bhe hasil nhe kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

            forex main hum senior hain yai joiner hain hamy knowledge hasil kar ky he is main kam karna hota hain fore aik world wide business hain hum is main kam kar ky pasa kamaty hain or apne needs ko pura karty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum is main live chat karty hain yai aik real or bara business hain yai aik online business hain
            • #7 Collapse

              Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

              Of course knowledge hasil kren agr kaam krna hai aur sahi krna hai to kuch earn krna hai agr to knowledge kaam ki bohot zroori hoti hai wrna to loss he hote rahe ga agr knowledge nahi ho gi ti
              • #8 Collapse

                Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

                Asslam oalikum dear friend ap ny bahut achi baat kahi hy ki knowledge jitna bhi ho utna kamm hy forex trading ko janni k ly bahut zyada experience ki zarorat hoti hy
                • #9 Collapse

                  Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

                  hamy acha knowledge gain kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy pher he hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain forex aik acha business hain hum is mai part time ya full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

                    Kion k forum men hum posting ot threads create kar k bonus earn karty hyn or phr bonus say trading kar k earning karty hyn but bonus acha say acha hamen tabi mil sakta hy jab hamari posts ki quality achi hogi or esa tabi hoga jab hamary pas acha proper knowledge hoga tbi hum achi posts kar payen gy
                    • #11 Collapse

                      Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

                      Kyunki is market mein kam karna Bina knowledge ke Aise Hai Jaise aap oxygen ke bagair Sans Lene Ki Koshish karte ho to Is Tarah knowledge QBasic Ki Hai Jiske Sath hi market Mein kam kar sakte hain Uske Bina aap ka Kam Nahin kar sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

                        Forex per Agar Kisi Ko profit Hasil karna hai to uske liye aapke pass knowledge aur experience bahut jyada Jaroori Hai experience ke bad hi aap knowledge Hasil kar Payenge aur FIR aap log profit kab aaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

                          dear and respected member hain chahiy keh ham issmein apna knowledge ziada sey ziada increase krein hamin knowledge per focus erna iss liy zarori lgta y lue keh forex mein hmarey kaam ki quality nhi belkeh quantity ko dekha jata hy hamin chahiy keh knowledgeable post krein jis sey ham acha bonus key sath acha profit bhi hasil ker sakin.
                          • #14 Collapse

                            Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

                            Dear kese bhi kam mein agar hum kmayab hona chahty hain aur us kam sy ache earning bhi gain karna chahty hainn to humy us kam ka knowledge hona bhut zaroori hy kun ky hum usy he us kam mein kamyab nahi ho sakty hain , ess liye agar hum forex mein bhi kamyab hona chahty hain aur forex sy ace earning gain karna chahty hain to humy chahiye ky hum forex mein knowledge ko gain karen aur mehnat ky sth forex mein kam ko jare rakhy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forx forum main knowledge q zaroore hy ?????????

                              Dear koi bhi Kam koi bhi business koi bhi plaitform hai us k liye experience bht zaruri hai aur pak forex bht bara palaitform hai isko Bina sekhy Bina smjhy hum Kam nahi ker skty is liye ziada se ziada senior see trader se sekhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X