Asalam O alikum janab aj hum apnay dreams share kartay hain mera dream forex main yeh hai kay main sirf forex work karon aur iss kay sath koi aur work nahi karon aur jitna ziada ho sakay acha profit gain kar kay bada sara ghar lay sakon aap logo kay dreams kya hain share karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим