Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty
    Trading me jab be ham zeyda greed karty hey to risk management ka bilkul be ham khayal nahi rakty yahi waja hay key hamy hamesha hi zeyda loss ho jata hay,

    hamary loss ki waja greed hi hoti hay risk ko jab be ham trading me manage karny me kamyab nahi hoty aur greed ki waja se zeyda risk lety hey to es waja se hamari soch se zeyda hamy loss ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

    G belkul.lalach aik aise cheez hai jiske waja say ham.aksarbloss kartay hain agar ham iss market mai lalachnko side pe karkay teade karay to yaqenan ham.aik.acha profit kamanai mai asanai hoge.
    • #3 Collapse

      Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

      Je han lalch insan ki fitrat ma hai, hamy tora profit mel rha hota hai but ham sochty hai tora or wait kar lena chah, wait karty karty los hony ki sorat ma ham apny hasil karda bonus sy b hath dho bethyn hai, hamy lalach ka pata b tb chalta hai jb ham es sy nuksan utha chuky hoty hai, lalch ma he zeyada member k account wash ho jaty hai,
      • #4 Collapse

        Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Trading me jab be ham zeyda greed karty hey to risk management ka bilkul be ham khayal nahi rakty yahi waja hay key hamy hamesha hi zeyda loss ho jata hay,

        hamary loss ki waja greed hi hoti hay risk ko jab be ham trading me manage karny me kamyab nahi hoty aur greed ki waja se zeyda risk lety hey to es waja se hamari soch se zeyda hamy loss ho jata hay.
        Assalamu Alaikum Forex trading business mein agar aap risk management karne se na kam ho Jaate Hain To bahut hi jald aapka account bhi kha Li ho jata hai aur yah sab Kuchh lalach ki vajah se hota hai agar aap Lala Ko Nahin Chhodenge to Forex trading ko chhodana Padega
        • #5 Collapse

          Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

          asslam o alikam bhai hume is main greed ko nai krna chaiye hume is main sabro tamal se kam krna hota hai agr hum lalach se kam krein tu humis business se success hasil nai kr sakte hein is liye hume bardast krna parta ha
          • #6 Collapse

            Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

            Dear friend forex business akk asa platform Haa jahan app agar teared karta waqat lalach mn aa jata han too app ko loses kaa Samna karna parta ha app lalach kee waja saa joo risk Lata han app uss koo manage karna mn kamyab nhn hota
            • #7 Collapse

              Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

              Baai g may aap ko ek Baath batha Doon k forex trading may agar aap mujh say pochay tho may risk lanay k haq may hoon lekin os soorath may jab aap k pass experiance ho our aap jis pair par risk lay rahay ho os par aap ko trading ka experiance be ho our trade open karnay say pehlay aap nay achay anaylsis kiay ho oskay baadh agar aap risk lathay hay tho ye acha hay.
              • #8 Collapse

                Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

                Greed lalach ayk bhot gandi cheez hai . lalach bhot nuksan de hai . jo trader lalch me aa jaty hain wo apna sara account balance daow par lga dety hain. aur fir wash hony ky bad sad face pkr ky beth jaty ain. forex me lalach nhi chlti . forex me experiecne aur sabar chlta hai.
                First LEARN Then You Can Remove The "L"
                • #9 Collapse

                  Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

                  g bilkul greed ki wja se humara account b wash hota hai hum greed ki waja se he apna risk b manage nahi kar skaty hain kyu k hum lalch main ajaty hain aur agaty he zada earning karna chahty hain aur zada profit jaldi jaldi chahty hain jis ki waja se hume phly k loss b recover nahi hota hai aur hume aur loss ho jataa hai aur humara account b wash ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

                    Dear greed hi wo element hay jo kay boht say trader ko kamyab nahi honay deta. que kay ager trader greed ko chor deta hay to wo kabi bhi forex main bari lot aur baray loss ko apnay pas nahi anay dey ga. is liye wo trader jo greed ka shikar rahtay hain wo kabi bhi money aur risk management nahi ker saktay. is liye greed ko khatam ker kay trading ko rules kay mutabiq kerna chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

                      Gee han jab hum forex trading karte hai loss ho jata hai greed ki wajah se greed jab tk mojood hai hum main hum loss ko recover nai kar sakte phir greed k sath jazbat aa jate hai jo forex main big loss and account wash ki wajah bante hai is liay trader ko chayie wo apnay apa ko badale greed ko khatam kare jazbat ko control kare phir hi wo forex trading main loss risk ko control kar sake gai
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

                        risk ko avoid kar k hi hum run karien gay aur kamyab trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gay aur is forum main kam karien gay tab hi hum achy say trade karny main bi trade kar k i hum perform kar k hi hum sucess hon gay aur market main bi planing kar k hi hum sucess on gay aur trnd ko use kar k hi hum run karien gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed ki waja se hi ham risk ko manage karny me kamyab nahi hoty

                          haan bhai aap bilkul theek lalach mein hain nuqsaAAaan ki bunyadi wajah mein se aik hai aur tamam taajiron ko is pareshani ka saamna karna partaaaA hai aur hamesha is maslay se khud ko bachanay ki koshish kartay hain taham forex trading mein take profit Nami aik tool istemaal hota hai agar hum is tool ko istemaaaAal kar rahay hain to hamaray kaaaAarobar phir hum yeh keh satkay hain kay hum ny apnay lalach par qaboo paaaA liya hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X