Forex mai loss
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai loss
    Aziz dosto forex aik aisa buisniss hai jis mai profit aur loss hota rehta hai.lekin kuch traders loss ko daik kar zyada pareshan ho jatai hain hamai chaye ke iss mai loss say pareshan na ho balkai har cheez ko samaj kar iss ko trade karai aur patience ke sath loss recover karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai loss

    Forex Main Loss Us Waqt Hota Hai Jab Ap Ka trade Markit Ki Movement se Mukhtalif Hota Hai Is tarhan Ap Ka Loss hona Shuro Rehta Hai Lekin Loss hone Par ap Kabhi Preshan Na Hon Our Sabar Se kaam Jari Rakhian.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai loss

      G Haan aap nay bilkul teek kaha forex trading may har member ko loss hotha rehtha hay our khas kar jab aap k pass ziada experience our knowledge na ho lekin aksar members apne loss say pareshaan ho jathay hay our trading ko khair baadh keh dathay hay jab k asay nahee karna chahiay balke hamay apne ghaltion say seekhna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai loss

        g dear aap ny bilkul thek kaha koi b business ho loss aur profit to sath sath chalta hai..aksar log loss ko dekh k preshan hoty hain..preshani hoti hai lekan hamain.sabar sy kaam lena chahiey aur trading ko market ko dekh k kaam karna chaiey..jab aap ko.experience ho jaaye ga to zaroor profit b ho gaa..
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai loss

          Dear friend forex market Mein loss Sabko hota hai last Se Koi Nahin bus sakta Apne last se pareshan Nahin Hona chahie valkaila Se Hone Wali mistake ko dekhna chahie use per learning Karni chahie next Hua mistake Kabhi Na Ho..
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai loss

            Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap ko jahan profit hota hay wahan aap ko loss bhi ho sakhta hay lykeen perishan hony ki zaroorat nai aap ks loss recover bhi ho sakhta hay ager aap hamat kerain oor mehnaat say Kaam kerain too loss recover ho sakhta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai loss

              G haan bhai jan apne bilkul hi sahi kaha kee agar ham is main risk lete hain to hamen is main loss ho hota hain isliye hamen is main apne loss ko recove karna chahhye jis se apko acah kamyabi mil skata hain aur is main loss aik hamra master hai jo hamen kafi had tak sekhata hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai loss

                forex main har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k rules ko follow kar k hi hum run kar skaty hain, so hamain market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main bi trade kar skaty hain, so hamain market main bi trade karny main b koi mushkil na ho saky gi
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai loss

                  Bhai Jan phli baat to ya hy forex myn kisi ko loss nhi hota q k ya aik bht hi acha business hay or agar kisi ko loss hota hy to us ko wo apni ghalti ki wjah say hota hy q k jub hum roles ki khilaf warzi kryn gy to loss honay myn kuch dair nhi lagti.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai loss

                    PAKISTAN FORUM WALO SALAM AP K
                    g haan bhai jaan ham as forex trading main kam karte hain tu hamein chahye hai ke ham as main yani as Forex main loss bachne ki kushsh karen agar ham as main loss se bache ge tu ham as main kamyab hain aor ham as maion loss se us wkat hi bach sakte hain jab ham as main mihnat se kam karen ge and hamein as main greed na kare ge tab hi ham as main loss se bach sake ge and hamein as main se bohat hi zyada earning bhi kar paen ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mai loss

                      Yah business risky business hai is Mein Hamen loss zyada hota hai aur profit kam hoti hai is wajah se bahut hi Soch Samajh Ke aap apna kam Karen Taki aapko zyada profit ho aur loss kam ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mai loss

                        forex ma loss se ghabrana nhi chahye bulke loss se sabeq hasil kewren kyun ke loss hi kamyabi ke teref le ker jata ha loss ke bad insan zyada mehnat se kam kerta ha forex ma loss ko le ker preshan na ho bulke mazeed mehnat or lagan se kam keren trading ke rules ko learn keren or jaldbazi ma trading na keren ap zaror kamyab ho ge or loss ko profit ma change keer sakte hen
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mai loss

                          A.o a ! my dear yeh aisa business hy jis mein profit ya loss hota rehta hy.Agar aap ko acha profit milta hy to bhut achi baat hy mgar agar kbhi loss ho bhi jaye to bilkul ghabrana nahi chahiye or next time itni mehnat krni chahiye k ap ko itna acha profit miley k aap ka loss recover ho jaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mai loss

                            Good Afternoon Friends
                            Ham ko forex main loss se bachna chahye to apko is mein loss naho hoga aur apko is mein ihtyt se trade karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur aur ham ko is mein ache se trade karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur ap is mein kamyb ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mai loss

                              forex mainn ham loss kaisa hoty hain agr ham market ko anaylsis ni karty our bas asa he tuka laga akr kaam akrna shuru kar daity hain to ham bhoot jald loss ho jaty hain agr hamy loss sa bouchan hy our bhoot acha profitn hasal akrna hy to hamy maret ko anylsis kar ka kary treading

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X