Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

    assalam o alikum frien umeed h ap sb khriat sy hongy forex k work main mehnat lazmi h ap ko aik maheeny ki mehnat k bad bonus milta h or phir ap ko trading krna hti h so trading bht ihtiat sy krain agr is main loss ho jay to ghbrain nhi blk apni mehnat ko brhain ap ko jitna ziada experince hoga utna ap ko faida hoga loss k wqt apny jazbat pr kabok rkain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

      Forex mein agar hum apnay emotions ko control kertay hain tou iss sae humain forex mein bari kamyabian milti hain emotions.ka forex mein bahut zayada amal dakhal hai iss lye humain forex mein jub bhi kaam kerna hai tou humain cool mind kay sath kaam kerna chahyea iss sae emotions bhi control mein hotay hain aur hum forex mein lalach bhi nahin kertay
      • #18 Collapse

        Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

        Assalamu Alaikum dear Forex numbers Hamen Apne emotions ko Kabu Mein Rakhna chahie Kyunki jazbat Mein Aakar koi kaam Sahi Nahin Hota balki aur Jyada bigadta Hai Is vajah Se Agar Hamen Kabhi loss bhi ho jaaye to ismein pareshani ki koi baat nahin bal ke Hamen apni Galti ko samajhna chahie aur koshish Karni chahie ki Agali bar Ham isko theek Karke profit Kama sake bad dil Nahin Hona chahie
        • #19 Collapse

          Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

          trading mein emotions ko hmesha qaboo mein rhk kr trading krni chyh agar hum chahty hain k hum sucess hasil kry q k emotions k saath survive krna he sb sy difficult task ha if u had done your analysis right way execute your trade and then put a stop loss and take profit on it and start focussing on other pairs once it hit a side then open it and check u were right or wrong if u r right keep working with patience and if u r wrong try to find a cause why this had happened to u controls ur emotions is a way of walking on a track of sucess
          • #20 Collapse

            Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
            Dear friends assalamualaikum forex market Mai emotion aik aise cheez hai Jo appko ghalat trade Mai enter karate hai emotion ke sath agar ham trade karaingay to hamesha loss karaingay hamai chaye ke trade kartay waqt ya trade ke dawran apnai emotion ko q about Mai rakay aur market ko analyse karkai trade karai.
            Assam Nigam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein jo Apne emotions ko control nahin kar Pata vah kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakta Hamesha loss Ho Jaane ya profit Ho Jaane ke bad Apne motion ko control Mein rakhne wala hi Kamyab Hota Hai
            • #21 Collapse

              Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

              Yes friends Agar KaMyaBi Chahiye To Mehnaat Karo Or Experience Hasil Karo Phr Aap As Main Asani Se Kamyab Ho Jao Ge Agar Experience Or Knowledge Nhi HoGa Tou Aap As Main Kabhi Kamyab Nhi Hinge Agar KaMyaBi Chahiye To Experience Hasil Karo Pher Aap as Main Acha Profit Bhi Hasil Kar Paao Ge Agar Experience Nhi HoGa To Aap As Main Kabhi Kamyab Nhi Ho Paao Ge agar Kamyab Hona Hai Tou Aapko as main experience Hasil Karna Hoga Phr Aap as main Kamyab Honge
              • #22 Collapse

                Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                g han ager emotion per control pa lety hain to smjho ham aik din achy trader men shumar ho sakty hain.kun knowledge to her kis k pass hota hai laikin illam hny k bawjood bhi emotionsds per control nh ho pata.isliye hamen chye k ham emotion per bhi cintroll kteren,;.
                • #23 Collapse

                  Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                  Good Afternoon Friends
                  Ham ko is main apne emotion par qaboo rakhna cahhye uar is main agra ham apne emotion se bahir ho jate hain to hamne is main loss ho skata hain aur hamen is main sabar se kam karna cahye jsi se apko fauida ho skata ahin aua pa is main earnings kar skat hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                    Dear app ke baat bilkul sahi hai hamy apny emotional ko apny control main rakhna chaiy our jab b trade lgain soch samj kar our markeet ko achy sy analysis karny ky bad he lgain kabi apny emotional main jald bazi na kari ku ky jab b koi kam jald bazi main karty hain to wo kam galt he hota hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                      Agreed:1f63b:
                      • #26 Collapse

                        Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                        Dear friends assalamualaikum forex market Mai emotion aik aise cheez hai Jo appko ghalat trade Mai enter karate hai emotion ke sath agar ham trade karaingay to hamesha loss karaingay hamai chaye ke trade kartay waqt ya trade ke dawran apnai emotion ko q about Mai rakay aur market ko analyse karkai trade karai.
                        Hamen emotions Se Kabhi Bhi profit Nahin ho sakta aur na hi trading Mein emotions ka koi kam hai traders ko chahie ki jaldi trading karen to proper learning Karke trading Karen emotional hokar trading Karenge to use Se Koi fayda Nahin hoga
                        • #27 Collapse

                          Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                          ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai Pakistan Forex mein agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Apne emotional per control karna hota hai agar Ham Apne emotional per control nahin kar Payenge To Ham ismein kabhi bhi achcha profit Hasil Nahin ho kar sakte aur ham Kamyab Bhi Kabhi Nahin Honge thanks
                          • #28 Collapse

                            Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                            AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy yh bat bilkul sach hy kh hmain apny juzbat ko control kerna ho ga q kh loss bhi is business ka hisa hy hmain chahiay kh hum loss py mauoos na hon bulkh hum loss sy bht kuch seethty hn hmain apny emotion ko control kerna ho ga.
                            • #29 Collapse

                              Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                              G bilkul sahi keh rahy Hain forex main Hume apny emotions pay control rakhna cahhye kyu k agr hum emotions main koi b faisla laain gay to hum kabhi b is main kamyab nahi ho skaty Hain Hume forex main hamesha apny emotions ko control rakhan cahhyee taa k hum successful ho skaain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Emotion ko hamesha qabo Mai rakay

                                Gg bilkul emotions ko hmy kabo m rkhna chaiy ku k emotions ko kabo m rakhy gy na hm lose m himat hary gy na hi hm jeet m over confidnt ho jy gy agr hmy lose ho b jata h trading krty hwy tu hm emotions ko. Control krna chaiy ksi himat nhi harni chaiy hmy zyda sy zyda mehnat kr k lgy rehna chaiy ik na ik din hm zaror kamyab ho jay gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X