khushi vs stress

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khushi vs stress
    forex ke traders jab loss hot ahe to bohat zeada stress ka shekar ho ke trading markket mein trade lagany ko chore dety hein jo trader mehant ker ke kamyabi hasil kerty hein wo humesha apni need ko pura kerty hoy profit ko hasil kerty hein forex aik live trading system he jis mein hum apni mehant se hi experience or knowledge hasil ker ke expet banty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khushi vs stress

    Dear brother forex main ham jb pura mahnia trading karty hain Jab uska bonus Aata Hai to Fir bahut jyada Khushi hoti hai aur jab ham trade ko Jab Ham market Mein Lagate Hain To usmein Jab profit Aata Hai to Khushi hoti hai aur jo status Jab humk Retreat Hamari last Mein Jaati Hai to use Waqt Hamen bahut suppress Hote Hain
    • #3 Collapse

      Re: khushi vs stress

      Dear forex me loss aur profit trading ka hisa hen hamen hamesha koshish krni chye k loss ki sorat stress nahi leni chye normal rehty huay next trading ki tyari kren aur emotional Na ho is waja sy loss aur bhi zada ho skta hy profit me khushi to hoti hy lekin hamen zada khsuh b ni hona chye jitna profit ho usy withdraw kren aur next trade ki tyari kren
      • #4 Collapse

        Re: khushi vs stress

        A-O-A Ak Bat Hmysha Yad Rakhyn Koi Bhi Business Ho Is Min 2 Chezayn Hoti Hyn Loss Aur Profit Yah Business Ka Part Hyn.Jitni Mhant Say AP kam Karyn Gayn Apko Utna Zda Profit Earn Hoga Jitni Mhnat Kum Hoge Apko Utna Zada Loss Ay Ga..Mhnat Karyn Kamyab Hun..
        • #5 Collapse

          Re: khushi vs stress

          dear friend gab bhi hum trade karty hain to hamary yahi khawahish hoty hy k hum as main profet hasel karen aur as keleye hamen mahnat ki zarorat hoty hy forex main knowlldge hasel karny ki zarort hoty hy tab hy hamen khushi hasel hoty hy
          • #6 Collapse

            Re: khushi vs stress

            dear bahi ap nay acha swakask kya h k really hum ko life main happy ka aur sad ka face karna perta hy q k jub humein koshi hoti hy to is ko state karna bhut he acha lagta hy aur jub ghum atay hein to is main bhut saray loog wrong direction ko select kar letay hein jo k un klye is too much danger hy.
            • #7 Collapse

              Re: khushi vs stress

              Forex trading business mein agr tu hum mehnat aur hardwork kartay han tu is mehnat aur hardwork se hi hum forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur learning knewledge aur experience ho ga tu hi forex trading business mein kaamyaab ho saktay han
              • #8 Collapse

                Re: khushi vs stress

                jab loss hota hain to hamy tenshon hote hain hum stress mai aa jty hain or jab hamy profit hota hain to hamy happy ho jaty hain hamjy mahnet or musalsal mahnet sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain
                • #9 Collapse

                  Re: khushi vs stress

                  Jb HM loss aur profit ki bat krty hn Tou jb hmain profit hta ha Tou hm happy hojaty hn aur jb loss hta ha Tou hm stress hoajty hn .hamin chaye k stress na Len aur hi hosla na harden himat se agy barhy aur mehnat krna na Choren .
                  • #10 Collapse

                    Re: khushi vs stress

                    Dear forex trading ek online business hai es main app ko kabi profit hota hai our kabi loss b hota hai likn jab kesi trade ko profit hota hai to us ko boht khushi ho ta hai likn khain ager us ko loss ho jay phir wo boht stress main aa jata hai our preshan ho jata hai jab ky aisa nhi hona chaiy ku ky business main ye sab chalta hai es liy jab b trade karin soch samj kar karin
                    • #11 Collapse

                      Re: khushi vs stress

                      good ap na boht achi baat ki ka jb hmm logon ko forex trading mn loss hota ha us time to bohat ziyada stress ka shkaaar ho jaty hn or trade lgany sa drtay hn or us ka oposit jb hmko profit hota ha to us time bohat khushi mehsoos krty hn mn to kehna chahta hu ka loss ho ya profit tention no
                      • #12 Collapse

                        Re: khushi vs stress

                        Jio bhajan aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Ham Mar Forex Mein trading Mein munafa Hasil Karte Hain To Hamen bahut hi Khushi hota hai aur jab Hamen bahut hi loss Aata Hai To Ham bahut Hamen bahut he we stretch so Jaate Hain vah Hamen chahie ki Ham ismein mehnat Karen acche post likhe tab tak Ham acche se Hasil kar sake ismein aur ismein acchi Tarah Se Aage kam kar sake ismein bahut hi mehnat karna chahie iske liye Hamen acche acche plans karne chahie ismein trade Lagane ke liye yah bahut hi Achcha business hai mujhe bahut pasand hai aur Main dusre Logon Ko Bhi a join Karunga Jo Roji ke liye Ye Alam hai
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: khushi vs stress

                          Yes kuch log preshan ho KR loss se kaam chhor dete Hain but aik ghlti yeh bhi to unki hoti hai keh it a big risk letter he kyon Hain keh jis see itni preshani ho keh kaam he chhorna pre

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X