How market go up and down in forex trading introduction
Forex trading mein market ki movement bohat important hai. Market ki movement ko samajhna zarori hai taake sahi time par trade kiya ja sake. Market ko upar aur neeche jaane ke kai reasons hoty henjaise economic news, political instability aur global events.
Profit level
Jab market upar jaati h tab traders ko profit milta hai. Iska matlab hai ke currency ka value increase ho raha hai. Yeh tab hota hai jab demand currency ki increase hoti hai aur supply decrease hti h. Yeh kai reasons ki wajah se ho sakta h jaise ke positive economic news, increase in interest rates, aur positive political events.
Supply increasing system
Jab market neeche jati hai, tab traders ko loss hota hai. Iska matlab hai ke currency ka value decrease ho rha hai. Yeh tab hota hai jab demand currency ki decrease hoti hai aur supply increase hti hai. Yeh kai reasons ki wajah se ho sakta hai jaise ke negative economic news, decrease in interest rates, aur negative political events.
Movement predictions
Forex trading mein market ki movement ko predict karna zarori hai. Iske liye technical analysis aur fundamental analysis ka use kiya jaata hai. Technical analysis mein past market data ko analyze kiya jata hai taake future market ki movement predict ki ja sake. Fundamental analysis mein economic news aur global events ko analyze kea jata hai taake market ki movement ka pata chale.
Conclusion
In conclusion market ki movement ko samajhna zaruri hai forex trading mein successful honay ke liye. Market upar aur neeche jaane ke kai reasons hote hain aur traders ko in sabhi factors ko analyze krna zarori hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим