Day Trading Vs Night Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day Trading Vs Night Trading
    FOrex trading ki market 24 hours tak open rahti hai bohat saray traders raat main trading kartay hain jab kay kafi traders day trading ko prefer kartay hain main day trading karta hon ap log day trading kartay hain ya night trading aur kyun iss ki waja bhi batayain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Day Trading Vs Night Trading

    G han dear rat mai trading ka aona he faida hai kiyu kay us time pay bhi kafi movement tezz ho jatye hai na market ki tu kasar dost rat ko he trading karnye ko tarjee daitye hain jub kay kafi log tu day mai he trading kartye hain isrf
    • #3 Collapse

      Re: Day Trading Vs Night Trading

      ALSALLAMOALIKUM bhai jaan m apko batata hon keh din ke posting theek hy yaa raat ke dear mery kheyaal sy to raat ke posting theek rahy gee q keh raat ko bnadaa free hotaa hy koi kam waam ni hotaa eusly ham kam kr sakty hain 2 ghanton k andar aaraam sy mgr aaisa din m ni ho saktaa har kesi ke baatin sonni hoti hain din m college ghar k kam wam or b kafi masaail hain
      • #4 Collapse

        Re: Day Trading Vs Night Trading

        Lalach Buri Bala Hai naraj ke kam mein kabhi bhi nahin aana chahie Aaram ke sath ke sath Yahan per aapko kam Karte Rahana chahie Jitna acche se aap market Mein kaam karte hain market Mein knowledge and experience bhi aapko Itna Jyada white Karta Hai earning karne ke liye school ke sath kam Karen proper management ke sath kam Karen aur school se kam Karen
        • #5 Collapse

          Re: Day Trading Vs Night Trading

          forex ke karobar mein rat mein hum trading ker ke fast market movement ka hisa banty hein forex aik kabi bi na band hony wala karobar he jis mein hum 24 ganton mein kisi bi waqt mein kahen bi bath ker ke earning ker sakty hein forex aik aam karobar ke nisbat acha or kamyab karobar he jis mein hum earning or learning mein ezafa ker ke trading kerty hein
          • #6 Collapse

            Re: Day Trading Vs Night Trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
            FOrex trading ki market 24 hours tak open rahti hai bohat saray traders raat main trading kartay hain jab kay kafi traders day trading ko prefer kartay hain main day trading karta hon ap log day trading kartay hain ya night trading aur kyun iss ki waja bhi batayain.
            Assalamu Alaikum Forex trading market 24 hours open hoti hai isliye Hamen koi problem Nahin Hoti Ham Jis time per acche analyse kar lete hain Ham use time per apni trade ko open kar sakte hain Kisi member Ke Liye Koi restriction sahi hai ki vah is time per trade nahin kar sakta aur use time per train nahin kar sakta isliye Hamen chahie ki Ham Jis time per Achcha analyse Karen Usi time per apni trade ko open Karen
            • #7 Collapse

              Re: Day Trading Vs Night Trading

              forex aik international business hain ham is main trading karty hain hamy best experience hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey ham is main din main be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham gar beth kar be is main kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Day Trading Vs Night Trading

                forex mai hum night mai ya day mai kam kar sakty hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik wasee busienss hain hum is mai live trading karty hain hum is mai paisa be invest kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi htoa
                • #9 Collapse

                  Re: Day Trading Vs Night Trading

                  forex market 24 hour avabile hoti hain ham day ko trading kar sakty hain or nigaht main be trading kar sakty hain agr ham is main greet ho kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain acha profit or successful hony ky liye mehant sy kam karna zarori hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Day Trading Vs Night Trading

                    market 24 ghanty chalti hy lekan is ka y mtlb nhi k trading b hr wkt ki ja skti hy market ka aik session hota hy jis py wo zeada move krti hy us time ap ko trade lgani chahea hm pakistan mn hn to yahan tokyo session k sath ap tradev kr skty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Day Trading Vs Night Trading

                      forex trading din main be ke jate hain or rat main be ke jate hain din ho yai rat hamy trading meyare he karne chahey tak ky hum thanks hasil kar saky thanks ka extra bonus hota hain hamy market ky mutabik he trading karne chahey per he hum acha bonus earn kar sakty hain forex main hum sada urdu main kam karty hain yai aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Day Trading Vs Night Trading

                        Dosto ma aksar aokat din me kam krta hum kbi night b kr leta hun dono takreban same hn es ma ziada koi fark nahin pakistan ma log din ma zada kam krty hn sam ko kam log hoty hn wo apna kam jald kr lety hn din walon ki nisbat.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Day Trading Vs Night Trading

                          Gee haan forex mein din ko trading kray ya raat ko iss mein time ki koi pabandi nahi hai Aap ko din mein bi post kray tu kr sakta hai iss mein time ki koi pabandi nahi Aap ko jasa asni ho Karay or achi trading Kar ka kamyabi hasil Kray

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X