Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?
    A.o.a
    friends hm sb log trading krty hen, is forum ka hr user trader hai. Kuch log kehty hen k trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai jb k kuch genius kehty hen k iski zarurat nahi. Agar ap trade kr rhy hen aor profit earn kr rhy hen. Tgo ye ap ke liay enough hai. Kyun k trading ka purpose earning hai. Aor apka purpose hasil ho rha hai. Lekin aap logon ki kia opinion hai?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

    Dear forex trading mein jb tk kisi trader ko trading ki basic malom nahi hogi tu woh kamyab nahi ho sakta kionkeh basic pe hi tu trading hoti hai phr experience increase hota hai jb aap k pas trading ki base achi hogi tu aap trading mein profit hasil krny ki different techniques use kr sakty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

      Dear brother meray kheyal main to basics ka knowledge bahut zaruri hota hay q kah es k bena ap achy trader kabi ban bi nai sakta aur agar es wakt ap ko achi earning ho bi rahi hay to phr bi ap ko basics sekhna chaheay aur trading ka knowledge hasel karna chaheay ta kah ap ainda bi profit earn kartay rahen aur ap ko loss na ho.
      • #4 Collapse

        Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

        Dear brother maray khyal may aap forex trading may apnay Thor par koi be technology use he nahee Kar sakhthay haan albatha aap mukhtalif cheezo say apnay trading may help lay sakhthay hay for example aap Google say apnay liay achay analysis hasil Kar sakhthay hay kionka buhut say experts asay hay Jo k Google par mukhtalif pairs k baaray may achay signals dathay hay jis say aap faida uta sakhthay hay our dhosra ye k aap apnay liay signals be khareedh sakhthay hay Jo k aap ko buhut help detha hay trading may.
        • #5 Collapse

          Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

          Gee haan forex mein kaam kerna hai tou forex ki basics ko janana tou bahut zaroori hai iss kay lye aap ko forex mein kamyabi hasil kerna hai tab hi tou aap iss mein kaam kertay hain tou aap ko chahyea kay aap forex.mein mehnat sae kaam kerain ta kay aap iss business mein kamyab ho jayain
          • #6 Collapse

            Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: altaf007 پيغام ديکھيے
            A.o.a
            friends hm sb log trading krty hen, is forum ka hr user trader hai. Kuch log kehty hen k trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai jb k kuch genius kehty hen k iski zarurat nahi. Agar ap trade kr rhy hen aor profit earn kr rhy hen. Tgo ye ap ke liay enough hai. Kyun k trading ka purpose earning hai. Aor apka purpose hasil ho rha hai. Lekin aap logon ki kia opinion hai?
            Forex trading Main Jab tak Kisi trade.co trading ki basic Maloom Nahin Hogi to vah Kamyab Nahin ho sakta Kyunki basic per hi to trading Hoti Hai experience increase Hota Hai Jab aapke pass trading ki best acchi Hogi to aap trading mein profit Hasil karne ki Different techniques use kar sakta hai
            Assalamu Alaikum
            • #7 Collapse

              Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

              forex aik online or kabe be band hony wala business hain hamy expert ho kar acha ilm hasil kar ky is main trading karni ho gi pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

                agar hum trading karny ka risk lena chatey hain to hamy basic terminology ka knolwedge be gain karna ho ga hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache eanring be deta hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

                  G bilkul achi trading k liye basic knowledge ya terminologies ka Ilam hona chaye q k basic agr strong ho jaye tu advance leval bhi strong ho jaye ga jb tk hamaen basic ki samjh ni aye ge us waqat tk hamaen baqi jitny bhi advance levels haen wo samjh ni aen ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

                    G han forex m kam krny k leay basic ka pta hona bht he zarori hy. km az km ap ko etna to pta hona chaheay k forex hy kia chez r ye chalti kasy hy r kon es ko chla raha hy. r hm kis trhan sy es m kam kr skty hyn. r es ko use krny ka tariqa kia hy. r kis trhan sy hm es m kam kr k profit gain kr skty hyn.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia trading ke liay basic terminology ka ilm hona zaruri hai ?

                      Gee haan forex ki basics ka tou humain lazmi pata hona chahyea iss sae hi tou hum forex mein kamyabi hasil ker saktay hain aur iss sae hi tou humain forex kay baray mein pata chalta hai aur yehin sae humara forex ka knowledge start hota hai aur agar humain baiscs ka pata nahin ho ga tou hum agay kaisay barh saktay hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X