kia hm apna invest kia hua pasa wapas nikal sakta han forex sa?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1771 Collapse

    Yes agr hum es bussines ko hatm karna chata hain tu easy hum withdraw nikl sakta hain jas brokers se contact ho osa kha kar apna money wapis la sakta hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1772 Collapse

      g han hum kafi hud tak apne invest kiye hue business dubara nikal saktey hen is se hum apne business k ilawa lose hone waley or pesey nikal saktey hen . Isi waja kar hum apni business se pesey nikal saktey hen or kafi faida utha saktey hen ye ek trha ka esa business hey jis mey ap ka pura pesa nahi dub jata hey.
      • #1773 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
        agar koi forex chorna cahay to kia wo apna invest kia hua pasa wapas nikal sakta ha or kasa
        Ge na he ajar ap na is ma apna pasa invest ke ya han to ap in pasaon ko nekal na he sak ta han ajar ap ko is ma bhat profit ho wa ha to ap ka leya bahat ah ha ajar ap ko loss ho wa ha to ya bel kol the ka na he ha ap ko ch he ya ka ap is par zayada sa zayada points ka men or zayada sa zayada pasa mel an ga is waja sa hum ko is par kam kar ta raha na ch he ya ta ka hum ko pasa mel ta han hum ajar is par kam kar ta ra han to hum ko is ma bouns bhe mel ta han is waja sa hum is par kam kar ta han is par log is leya bhe kam kar ta han keyon ka is kam ma in logo ko ka he ja na na he parta ha or ya khar bhat he pasa ka ma la ta han is waja sa log is ko para far kar ta han is par kam kar ta wakat bhat soh samag kar kam kar na ch he ya keyon ka ak sar hum ko is ma loss atha na par ta ha is waja sa hum ko bhat dehan sa is par kam kar na ch he ya ta ka hum ko loss na ho bal kay hum ko is ma profit he profit ho or hum is par aja bhe kam kar ta ra han is waja sa log is par kam kar na pasand kar ta han wasa to log is par fareg time par he kam kar ta han forex par kam kar na ka leya hum ko fareg time ke zaroat ho te ha ta ka hum is par jalda sa jalda is par kam kar saken forex is lehas sa bhat ac he chease ha forex is a very useful job he is a very easy job
        • #1774 Collapse

          brother agr ap Ny apna bouns invest kea hua ha to wo nahe nikalwa sktay.agr ap na real investment ke hui ha to ap easeliy nikalwa sktay hn us ko nikalwany m koi b masla nai hota ya ap ka apna paisa ha jub chao nikalwao jub jao invest kro forex bhot acha business ha m us m kam kar k khush hn.
          • #1775 Collapse

            g han ap apna invest kiya hoa pasa nikal sakte hain ap ke pasa broker ke pas amant hote hain hor ye boht acha businss ha jis me profite or origonal amount b withdraw karwa sakte hain
            • #1776 Collapse

              Dear Friends and Brothers salam TO ALL.,.,.,.,,..,., jee haan forex main aap jo paisy investment karty ho woh brokers kay passss aap ki amanat hoaty hain aur aap jub chahain yeh pasiy wapis withdraw karwa skty hain is main kio haraj nhai hain,...........
              • #1777 Collapse

                nai g agar aap nay is main aik baar invest kar dia hai to aap is say us ko wapis nai niklwa saktay hian sirf aap ko jo us main profit ho ga wo aap is main say nikal saktay ho
                • #1778 Collapse

                  han ji agar apni raqam aap invets karo ge to woh asani se nikal sakty hain aap agar aap ne forum ki money bonus wali invest kari ho gi to woh aap nahi nikal sakte hain is lye aap brother mere forum se invest karen or us se he profits kamaen .
                  • #1779 Collapse

                    Gi han pakistan forex me se hum apni rakam wapas bhi nikalwa sakte hain is idare ki ye bari khobi ha. ke jitna bhi pasa lago or profit hasel karo or wapas nikalna ho to apna pasa nikal sakte ho................................................ .................................................. .........................
                    • #1780 Collapse

                      Yes ap apna invest kiya huya nikaal sakte han e currency accounts mein ,
                      likin behtar ha ap zyada kaam kren aur double triple kr ke investment ko tab hi 1 fourth nikaal lein baki market mein laga dein
                      • #1781 Collapse

                        ji bhai us k liyea 1 shart ha wo ya k instaforex main ap na real account bana kar us main real money invest ki ho agar real money invest ki ha tu ap ka jab dil chahy ap us ko nikalwa sakty ho or nikalwany ka asaan tareqa ha wo ya k withdrawl k option main jao or waha sa bank select kar k withdraw karo.
                        • #1782 Collapse

                          Yes dear quen kay aap kaa paysa aap ka apna hota hay iss liya aap us ko withdraw kar saktay ho laykin bonus account may nahi real account may quen kay bonus account may paysa aap ka nahi hota forum ka hota hay or real account may paysa aap ka apna hota hay.
                          • #1783 Collapse

                            Yes of course that those are invest the money in this market and you can draw the money as time. If you are work the book use earning then you can not draw the bonuse.
                            • #1784 Collapse

                              yes brother you can do that easily by trading in Forex ap forex mai apna invest kia howa paisa apni marzi se kisi bhi time nikalwa saktay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1785 Collapse

                                g han ap apna inveest kiya howa passa withdrew kar sakta ho jab chaho ap ki marzi hoti hy likn ager ap ki kio trade lagi ho to ap apna withdrew nahi kar sakta ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X