Bari earning kay lye smart trading kerain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bari earning kay lye smart trading kerain
    Forex mein agar aap nay kamyabi hasil kerni hai tou aap ko chahyea kay smart trading kerain matlab kay aap kabhi apni trades mein bari lots na lagain aur aik sae zayada trades laga ker apni trades ko critical na banain tou aap ko forex mein zaroor bahut acha aur bara profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

    G baai aap ke is baath say may muthafik Hoon ke agar aap nay is business say ache earning karne hay tho aap no small lot size k saath he trading karne hoge kionka ziada lot size k saath trading may ziada risk hotha hay our account k wash honay ka ya ziada loss ka khatra hotha hay is liay agar hum Kam lot size k saath trading karay tho is say hamay ziada faida mil sakhtha hay.
    • #3 Collapse

      Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

      ham log agr chat ha ka ham log forex par apna trade ko boht hi zada profit wagra ma liya kar chala to hamay chayia ka ham log is ka bara avchi tyra sa analysis karya aur ham log jitni smart tradoing wagra kar sakhta ha hamay karni chayia aur ham log is par smart trading sa hi is sa acha sa acha profit wagfra earn kar sakhta ha
      • #4 Collapse

        Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

        Smart trading ka matlab yahe hai ke ham.iss mai dil laga kar sahe say mehnat karai isske har cheez ko samjai apni aik ache se strategy banaye aur uss strategy ko use kartay hui uss ke saray rules ko follow karkai trading karai.
        • #5 Collapse

          Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

          Ji han Sar aapki baat bilkul right hai Hamen Agar Pakistan Forex Se Accha profit Hasil karna hai aur kabhi bhi kam loss Karna Hai To Hamen ismein Apne lot size ko kam se kam Rakhna Hoga kabhi bhi lalach Mein Aakar Jyada lot size ki trading Nahin Karni chahie Kyunki isase aap aur Jyada loss Mein Ja sakte hain aur aapka account wash bhi ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

            bilkul bhai aap ki baat sy agree krta hon apni lot ko kam rkhna chahye or کوشش krni chahye k aik he trade lgaye taaky usy follow upp krny me asaani rahy or trade zaydaa pecheda naa bany
            • #7 Collapse

              Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

              forex main hamy best experience haisl kar ky is main achi or alla qualities ki trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
              • #8 Collapse

                Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

                forex ke karobar mein humen bari earning kerni he to humen smart tarekey se planning ker ke trade ko lagaty hein forex aik online or useful karobar he jis mein hum apni life ke needs ko pura kerty hein forex aik aam karobar ke nisbat acha or kamyab karobar he jis mein hum apni earning or learning barhaty jaty hein forex aik live trading sysytem he forex aik legal karobar he
                • #9 Collapse

                  Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

                  forex aik online business hain hum is main din yai rat main kese be wakt ka time table bana kar trading kar sakty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main kam karna chahey forex aik wase karobar hain hamy is main market ke movement ko dakt kar is main pasa invest karna chahey per he hum acha profit gain kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Forex mein agar aap nay kamyabi hasil kerni hai tou aap ko chahyea kay smart trading kerain matlab kay aap kabhi apni trades mein bari lots na lagain aur aik sae zayada trades laga ker apni trades ko critical na banain tou aap ko forex mein zaroor bahut acha aur bara profit ho ga
                    Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham forex market se ek Badi amount Mein profit Hasil karna chahte hain To Hamen smart trading karna hoga jismein Hamen market ke har point per Najar Rakhna Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

                      Gee han forex main na hi low earning karny chayie na fast balke smart and normal earning karny chayie hamesha lot size apna account balance k hisaab se lagani chayie kafi balance next 5 trade k liay b bacha kar rakhna chayie ta k jab trade loss main chali jay phir next trade laga kar account ko loss se bachaya ja sakta hai agar first trade main hi sari invest laga di jay phir new trade k liay balance nai honay ki wajah se trade ko nai bacha sakte
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Bari earning kay lye smart trading kerain

                        Yes dear ap ny Sahi Kaha hai Forex main achay profit k leay hamen smart trading Karni chaheay hameb Chaheay ky Forex main small lot size Ka use Karen istrah sy hameb daily Ka Acha profit earn hota hai shukriya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X