SPREAD.
Forex business mein spread market currency pair kay bid and ask price kay kay difference ko kaha jata hay. Forex spread seedhe taur par liquidity sey juda hua hota hy. Jo kam price difference ho ga wohi ek ya doosre currency ko sell ya buy karna easy ho ga. Transactions ki speed ko badhane kay liye exchange market currency market kay professional participants market makers ko attract karta hy. Bid price woh market price hoti hay, jis par aap currency pair ko sell kar sakty hain, jab ky ask price woh market price hoti hay. Jis par ap currency pair ko buy kar sakty hain. Market mein spread pips mein measure hota hay. Jab kay pips woh minimum price change hay jo currency pair ka price experience kar sakta hay. Bid price always thodi si kam hoti hay jab kay ask price slightly zyada hoti hay.yeh enn ka difference hota hay. Spread ka size forex transactions kay kamai kay potential ko kafi determine karta hy, khaas kar short-term strategies mein
COMMISSION.
Commission based trading mein traders ko each trade kay liye jo fees pay kerni hay ye bilkul clear hota hy jab kay non commission based trading mein fees spread ya doosri charges mein hidden ho sakti hain. Ye traders kay liye mushkil bana sakta hy kay mukhtalif brokers aur trading platforms kay costs ko comparison karein. Yeh fixed amount ya percentage trade size kay according ho sakti hay. Yeh fees trading volume ya trade value kay according hoti hay. Commission aksar clear cost structure provide karta hay, jis sey traders ko yeh information hoti hay kay unko kitni fees dena ho ge. Kuch brokers low spreads offer karte hain but commission charge karte hainn. Yeh traders kay liye beneficial ho sakta hay agar unn ka trading volume zyada hay.but traders trade start sey pehly hee different method sey apny clients ko commission related inform ker dety hein. Jiss sey har traders ko trading sey pehly ess ko calculate ker kay market mein entry kerty hein. Jab ek trader trade karta hy, to broker trade kay size jo aam tor par lots mein measure kiya jata hy ya total transaction volume kay according ek fixed ya variable commission charge kar sakta hy.
TRADING WITH SPREAD AND COMMISSION.
Market mein Commission ki payments straight hoti hy aur trade kay baad adi hoti hy. Spread ka effect trade kay waqt hota hy. Spread jis currency pair par trade kiya ja raha hy oss par depend karta hy. Commission fixed ya variable ho sakta hy, jab kay spread usually variable hota hy. Broker ko commission traders kay transactions sey milti hy, jab kay spread broker ke taraf sey liya gaya cost hy. Commission-based pricing mein, brokers mazeed services provide kar sakte hain jaise kay research aur analysis etc. jab kay spread based pricing mein brokers mostly low cost trading par minimal additional services kay sath concentrate kery gy. Kuch brokers commission based model follow karte hain aur kuch spread-based, aur kuch hybrid model bhi use karte hain jisme commission aur spread dono include hote hain. Traders ko ye dekhna chahiye ki un ki trading style aur frequency kay according kaunsa model un kay liye cost-effective hy. Jiss ki selection accoerding to volume hoti hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим