Luck and Trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes i am agree with you me bi luck pe trust nahi karti trading luck se nahi hoti balkay ye hamare mehnat aur lagan say hoti hay jiss me hum mehnat kar kay khud ko sabit kartay hann kay hum mein kitni skills pai jate hann
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      bhai jan you are right luck se hum bas wakti kisi cheez ku hasil kar sakte hai but mehnat or tajurbe se koi cheez humko long time tak faida diati hai so mein luck se zayada hardworking par yakin rakhta hu
      • #33 Collapse

        jee biilkul sahi kartay hain ap bhai main bhi yahi karta hun kay mian luck pe depend nahi karta hun mere khayal say toh hard working say he humain profit hota hai or hum acha earn kartay hain.
        • #34 Collapse

          assalam aalikum friends jasay k bhai ka question hai tou g haa forex mai ap jab b tarde karay gy tou apki luck bht matter karti hai.. wasay b forex mai apko knowledge hona chihya hai then u have to succeed .. thanks
          • #35 Collapse

            Yes,ur opinion is right at ur end...
            But in trade business ur luck is also play a vital role agar apja time bura chal rha ho tu bari c bsri learni.g and experience kuch km nahi ataa aur janay aanjany main koi big mistakes ho jati ha,aur yh sirf new comers k sath he ni hota balk expert traders k sath b ho jta hai
            • #36 Collapse

              bilkul sahi kare hain aap ke luck per depended nahi hain ke kyun ke luck per depend rehne se tu aap bss dekhte hi reh jaeinge soo never trust in luck bss koshish karein kyun ke hamari hardworking se hi hamara luck banta hai ..
              • #37 Collapse

                bro me luck per yaqeen rakhti bhi hun aur nahi bhi q k luck humesha mere sath bura hi hota hy is liye me is per kum bharosa rakhti hun
                I Am A Muslim
                • #38 Collapse

                  experience ki importance bohat zayda hoti hay aur luck kay role ko ignore nai kia ja sakta hay lekin experience every time ap kay sath hota hay aur is tarah profit bhe asani say earn kia ja sakta hay jub kay luck some time earning main help karta hay
                  • #39 Collapse

                    trade ma luck boot hi kam sath dati ha zeda tar ap ka experince hi sath data ha. hum jis kadar forex ma mahanat sa kam karte hain usi kadar hum forex sa earning hasle kar sakte hain.
                    • #40 Collapse

                      Nahin Brother , Luck Allah ki traf sey muqarar kada Qanoon hey. Kuchh field mai to aap bilkul bai bus hotey hain. Han Luck Hath par hath rakh kar parey rehnay ka nam nahin ,Allah nai Mehnat ka hukam dia hey . Insan ko wohi kuchh milta hey jis ki koshish kar ta hey.Lakin bad luck sab kuch kar ney k baad bhi baz dafa Sab kho teti hey.
                      • #41 Collapse

                        forex trading may hammesha luck per depend nahin kia jaa sakhtay forex may successful hoonay kilaya app keey pass accha knowledge aour experience ka hoona zaroorey haa iss taharay app aik acch trader sabit hooo sakhtay haa forex trading dialy lerning kee bahoot zaida ahamiyat haa this is the way to success
                        • #42 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Syed Mujtaba Hussain Shah پيغام ديکھيے
                          I never believe in luck in forex although i am not saying it do not exist in forex but i believe as a trader the way to lasting success in this business is through learning and working hard. Luck only bring temporary success but knowledge bring lasting success.
                          g bhai jan ap ne sahi kaha hai bhai jan is main koi shak nahi hai bhaui jan ap sahi kh rahe hai bhai jan jaha jaha ap ko is kma main bhai jan expereance ki zaroorat hoti hai bhai jan waha waha ap ko bhai jan luck ki bhi zaroorat hoti hai.
                          • #43 Collapse

                            learning must hain bhai agar learning ni hu gi bhai to earning ni hu agar learning hu gi to trading b ap ki khub chamakay gi agar earning karna chataein hain to first step learning pa focus karna hain warna learning ka bagair zero hain isleya earning ka leya learning must
                            • #44 Collapse

                              bilkul je forex main luck ko bilkul bhi jagah nahi deni chahiay aur apni abilities pr depend krna chahiay aur khoob mehnat aur lagan k sath trading krni chahiay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                mery kheyal sy luk per hume aitmaad nhe krna chaeye q k luk sy hum kuch hasil nhe hota jab tak humary paas acha expirionce na ho hum forex main kamyabi hasil krty hain to expirionce ki bina per

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X