Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......
    Jab b koi business shuru kya jata hai to us men apki kamyabi depend karti hai k ap k pas us business ka knowledge kitna hai. Forex men kamyab honay k lye apko iska knowledge hona bohat zaruri hai.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

    Assalamu alaikum my dear friend and all members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han yah Baat bilkul theek hai ki knowledge kamyabi ka pahla Kadam Hai Kyunki Agar hamare pass knowledge Jyada Hoga tabhi Ham Kamyab ho sakte hain Kyunki pahla Rasta Kamyab hone Ka Yahi Hai Ki hamare pass knowledge Jyada Hona chahie isliye Hamen chahie ki agar Hamen Pakistan Forex Mein kam karna hai to knowledge Jyada Se Jyada Hasil karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

      G bilkul aisa hi he forex mein knowledge ki boht ziada zrorat hoti hai or es mein jitna ziada ap knowledge hasil Karen utna Kam hai kiun k knowledge kamyabi ki taraf pehla qadam hai or yeh apko kamyabi dilati hai
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

        dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn kamyabi k liay apkay pass forex k baray mn knowledge gain krna zroori ha isliay apko chayay k seniours ki posting sa forex k baray mn achhi trh knowledge gain kren to ap forex trading mn kamyab ho sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

          Dear friend forex mainbbageer knowlldge k kameyabi hasel nahi hoty as leye agar ap ko apni achi earning banai hy aur forex main kameyab trader banna hy to ap ko chahye k ap forex main ziada say ziada mahnat karen aur as ko sekhen as ka knowlldge hoga to ap kameyab hongy
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

            G dost agar apke pas forex ke bare me knowledge ha tab he ap forex me kamiyab ho sakte ho jis ke pas forex ki knowledge he nahi jis ko forex ke bare me kuch pata he nahi wo forex me kabhi kamiyab nahi ho sakta forex asaan kaam nahi lekin agar apke pas proper knowledge hogy to apko forex me ziyada mushkil nahi hogy is liye forex ke bare me knowledge gain kare apne knowledge ko hamesha increase karne ki kushish kare
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

              g dosto bhai ny thek likha hy koi bhi business shuro karnysy pehly us ka experience zaroori hy behtar hy k kisi senior sy sekh kar trading kary to kabhi ni loss ni ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

                chaye dunia ka koi bhi kam kun na ho ager us mn ap ko knowlage nhe hota to ap us mn kamyab nhe ho sakty so hamein is markete k lye bhi knowledge ki zarurat ho ti h ager ham is mn knowledge nhe rakhty aur kam karty hn to hamaien loss hoga so knowledge to pahla qadam hi hoa na
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

                  Ji han aapane bilkul theek kaha hai Noori ji aapki kamyabi ka pehla Kadam Hota Hai Aap Jo Bhi Shuru kar rahe ho aapko Uske bare mein Achcha knowledge Hona chahie tabhi aap usmein Kamyab ho sakte ho isliye koi bhi business Shuru karne se pahle aapko uska Jyada Se Jyada Achcha Na Lage Hasil karna hoga Taki aap use Business mein success Ho Sabko
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Noor555 پيغام ديکھيے
                    Jab b koi business shuru kya jata hai to us men apki kamyabi depend karti hai k ap k pas us business ka knowledge kitna hai. Forex men kamyab honay k lye apko iska knowledge hona bohat zaruri hai.......
                    Forex trading Forex trading Mein success main kamyabi Hasil karne ke liye sabse Pehla step Forex trading ka knowledge hai agar knowledge hoga to aap Forex trading machi trading kar Sakenge otherwise success Nahin milega
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

                      g han bhai jaan apny thek kaha hy khe knowledge ka jo sabsy phela qadam hy wo hy hamra knowledge ka hona lazmi hy ager hamarey paas acha knowledge hoga to ha achi achi postes ker sakty hein or hamra bussniss bhi agey increase ho sakta hy or knowledge ka acha hona hamery profit ka sabab bhi banta hy forex to bussniss hi esa hy jis min kaam kerny sy hanin earninrg or bhut hi achi learning hoti hy is k elawa jo ham forex sy hasil kery hein wo best knowledge jo ham forex min kaam kerty samey hasil kert heib or hamin kaam kerny ka experince bhi hojata hy is liy min apk sawal k mutabik yahi kahoon gi yakinan knowledge kamyabi ka phela qadam hy/////
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

                        knowledge kamyabi ka pehla Kadam hai isliye Jyada Se Jyada knowledge Hasil karne ki jarurat hai Taki Jyada Se Jyada kamyabi Hasil kar sake Jiske pass hoga vah ye Ek Kamyab trader ke pass Hamesha Jyada knowledge Hota Hai Tabhi vah Kamyab trader ban jata hai isliye knowledge bahut jyada hone ki jarurat hai agar Ham Kamyab trader Banna Chahte Hain To
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

                          Hn Jee dear bilkul thek kaha ap ny hum jab be iss main kam karta hain toh humain kamiyaab bana k liya us main mehnaat karni parti hain jis sy humain iss main acha bala knowledge or experinces milta hain jis sy hum iss main trading kar sagta hain or be acha iss main profit earn kar sagta hain humain chaiye k hum faltu chezo main time wast na kariye balky iss business main zada sy zada time lagye joh humain kamiyaab or successful trader bana sakiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

                            He dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aapko pata hay ky Knowledge kamyabi ka pehla qadam hay iss knowledge to demo main perctice kerain oor knowledge main izafa kersin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge kamyabi ka pehla qadam hai......

                              G bilkul knowledge kisi b business ko shuru karnay ka pehla qadam hota hai. Aur jab pehla qadam he mazboot ho ga to kamyabi k chances barh jatay hain. To hamen apnay knowledge ko improve karna ho ga ta k ham b is business men kamyabi ko yaqeeni bana saken....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X