Limits of Stop Lose and Take Profit in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Limits of Stop Lose and Take Profit in Forex Trading
    Limits of Stop Lose and Take Profit in Forex Trading

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	25
Size:	69.4 کلوبائٹ
ID:	12787101


    Dear Freinds,

    Jaisa k forex trading market main aap koi bee trade lagaty hain to us main ye hain k ap ko pata hota hain k ap ki trade kaisi hain awar pir ess main profit kitna hona chaiay. Mazeed ye k ess mai stop loss kitna hona chaye agar ap ais mai ye dekhty hai k ap ne her trade k sath aik hi jitna take profit lagana hai to aus mai ap ne risk reward ko dekhna hota hai kun k ap ne jab aisi strategy par kaam karna hai jis mai ap ne fix take profit aor stop loss rakhna hai to aus mai ye hai k ap ko pata hota hai k ap ki atni trades tp hit kar jaye to ap ka daily wala target pora ho jaye ga awar pir ye k take profit aur stop loss limits market ko analysis karny k sath market ki movement ko dake kar lagna chaiay. Pir agar market ki movement asani se hamary profit target ko hit kar sakti hain to humko take profit ko aisy hi kesi point par set karna chaiay k jes ki waja se asani se hamara take profit ka target complete ho saky. Mazeed other wise agar market hamy loss deny par ajaye to kam se kam point par set kia gia stop order loss hamy big loss se bachany main helpful ho sakti hain. Stop loss and take profit trading mein bahut ziada useful hote hain traders ko chahiae ki Jab Bhi trading Kare to stop loss order take profit zaroor use Kare Ishare traders achi trading kar Sakenge aur traders e-trading secure bhi Hogi Humne stop loss order take profit Apne account mein maujood amount ke hisab Se Lagana chahiye Hame stoploss thoda Jyada Rakhna chahiye aur take profit come Rakhna chahiye jisse hmari trading achi ho skti hain.

    How to Apply

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	18
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12787102


    Freinds,

    Pir ye k forex market main stop loss awar take ki base darasal aik aisi position par hoti hain k jis k mutabik new member yani junior balky senior ko bhi wo trade leni chahye jis me sl chota or tp us se do guna ya ia is se ziaada hona chahye chahiay k ap ka account jo bhi ya mulk ki currency jo bhi ho order wo lena chahye jis ki risk reward ratio achi honi chahye yani k Risk k ho or reward acha ho tabhi account safe or grow kry ga so achi risk reward ratio k liye trading main stop loss in forex trading main best trading k liye stop loss hmary liye boht muffed hota hai q k es k hmain boht say faidy bhi hoty hain gforex trading main stop loss hmary account ko wash hony se bachati hain. Pir ye k hmari trading main loss ko lock bhi karti hain.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	18
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12787103


    Freinds,

    Last main ye k es liye apni har trading main stop loss ko achi trah se market k isab se set kar k trading karni chahye ta k hmain loss ziada na ho. Take profit in forex trading main jub hum take profit ka use karty hain to es ka ye pattrn hota hai k hum apni trading main market ko dekhty howe apna profit set kar dety hain or jub market hmain profit tak market ati hai tu hmara t,p hit h jata hai or take profot ki limit market k hisab forex trading main jub ap trading karty hain tu apko apni trading main stop loss or take profot ko lazmi use karna chahiay q k es se ap k account kee money managment hoti hai awar apki trading main risk bhi kam ho jata hai es ko set karny k liye sub se pahly apko market ko analsye karna hota hai k market main ab kiya situaion hai or osi k hisab main apna stop lsos or take profit use karni cahhye mery khiyal main hmain apni trading main stop loss ko 10 se 20 pips set karny chahye or take proft ki bhi yahi ratio honi chahye yah ratio main na tu yah boht zeyda hota hai or na he kam es liye stop loss ko kbhi bee lagna mat bholen q k ess say faida hota hain. Awar pir ye k forex main her trader ki apni planning hoti hai our ager ap k pas trading plan nahe hai to pher app us main kabhe bhe aik kamyaab trader nahe ban sagty hain forex main jab hum trade kerty hain to dost stop loss our take profit same nahe ho sagta hai mera our ho ga our app ka our ho ga koin k jesa k main M30 time main trading kerta hon to pher mera stop loss kum ho ga our our us k mutabik mera tp bhe kum ho ga but ager main H4 time frame main trade kerta hoon to pher meray dost mera target our stop loss kafi barey hoon gay pher ager mera stop loss 70 pips ka ho ga to pher mera target 140 pips ka ya pher 210 pips ka ho ga koin k risk reward ratio 1:2 ya pher 1:3 ho ge our us say hum acha plan rakhean gay to achi trading ho sakti hain.

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	20
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12787104

    Thanks

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stop Loss and take profit limit in trading:
    Asalam-o-alikum!
    ap ka account jo bhi ya mulk ki currency jo bhi ho order wo lena chahye jis ki risk reward ratio achi honi chahye yani k Risk k ho or reward acha ho tabhi account safe or grow kry ga so achi risk reward ratio k liye trading main stop loss in forex trading main best trading k liye stop loss hmary liye boht muffed hota hai q k es k hmain boht say faidy bhi hoty hain gforex trading main stop loss hmary account ko wash hony se bachati hain. Pir ye k hmari trading main loss ko lock bhi karti hain. take profot ki limit market k hisab forex trading main jub ap trading karty hain tu apko apni trading main stop loss or take profot ko lazmi use karna chahiay q k es se ap k account kee money managment hoti hai awar apki trading main risk bhi kam ho jata hai es ko set karny k liye sub se pahly apko market ko analsye karna hota hai k market main ab kiya situaion hai or osi k hisab main apna stop lsos or take profit use karni cahhye mery khiyal main hmain apni trading main stop loss ko 10 se 20 pips set karny chahye or take proft ki bhi yahi ratio honi chahye yah ratio main na tu yah boht zeyda hota hai or na he kam es liye stop loss ko kbhi bee lagna mat bholen q k ess say faida hota hain. phir ye k forex main her trader ki apni planning hoti hai our ager ap k pas trading plan nahe hai to pher app us main kabhe bhe aik kamyaab trader nahe ban sagty hain forex main jab hum trade kerty hain to dost stop loss our take profit same nahe ho sagta hai mera our ho ga our app ka our ho ga.
    How to place SL and TP :
    Stop loss and take profit trading mein bahut ziada useful hote hain traders ko chahiae ki Jab Bhi trading Kare to stop loss order take profit zaroor use Kare Ishare traders achi trading kar Sakenge aur traders e-trading secure bhi Hogi Humne stop loss order take profit Apne account mein maujood amount ke hisab Se Lagana chahiye Hame stoploss thora zyada rakhna chahiye aur take profit come rakhna chahiye jisse hmari trading achi ho sakti hain. forex trading market main aap koi bee trade lagaty hain to us main ye hain k ap ko pata hota hain k ap ki trade kaisi hain awar pir ess main profit kitna hona chaiay. Mazeed ye k ess mai stop loss kitna hona chaye agar ap ais mai ye dekhty hai k ap ne her trade k sath aik hi jitna take profit lagana hai to aus mai ap ne risk reward ko dekhna hota hai kun k ap ne jab aisi strategy par kaam karna hai jis mai ap ne fix take profit aor stop loss rakhna hai to aus mai ye hai k ap ko pata hota hai thanks...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Limits of Stop Lose and Take Profit in Forex Trading





      Forex trading mein safalta hasil karne ke liye, traders ko apne trades ko effectively manage karna zaroori hai. Is maqsad mein, Stop Loss aur Take Profit orders ka istemal hota hai. Lekin, in dono ke istemal mein hudood aur tajaweezat ka dhyan rakhna zaroori hai. Is post mein, hum Forex trading mein Stop Loss aur Take Profit ke hudood par tawajju denge.

      Stop Loss Kya Hai:





      Stop Loss order, jise SL kehte hain, ek risk management tool hai jo traders ko nuksan se bachane mein madad karta hai. Jab trader apne trade mein aik muqarar level par pahunchta hai jise wo comfortable samajhta hai, to wo Stop Loss order place karta hai. Agar market us level tak pohanchti hai, to trade automatically band hojati hai, taake nuksan se bacha ja sake.

      Take Profit Kya Hai:

      Take Profit order, jise TP kehte hain, traders ko apne maqsad tak pohanchne mein madad deta hai. Jab trader apne trade mein aik muqarar munafa (profit) level par pahunchta hai, to wo Take Profit order place karta hai. Jab market us level tak pohanchti hai, trade automatically band hojati hai aur trader apne maqsad mein munafa hasil karta hai.
      Limits of Stop Loss aur Take Profit:

      Psychological Impact:




      Stop Loss aur Take Profit ke hudood ko tay karte waqt, trader ko apne risk tolerance aur maqsad ke mutabiq faisle lena zaroori hai. Hamesha yaad rahe ke zyada risk lene se nuksan ka khatra barh jata hai, aur kam munafa maqsad tak pohanchne mein rokawat dalta hai.

      Market Volatility:

      Market mein hone wale tabdiliyon aur volatility ko madde nazar rakhte hue, trader ko apne Stop Loss aur Take Profit levels ko tay karna chahiye. Zayada volatile market mein, wider limits ka istemal karna munasib ho sakta hai.

      Time Frame:

      Trading strategy aur time frame par bhi hudood tay kiye jaate hain. Agar trader short-term trading kar raha hai to uske Stop Loss aur Take Profit levels ko bhi short-term conditions ke mutabiq tay karna hoga.

      Market Analysis:

      Hudood ko tay karte waqt, market analysis ka bhi ahem kirdar hota hai. Technical aur fundamental analysis se trader ko pata chalna chahiye ke market mein kis tarah ki tabdiliyan ho sakti hain, taake wo apne hudood usi ke mutabiq tay karein.

      Naseehat:

      Risk-Reward Ratio:

      Har trade mein risk aur reward ka acha balance hona chahiye. Trader ko ye tay karna chahiye ke har trade mein kitna nuksan hone par wo comfortable feel kare, aur kitna munafa uski expectations ke mutabiq hai.

      Flexibility:






      Hudood ko tay karte waqt, trader ko thoda sa flexibility bhi rakhna chahiye. Market conditions badal sakti hain, aur trader ko apne orders ko adjust karne ka mauka milna chahiye.

      Educated Decisions:

      Stop Loss aur Take Profit levels tay karte waqt, trader ko apne tajaweezat par tawajju deni chahiye. Har faisle ko samajhdaari se lena hoga, taake trading strategy ko behtar banaya ja sake.

      Stop Loss aur Take Profit orders, forex trading mein risk management ka aham hissa hain. Inka sahi taur par istemal karke, trader apne nuksan ko control mein rakh sakte hain aur maqsad mein munafa hasil kar sakte hain. Hudood tay karte waqt, trader ko apni risk tolerance, market conditions aur trading strategy ka dhyan rakhna chahiye. Hamesha yaad rahe ke educated decisions aur flexibility, forex tijarat mein kamyabi ka raaz hote hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X