Loss ko kaisay khatam karai
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kaisay khatam karai
    Aziz dosto forex mai ham jab be loss kartay hain uss mai la,mi hamari ghalte shamil hote hai hamai chaye ke iss buisniss ko achai tariqay say seekay aur loss ko uss sorat mai ham avoide aur khatam kar sakray hain jab ham iss may apni ghaltyo ko dhond kar unhai khtam karaingay hamai chaye ke mistakes ko bar bar repeat na karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko kaisay khatam karai

    Acchi Nahin Hoti Hai trading start karne mein problem ko face karna padta hai UN Logon Ko chahie ki market Mein original type kar solution nikala Jitna Achcha vah Log Yahan per Shuru Se Nikalte Hain technical analysis graph chart ki help se kam Karte Hain To UN Logon Ko kabhi bhi yahan se nuksan nahin Hota confirmation ke sath kam karna in Logon ke liye Jyada Achcha aur pest hota hai long time kam karne ke liye kar
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko kaisay khatam karai

      Dear brother forex trading men loss hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hota hey iss liay loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin loss ko kam se kam kar saktay hen aur acha experience hasil karen aur phir stop loss ko use karnay se loss kam zaroor ho sakta hey
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko kaisay khatam karai

        G han dost hum loss ko ik Surat main katum kr sakthy hain ka AGR hum manaat Karin orr Jo bhi kaam Karin soch samaj ka Karin orr AGR kohi muskil ho tho apna senior sa help main AGR app ko lagtha ha ka app expart hain forex main tho pir ap tread laghy
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko kaisay khatam karai

          Market se loss ko khatam nahi kia jata hay market me risk factor ko zaror khatam kia ja sakti hay, strategies aur planing key sath trading esi waja se ki jati hay key risk factor ko agar khatam na kia jaye to es ko minimize zaror kia jaye, esi maqsad se traders apni trading ki strategies aur market analysis performance ko behtar se behtar karny ki koshish karty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko kaisay khatam karai

            Traders ko loss tu hota rehta hai aur yeh kisi mistake se hota hai agr traders mistakes ko control krein aur repeat na krein tu risky elements kam ho jaty hein phr secure trading possible hoti hai aur trades mein profit hasil hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko kaisay khatam karai

              Forex mein loss.ko khatam kernay kay lye humain apni trades ki management kerna ho gi aur jo ghaltian hum forex mein bar bar kertay hain unn ko note kerain unn ka analysis kerain aur unn ko khatam kernay kay lye kaam kerain tou humara forex sae loss khatam ho jaye ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko kaisay khatam karai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                Aziz dosto forex mai ham jab be loss kartay hain uss mai la,mi hamari ghalte shamil hote hai hamai chaye ke iss buisniss ko achai tariqay say seekay aur loss ko uss sorat mai ham avoide aur khatam kar sakray hain jab ham iss may apni ghaltyo ko dhond kar unhai khtam karaingay hamai chaye ke mistakes ko bar bar repeat na karai.
                G han sir hm apni ghltiyon ko dhond kr or un ko avoid kr h boht had tak loss se mehfoz rah sakty hen. q k agr hm un mistakes ko avoid ni krn gy jo k hmary loss ki wja bani hen to hm kabhi b is business me successful nai ho saken gy. Is lye behtar hai k agr ap ne is me successful hona hai to aik to ap apne experience ko increase krn. 2nd ye k apne mistakes ko avoid krn taky apke lye profit earn krna boht hi easy ho saky.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko kaisay khatam karai

                  Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ko chahahy k trade lagany sy phly AP ko ziada sy ziada market analysis kr lain r trend ko check KR k Apna trade trend ko follow kr k lagain gy to AP ko accha profit Hasil ho saky ga. R AP loss sy Bach sakain gy.
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko kaisay khatam karai

                    Bhai sahab jaisy k man ny pahly bi kafi dafa kaha han or ab phir bta raha ho k loss ko khatam krny ka 1 hi tarika han or woh is man ko pahly achi tarah sy seekhna kyun k jab tk app is ko achi tarah sy seekho gy nai to app ko is man kabi bi trade nai krsaky ga or app is man jab bi trade karo gy app ko loss hi loss hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko kaisay khatam karai

                      Ji han bhajan aapane bilkul sahi Kaha Hai Main Bus Itna Kahana Chahunga k main sirf Tujhse hi hoti hai Jab Ham lalach Karte Hain To Hamen load hoti hai agar aap Lala Chunav karen to aap loss khatm kar sakte hain
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko kaisay khatam karai

                        Kaam krny k liye jb experience e na ho or phir experience hasil krny ki koshish bhi na ki jaey to is trha kaam krna bemaqsad hay or is trha profit nai hasil kiya ja skta blky just loss e ho ga or loss krty krty accnt wash ho jaey ga or phir zyada mehnat drkar ho gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko kaisay khatam karai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                          Aziz dosto forex mai ham jab be loss kartay hain uss mai la,mi hamari ghalte shamil hote hai hamai chaye ke iss buisniss ko achai tariqay say seekay aur loss ko uss sorat mai ham avoide aur khatam kar sakray hain jab ham iss may apni ghaltyo ko dhond kar unhai khtam karaingay hamai chaye ke mistakes ko bar bar repeat na karai.
                          Assam Alaikum ji bhaijaan Forex trading business Mein loss bahut hi jaldi aur aasani se a Jata Hai is Ko Agar Ham khatm karna chahte hain To Hamen market ke analyse per Jyada Dhyan Dena Hoga Kyunki jab tak market ki acchi understanding Nahin Hogi tab tak aapki trade loss Mein Hi Rahegi
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko kaisay khatam karai

                            Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h
                            aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h
                            tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye
                            tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien
                            as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h aur ham ko as mien greed ko khatam ker k loss ko khatam ker sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko kaisay khatam karai

                              loss ko hatam karny k liye khud ko phly loss ko bardasht karny k liye prepare karna parta hai aur jab loss ho hume chahye k us main se apni mistakes ko find kaarin aur phr un mistakes se learn kaarin un ko sahi kaarin aur dobara apni mistakes ko repeat na kaarin tab ge hum apny loss ko kahtam kar skaty hain aur wapis jab b trade open kaarin to achi tara analyse kar k karain taa k best tarding kar sakain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X