How to Read Candles in Trading
Introduction
Dear Fellows,
Trading markey main aisay kaafi saaray candles hain jo k market k reversal indication key ley helpful ho sakty hain., without candles stick knowledge k koi expert trader be es ko read nahi kar sakta, if other forex knowledge k saath candle stick ka be knowledge proper hasil kia jaye to esi k base par market ki swing condition ko samjny main asani ho sakti hain. So why ess market main agar ap nay candle stick pattern par kaam karna ho to sath price action par kaam karna chaiay cause ess market mai ap ne dekha ho ga k ye pattern tab hi valid hota hai jab market ye pattern kisi support ya resistance par banati hai agar ye pattern center mai bany to aus time ais ka result atna acha ni hota kun k aus time ho sakta hai k market ais ko follow na kary aor ap ka stop loss hit kar day. agar ap ne pattern par kaam karna hai to ap ko ye pata hai k bahot sary pairs hai agar ap ko kisi pair main trade nahi mil rahe to pair change kar ley ap ko ais mai achi trade mil jaye gi aor aus mai hi ap trade lagye agar ap ais mai aisy hi trade laga lo gy to aus mai ap ka stop loss hit ho sakta hai ais liay best entry ka wait kar ley jab ap ko koi acha pattern achi trading karnay kay liay candles ko chart ko unki movement ko achi tarha samjhana chahiay aur aik acha patern hi milnay par tradind karni chahiay aur aik avhay patern k liay apko wait kar laina chahiay and ess main ap stop loss laga bhi dain to ap ko nuqsan ho sakta hay agaer ap kay pass koe sahi patern nahi hay to jab ap aik sahi patern pa trade krty hain to us say ap ko kafi ziada faida hasil hota hain aur ap profit main jatay hain.
Procedure
Fellows,
Essk ilawa trading main technical analysis k liye candles ki pehchan bharri zaroori hain. Q k har candle ki apni pehchan hoti ha aur har candle diffrent signal dy rhi hoti ha k market ki next movement kya hogi cause pin baar jab bhi bany tu iska matlab hota ha k market ab trend change kary gi agar buy ja rahi ha tu sell ki taraf jaye gi,isi tarha har candal ka apna name hota hain. apna he pegham hota ha is liye tamam traders k liye forex trading mein success hasil karny k liye candles stick ko seekhna bht zaroori ha.aur diffrent time frame mein candles ko parhna ata ho k h4 ki candal kya signal deti hain. Ager hum ess ki techniques ko achy se nahi seekh laty to hum aik acha profit hasil nahi ker sakty. Is mein sab se basic knowledge hai candle stick ka knowledge b Jab tak ap candle stick ka knowledge hasil nahi ho ga ap market ko achy se analyse nahi ker pain gy. Q ky candle stick ki jitni bhi aqsaam hain wo ap ko market ky agy ky trend ky bary mein kuch na kuch batati hain. Dusri candle T ki shakal ki hoti hai. Kabhi seedha ya kabhi ulta. Ye bhi market ky trend ky change hony ka pata deti haimn. Shooting star candle ki body bahut choti hoti hai lakin is ka shedow bahut bara hota hai. Body jis side pe banta hai us side per market ky ziyada chance hoty hain. Dragon fly candle ki body oper ki traf hoti hai aur shedow nechy hota hai. Thora sa lamba hota hain. Grave stone candle ki body nechy kj traf hoti hai aur shedow oprer ki traf qadrey bara hota hai. Ye trend ki bearish movement ko show kerti hai. Behrhall candle ki jitni bhi aqsaam hain apny ander aik knowledge rakti hain.
Conclusion
Fellows,
Last main ye k candles stick pattren forex trading mein aik boht important pattern hain jo bht importanat ha aor bohat zayda mushkil bhi nahien hai aor is k knowledge k bina koi bhi trader achi tarha analysis nahi kar sakta kyun ka ager aap ko trading main others analysis na bhi karna aaty hoon to aap sirf candle stick pattern sy he small small profit bana sakty hai aor beggingers ky liye ais pattern ko follow karna boht zaroori hia aor trading mein technical analysis k liye candles ki pehchan ziadaa zaroori hain. Cause har candle ki apni pehchan hoti ha aur us ky hisaab sy ager trader apna trade decesion leena janta ho to us ki her trade us ko faida day sakti hain. har candle diffrent signal dy rhi hoti ha k market ki next move kiya hain ye note kia ja sakta hain.
Thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим